Hi guys please ignore grammatical errors
Enjoy reading
****
In shivika's room
Anika(shout): Mr. Shivaay Singh Oberoi
Shivaay was having his expresso and jerked by hearing her voice and he spills it
Shivaay: kya kar rahi ho meri expresso gira di ( wiping his lips)
Anika: aap ki expresso gai bhaad mai. Aapne yeh kyu kiya
Shivaay: kya kiya maine?
Anika: "kya kiya aapne" maine aapko kaha tha sahil ko pareshan maat karna phir bhi aapne sahil ka naam school se kyu katvaya
Shivaay didn't say anything and move toward the bed and took the file placed there and handed it to her
Shivaay: yeh lo
Ankia: kya hai yeh
Anika open the file
Shivaay: sahil ki admission files hai usska admission maine Mumbai ke best school mein kar diya hai
Anika: par isski koi zarrorat nahi hai aur upar se yeh bohat menga school hai fees uniform aur baki sab mila kar 50 lakh ka kharcha hai main itne paise kaha se laungi
Shivaay: shayad tumne theek se dekha nahi maine sare paise bhaar diye hai so...
Anika: kya. Lekin isski koi zarrorat nahi hai aap kyu har kiski zindagi ke fisle lete hai. Dusri baat school ki fees 50 lakh hai, 50 lakh main kaise lotaungi aap ko
Shivaay: 30 lakh ghar ke bhi hai
Anika: haan woh bhi hai itne sare paisa kaha se laungi. Ab Mujhe dusri nokri dhundni padegi
Shivaay: nokri...kyu
Anika: kyu meri yeh wali nokri chali jo gai hai kyu ki Shivaay Singh Oberoi ki shadi jo ho gai hai
As she said these words both looked into each other's eyes.
Shivaay: tumhari problem kya hai
Anika: problem yeh hai ki....(countind her fingers) mujhe aapko kuch 80 lakh rupaiye chukane hai aur main yeh kaise karungi. Par main aapko ek ek paisa chuka dungi woh bhi sud samete
Shivaay: okay you can try
He started to go but stopped by her words
Anika: par aapne aisa kyu kiya
He turn
Shivaay: sahil is a very bright child aur maine chahta hun ki usse aage badhne kar mauka mile aur agar uski jagah koi aur bright bacha hota toh bhi main yehi karta
Anika: lekin....... aapne mere bhai ke liye sab kiya usske liye than...
She got interrupted
Shivaay: mujhe tumhara thank you nahi chahiye aur waise bhi maine yeh tumhare liye nahi kiya hai sahil ke liye kiya hai
Anika: shivaay mujhe na aap samjh nahi aate..aap aadmi hai ya paheli, aap aisa kyu kar rahe hai kabhi aap acha karte hai toh kabhi bura. Aaj aapne kuch acha kiya hai kuch dinon baad phir kuch bura karenge kabhi mujhe pareshan karnege ya phasa denge kabhi mujhe bachenge aur kuch nahi toh mujhe pool mein phek denge. Aap jaise hai waise kyu hai...... kabhi kabhi toh mujhe lagta hai aap mujhse kuch kehna chahte hai lekin bol nahi rahe hai.... aap ki yeh kanji aankhe mujhpe koi ilzam laga rahi hai
Shivaay remembers about daksh chorus and gets angry.
Anika: mujhe pata hai aapki aankhon mein mere liye nafrat hai par kyu yeh nahi pata. Kyu karte hai aap itni nafrat mujhse bataiye mujhe
आप पढ़ रहे हैं
ISHQBAAZ
FanfictionIt's a shivika, rikara and rumya story . . . peep to know ( there will be rikara and romya scenes but my main focus is shivika)