Hello friends!
Main aajkal bahut zyada busy hoon meri online job ki wajah se, 24 ghante mein main 3-4 ghante hi so paati hoon, kabhi kabhi toh mera WhatsApp number hi banned ho jaata hai iss online job ki wajah se aur mera kaam bhi complete nahi ho paati hai, isiliye main kabhi kabhi hi stories padh paati hoon aur vote and comments bhi late ho sakte hai, toh writers yeh mat samajhna ki maine aapki stories padhna chhod diya hai, main padhti hoon par kabhi kabhi late bhi ho sakta hai...