part 10

656 68 15
                                    

Sorry for the late and short update and do read it i think u will like it 😅😅😅

Enjoy reading

They reached downstairs seated at their place mishti sat with abir and they did their breakfast with talking and laughing....

after completing breakfast abir signals kuku that he is going to ask mishti that question

Abir:- waise mishti mujhe tumse kuch phuchna tha

Mishti:- ha toh pucho na aise question puchne seh pehle usey puchne keh liye question kyu puch rahe ho .....

Abir:- arey ....

Yeh sab chodo mein puch rha tha ki university mein admission ka fees structure tumne dekha hoga na toh mujhe bhej dena mein dekh kar sab arrange kar dunga

Mishti:- fees structure kyu dekhungi mein

Abir:- arey admission keh liye paise dene toh padenge tumhe free mein admission kyun denga

Mishti:- university wale aur kyun

Abir:- kyu woh tumhare koi chacha ki university hai kya

Mishti:- arey Kunal tumne batya nahi

Kunal:- kya mishti

Mishti:- wohi ki tumhare bhai school mein nhi gaya hai

Kunal surpassing his laughter looks towards his bhai

Abir:- arey mishti mein school gaya hu tum aise question kyu puch rahi ho

Mishti:- aur nhi toh kya phuchu, tum aise faltu questions puchne lago ge toh mein kya bolu..... mein full scholarship keh liye apply kiya hai uske through mera admission ho jayega

Abir:- per agar nhi hua toh kya karogi

Mishti somehow got what he was trying to do,as her bade papa did the same while she was giving her scholarship exams

she knows what to do and so made a sad face and brought tears to her eyes

Mishti:- tumhe bhi yahi lagta hai na ki mein kuch kudh keh dam peh nhi kar sakti ,tumhe bhi yehi lagta hai na ki mein exam mein fail ho jaungi, mein yeh exam pass nhi kar paungi

Abir:- arey nhi mishti tum kyu fail ho ungi tum itni mehnat jo kar rhi ho tum fail kyun houngi

Mishti:- abhi toh tumne kha ki agar scholarship keh through nhi mila admission toh iska matlab toh yahi hua na ki mein fail ho jaungi ....

actually tum sahi keh rahe ho jab pata hi hai fail ho na toh padke kya fayda mujhe padna hi nhi hai ek kam karti hu woh books mein library mein deker atti hu .....

kuhu tu bhi chalegi mere saath

Abir and Kunal was shocked on what she was saying and Kuhu was smiling as she already knew what she was trying to do

Kuhu:- ha mishti jaisa tu keh

Abir:- arey mishti mein neh kab kha tum fail houngi, aur fail hungi hi kyu jab tum itni mehnat kar rhi ho tumhe dekhna full scholarship mein admission milegi aur plz yeh books library mein dene ki baate math karo tum jao padne baitho aur meri woh fees ki baato ko plz ha bhul jaana

Mishti smiled from inside as she knew it, this was going to happen and her planned worked and abir fall under his trap

Mishti:- pakka na abir mein fail nhi houngi

Abir:- ofcourse mishti tum fail kese ho sakti ho .... accha yeh sab chodo tum jao apne room mein and continue ur work

Mishti nodded like innocent kid does and goes to her room smiling.

And when mishti left kuhu burst out laughing .... abir  and Kunal was suprise seeing her laughing

Kunal:- tum has kyu rhi ho

Kuhu:- arey hasu nhi toh aur kya karu ..... meri behn neh kya Aulu banaya hai ap dono ko ki mein kya bolu

Kunal and abir:- aulu????

Kuhu:- aur nhi toh kya .... mein neh ap seh kha tha na ki ap khud bologe usey ki woh scholarship keh through hi admission legi aur wohi hu

Kunal and abir are shocked as they didn't even realised how mishti manipulated them.....

And they also started laughing

Abir:- waise kya acting hai angry chorni ki  mujhe pata hi nhi chala

Kuhu:- arey bro yeh humara formula no.29 hai jab hume lagta hai ki mom dad hume mane ki koshish kar rahe hai joh hum nhi karna chate hai toh hum unki baato ko aise bolte hai jaise unhe hi lage ki unka decision galat hai aur woh huamre saath galat karne wale the

Abir and Kunal were shocked

Kuhu:- Arey yeh same cheze mishti neh ki thi jab usney 11th mein scholarship exam keh liye apply kiya tha aur dadu dadi neh bhi aise hi react kiya tha jaise apne react kiya tha

They all started laughing

Kuhu:- so #ladakuchoakro tum har Gaye

Kunal:- ha man liya ki mein gar gaya kush

Kuhu:- arey bro jab koi sharat harta hai toh ussey koi punishment toh milna chaiye na

Abir:- ofcourse bro

Kunal:- arey punishment ki baat nhi hui thi yeh galat baat hai

Kuhu:- yeh koi galat baat nhi hai

Kunal:- accha thik h ek sharat peh manga tumhari punishment

Kuhu:- kya sharat hai

Kunal:- agar mujhe mishti bole ki mujhe punishment milna chaiye toh mein kushi kushi accept kar lunga

Abir:- arey yeh kya baat hui usmey mishti kah seh bich mein ah gayi hara tu toh tujhe punishment toh milegi hi ismey tere pass koi option nhi hai tere pass

Kuhu:- exactly .... hume nhi pata tumhe punishment mil rhi hai aur agar tumne yeh punishment accept nhi ki toh tumhe aur ek punishment milegi jisme tumhe kuch nhi karna hoga sab mei aur mere bro karnege tumhare saath joh tum soch bhi nhi skate..... samje

Kunal:- ha meri pyaari biwi samaj gaya

Seeing this abir chuckled

Abir:- waise bro nanko ko punishment dena kya hai

Kuhu:- mein bata ti hu......





Thanks for reading and if liked it do gave a vote and comment ur views

And will try to give next update soon but can't be sure

Sorry for all the grammatical errors

MISHBIR:-  support systemWhere stories live. Discover now