Ignore grammatical mistakes
Continue from the last chapter
Misha holds mahir hand he jerk her hands and leave.
Bela was in her room misha comes there
Misha: bela tum smjhti kya ho khud ko
Bela: maine kya kiya hai
Misha: innocent bnne ki acting mat kro smjhi tumne mujhse ek deal ki hai
Bela: mujhe sab yaad hai
Misha: lgta tu nhi hai tumhe yaad hai sab bhulna mat bela tumne mujhse wada kiya hai tum mahir ki life se chli jaogi isliye Maine mahir ko jail jaane se bachaya hai
Bela: mujhe sab yaad hai misha m chli gyi mahir ji ki zindagi se lekin abhi inhe meri zarorat hai
Misha: mahir ko chod kr jao bela m mahir ko smhal logi
Mahir hear their conversation
Bela: misha mahir ji abhi theek nhi hue hai
Misha: bela tum
Bela look at mahir
Bela: mahir ji aap yha kuch chahiye
Mahir: ha chahiye bela
Bela: kya
Mahir: tum mujhse itna pyaar kyu krti ho bela
Bela look at mahir
Mahir: mujhse itna pyaar krti ho mujhe bachpan ke liye mujhse dur jaane ke liye mann gyi
Misha: mahir tum
Mahir show his hand to misha
Mahir: m apni biwi se baat kr rha ho tumse baad m baat kroga actually hisaab kroga so keep quiet
Bela: mahir ji aap shant ho jaeye aapki tabiyat theek nhi hui hai abhi
Mahir: bela m tumhara pyaar deserve nhi krta
Bela: mahir ji aise mat boliye aapko m deserve nhi krti
Mahir: nhi bela tum is duniya ki best ladki ho
Mahir hug bela tightly
Mahir: I love you bela
Bela: I love you to mahir ji
Misha: enough both of you
Mahir looks at misha
Mahir: tumhe m apna well wisher smjhta tha apna dost lekin tum is layak nhi ho mahir Sehgal tumse dosti kre.
Misha: mahir maine jo bhi tumhare liye kiya m tumse bohot pyaar krti ho
Mahir: m bela se pyaar krta ho.
Misha cups mahir cheeks he jerk her hands
Mahir: pyaar ka mtlb bhi jaanti ho tum pyaar wo hai jo bela mujhe krti hai
Misha: mahir I love you so much m tumhare bacche ki maa bne wali ho I m pregnant
Mahir: tumhari bakwass band kro warna m ye bhul jaoga tum ek ladki ho
Misha: us raat hamare beech jo bhi hua
Mahir: cut the crap hamare beech kuch nhi Hua hai smjhi tum
Mahir holds misha hand and throw her from his house
Mahir: tum kisike pyaar ya dosti ke layak nhi ho aaj ke baad mere ya mere ghar ke aas pass nazar mat aana warna mujhse bura koi nhi hoga
He shut the door on misha face.
Next update- behir romance, mahir gets bankcrupt
I hope you all like this chapter
Zoya
YOU ARE READING
Pati patni aur woh (Slow Updates)
Fanfictionstory of a pati (mahir) patni (bela) and wo (misha) more know about the story read out the story.