part-21

544 62 100
                                    

Hello readers
Ik I  back even after saying that I will stop writing but I did realise that it will unfai who wants to reads my story and so I am writing it anyways
And I always want the story to get atleast a proper ending and if I can't do what I want then I will not have peaceful sleep and so here is short update from me to u guys
And now I don't want any of u to comment as I will feel like I have forced u to write this comments and so plz don't write any comments or views

So here is the Monday update and so enjoy !!!!

Mishti:- thanks abir..... ah mein ek baat phuchu

Abir nodded in affirmative

Mishti:- agar tum mere jagh hote toh kya karte agar tumhe woh log sorry bole ya phir try kare ki sab pehle ki tarah normal ho jaye

Abir:- actually bolu toh mujhe nhi pata mein kya karta per itna pata hai ki mein unka explanation sunta zaru

Mishti:- toh tum yeh sun pate ki unke life mein tumse zayda koi important cheeze thi isley woh tumhe chod diya ,unki life mein koi tumse zayda important person tha us waqat ki tumhare saath dehna zaruri nhi samjha

Ek baat bolu bura math mana yeh saari jo  bate na kitabo mein acchi lagti hai real life apply karoge na dusro ka chodo khud hurt hi jaoge

Abir:- toh phir tumne mujhe bhi toh chance diya tha na,tumne mujhe peh dobara  bharosa kiya tha na toh tumhe accha nhi laga tha

Mishti smiled sadly:- actually u r right mein neh theka leh rakha hai sabko dusra chance dene ka isley sab mujhe for granted lene lag gaye hai ...

Abir:- nhi mishti kisi neh tumhe for granted nhi liya hai ,I am just try to say is tumne mujhe chance diya tha na aur tum khush ho na woh chance mujhe deke toh why not try it again shayad tumhe tumhari kushiya wapas mile

Mishti:- idk abir I don't want this , mein neh tumhe chance diya tha kyuki mein first day seh dena chati thi per is situation mein unhe chance dena hi nhi chati sorry per I don't even want them to take such efforts for me because I am seriously done

Abir:- chalo koi nhi ,tumhe jo thik lage woh karo ,mein tumhare saath hu

Mishti:- thanks abir meri bakwas sunne key liye yeh mere man shayad bhut time seh tha aur mujhe hi nhi pata tha

Abir:- mujhe aise lagta hai ki tumhare man mein aur bhi kai baat hai jo tumne batya nhi

Mishti:- kya kehna chae raho, acchese pucho na

Abir:- mein kartik jiju aur naira di seh baat hui thi meri toh unhone kha ki jab tum yaha rehti thi toh itna zayda nhi padti balki tum toh backbenchers mein thi toh phir tum itna padne kyu lagi ,tum back bencher seh sidhe front bench peh kyu chali gayi

Mishti sighed:- kyuki mere pass aur koi escape route nhi tha sab tano seh bachne ka, apne ap ko divert karne ka ,apne ap ko busy rakhne ka

Kyuki jab mein yha thi tab bhut pampered thi thode time keh liye hi sahi per mujhe kabhi lagta hi nhi tha padna itna zaruri hai passing Marks lao aur bus enjoy karo per jab mujhe yaha seh dur bhej diya toh feel hua ki life is unpredictable kabhi kha seh kyusi laat lag jaye kuch pata nhii hota isley prepare rakne zaruri hai

Abir:- toh tumne wapas padna bhi isi reason seh start kiya h????

Mishti:- idk mujhe laga mujhe padh na chaiye toh mein neh start kiya

She had something in her mind which will definitely was going to hurt him and so she didn't spill it out and kept it to herself

Abir was not convinced with answer he gave in but he didn't want to push her more as if he was feeling that the answer was going to hurt him very badly and he also wanted to protect himself from that answer

MISHBIR:-  support systemWhere stories live. Discover now