part -7

765 71 53
                                    

Chapter-7

Its was lunch time abir was in living room working on his laptop and kuhu came from studio and saw the time it was lunch time

Kuhu:- waise bro app jaante ho na ki apko mishti ko khana bhi khilana hai kyuki ussey bhuk toh lagi nhi hogi aur lunch time ho gaya hai

Abir:- oh ha accha yaad dilaya

Abir went to kitchen served his and her plate and went upstairs

Abir:- mishti bhut bhuk lag rhi hai

Mishti:- ha toh jao niche aur kha lo ( without looking up )

Abir:- kha leta per woh kya hai na niche sabne khana kha liya hai aur mujhe akele khana nhi khana tha toh socha ki tumhare saath kha lu

Mishti:- per abir mein neh toh khana kha liya hai

Abir:- kab khaya mein toh nhi dekhe

Mishti:- abhi thodi der pehle hi khaya tha shayad

Abir:- angry chorni tum jo padti ho tumhe sab yaad toh rehta hai na matlab khai bhul toh nhi jaati ho na

Mishti:- yeh kesa sawal hai obviously sab yaad rehta hai ... wiase aisa faltu sawal kyu phuch rahe ho ha

Abir:- aur nhi toh kya karu tumhe yeh to yaad nhi ki tumne last khana kab khaya tha toh tumhe yeh tumahri padhai kha seh yaad rehti hogi

Mishti:- arey bola toh ki thodi der pehle hi khaya tha mein na

Abir:- arrey meri pyaari biwi tumhe khana khaye 3 ghante ho chuke hai

Mishti bite her tounge and looks up from the book and turn around

Mishti:- sorry mujhe seriously bhuk nhi lag rhi thi toh mein bhul hi gayi yeh sab ..... chalo khana kha lete hai chalo chalo

Abir smiled at her antics and they ate food together and after finishing up they got up and mishti pecked abir check and

Mishti:- thanks mera itna nakhra jhel neh keh liye ik mein thodi difficult ho gayi hu na abhi, handle karne keh liye aur mein tumhare saath time bhi spend nhi kar rhi hu,

Aur jab mein neh tumhe university keh baare mein batya tumhe bura bhi laga ki mein tumse shayad dur chali jaungi aur phir tumne mujhe kuch bhi nhi bola thanks abir this really means alot to me

Abir smiles as how good she know him

Abir:- isme thank u khene ki koi zarurat nhi hai.... mein toh bus pati no.1 la award jitna chata hu isley yeh sab kar rha hu

They both laughed at his statement

Abir:- but on a serious note tum difficult nhi hui ho balki tumhara yeh side mujhe dekhne ko mila isley mein bhut lucky feel karta hu .... ha thode tantrums kar rhi ho per mujhe na yeh tantrums bhi itne cute lag rahe hai na ki mein kya bolu .... he pulled her checks

Mishti was feeling blessed and

Mishti:- thanks ajeeb rajvansh mere husband seh bestfriend bane keh liye

Abir:- arey angry chorni mein bestfriend seh husband bana hua naki husband seh bestfriend

Mishti:- jaanti hu per jab tum mere husband hote hue bhi mere bestfriend wale kam kar rahe ho toh mein aur kya bolu

I love ajeeb rajvansh

Abir smiles hearing her explanation

Abir:- I love you too .... chalo bhut time waste ho gaya tum jao meri sautan keh pass

MISHBIR:-  support systemWhere stories live. Discover now