𝙿𝚊𝚛𝚝 32

506 108 30
                                    

So let's start.......

Sameer:munna pundit kya kaha tumse?
Naina:yahi ke tum kisi ladki ko aakhe fadh fadhke dekh rahe the......aj mehendi ki function mein jo team dance karne aaye the usme se tum kisi ladki ko dekha....pata nhi aur kya kya kiya.... Saach saach batayo line marne ki koshis kiya tha na tumne?
Sameer:naina!yeh kya bole ja rahe ho tum.....mein kisi aur ladki ko line kyun marunga jaab tum ho mere zindagi mein
Naina:tumhe toh mein dekhungi baas kaal aur parso ki baat hain....fir tumhe dekh lungi mein....

Yeh kehke naina phn cut deta hai

Sameer:naina!naina!angel?phn cut diya pura baat Bina sune hi.....
Munna pundit!ko toh mein nhi chodunga

Next day morning
Vivek:vishaka!sameer Abbi bhi nahi aaya niche.....?haldi ka muhurat nikalte jaraha hai....
Vishaka:mein ramdhari ko bhej diya sameer ko  bulake lane ke liye....
Nanu:woh sameer ke dono dost bhi toh nazar nhi araha hai kaha hai dono...

Tabhi Upar se samundit aata hain..
Nanu:kya karraha tha itne der taak?muhuraat nikalte jaraha hain
Vivek:waha samdhi ji bhi bahu ki haldi function start nhi karparahe hai
Mundit:paar kyun?
Munna sameer ke Kano mein bolte hai
Munna:kahi Bhabi shadi cancel toh nhi kardiya na...
Sameer:kya bol raha hai tu ulta sidha?apna juban bandh rakh nhi toh
Pundit:gussa kyun horaha hai bhai tu hi toh bata raha tha ke Bhabi bahut gusse mein thi kal...
Munna:gusse mein toh insaan kuch bhi kar sakte hai
Sameer:nhi!
Mundit ek dusre ko wink karke hasne lagta hai....
Nanu:hogaya tum saabka! Itna der kya karraha sameer tu?
Nani:aur kya bahu se baat karraha tha.....hai na?aap bhi na saab samajhke bhi nazar andaz kar dete hai

Yeh kehke nani hasne lagte hai

Sameer in mind:wahi toh kaabse nhi karpa rha hu nani

Kuch der baad haldi function start hota hai.... .
Sameer:munna!yaar thoda kaam karke laga na bhoot laag raha hu mein...
Pundit:yaar tera pehle shadi mein toh hum itna masti nhi karpaye the aab karne dena.....

𝐀𝐧𝐣𝐚𝐚𝐧 𝐏𝐫𝐞𝐦 (𝑪𝒐𝒎𝒑𝒍𝒆𝒕𝒆𝒅)Where stories live. Discover now