Ignore grammatical mistakes
Bela hug juhi and console her she goes to police station to meet vyom
Vyom: bela tum yha
Bela: vyom m yha sirf sach sunne aayi ho
Vyom: bela m sach bol rha ho maine kuch nhi kiya wo misha jhooth bol rhi hai
Bela: tum sach bol rhe hai m kaise mann lo
Vyom: bela m manta ho aaj tak maine bohot gltiyaan ki hai lekin maine misha ke saath kuch glt nhi kiya infact usne mujhe kl apne ghar bulaya tha wo mujhse ek presentation ke baare m janne ke liye bulaya tha
Bela: jhooth mat bolo vyom
Vyom: m jhooth nhi bol rha ho bela mujhe smjh nhi aaya wo mujhse office ya phone par puch skti thi par usne mujhe ghar bulaya
Bela look at vyom
Vyom: usne mujhe fasaane ke liye bulaya tha
Bela: misha aisa kyu kregi
Vyom: misha mahir se pyaar krti hai aur usne mujhe target kyu kiya mujhe nhi pta
Bela: vyom m tumhe kuch nhi hone dogi
Bela goes to misha house maid tell her that misha goes office bela gets suspicious bela goes to office she goes to misha room
Misha: bela tum yha aao na mahir se milne aayi ho actually mahir yha nhi hai meeting ke liye bahr gya Hua hai
Bela: m mahir ji se nhi tumse milne aayi ho
Misha: mujhse kyu bela
Bela: misha m tumhare ghar gyi thi aur tum yha
Misha: m office ke bina nhi reh skti
Bela: tumhare saath jo kuch bhi Hua sunkr dukh Hua
Misha: bela tum mujhse sympathy mat do I don't like jb log mujhe sympathy dete hai
Bela: so srrry mujhe lga tum sympathy ke liye ye sab kr rhi ho
Misha: mtlb
Bela: oh now I understand tumhe mahir ki sympathy chahiye
Misha: bela tum kya bole ja rhi ho m aur mahir sirf dost hai mahir tumhara husband hai
Bela: janti ho mahir ji mere husband hai tum mahir se pyaar krti ho isliye itni giri hui harkaatein krti rehti ho unke attention ke liye
Misha: apne mahir ko apna bnane k liye
Bela: kya kha tumne tumhara mahir (she smiles) and looks at misha with anger) mahir sirf mera sirf mera bela ka mahir mahir ki bela aur tum koi nhi ho misha
Misha: bela mahir mujhse bohot pyaar krta hai usne maine ek saath bohot saare pyaar bhare moments spend kiye hai
Bela: jisse tum pyaar keh rhi ho mahir ke liye wo sirf dosti hai
Misha: agar dosti hoti wo us raat mere ghar nhi aata mere itne kareeb nhi aata m aur mahir itne kareeb the us raat
Bela slap misha she looks at bela in shocked
Misha: how dare you bela
Bela: how dare you mere mahir ke baare m ye sab bolna ki m mahir par khud se zyada bharosa krti ho
Misha phone ring bela cut her call
Bela: m vyom ko bacha kr rahogi mahir ko tumhari asliyat bta kr
Continue..
Another chapter hope you like it do vote and comment
YOU ARE READING
Pati patni aur woh (Slow Updates)
Fanficstory of a pati (mahir) patni (bela) and wo (misha) more know about the story read out the story.