Mallika with her gang
Means with friends or something else I don't knowMallika-ap logo ko dekh kar bohut accha laga raha ha
Lady- sach Mein Mujhe aisa nahi lagta
Mallika look at the lady
Lady- apne premi se milkar shayad ap hame bhul gai hai
Mallika blushing little
Man- kiya ap bhi ku tang kar rahi ha inhe
Lady- Arey jinse yeah prem karti hai ham unki behan hai or hamara hak banta ha...
Mallika- accha ap hamse jeetna ka prayas kar rahi ha toh ham apko bata de ki ham kon ha
Lady-Arey nahi kuch batana ki avsayakta nahi ha
Mallika- ap kiyaa soch raha ha devraj ji
2 man- ham yeah soch raha ha ki tridevo ne shrishti bana di par log toh sabse aaga nikala. 21 ve sadi matlab ki
1 man- ham apka arth samjh raha ha
Lady- ha yeah toh hai
Mallika-yeah kewal gyan, dheeraj ka hi parinam hai Pehle toh ladkiyon ko kaam karna toh kiyaa padhne bhi nahi deta tha par aj ladkiya padh rahi ha aaga badh rahi ha
3rd man- par yeah toh ho raha ha par bura bhi ho raha ha...
Ek Baap apni hi putri ka kanaya Dan nahi kar raha ha soda kar raha ha
Ek ladka kisi bhi ladki ka sath chedkhani kar raha ha
Apna hi mata pita ka koi samaan nahi or isliyaa toh yeahMallika- Kaliyug hai
Ram ji kaha gaya the aisa hi kaliyug aayaga2nd man-mari ek Iccha thi
Mallika- boliyaa
2nd man- Kiya ham is vivah Mein sambhalit ho sakta ha
Mallika smile
Mallika-ji yeah bhi koi puchne wali baat ha
Lady-par ham aaya ga kesa
___________________________________________
___________________________________________In Oberoi house
Singh family come
Sumedh- namaste aunty
Kriti- kesa ho beta
Sumedh-Mein thik hu ap kesi hai
Kriti- sunder hu
Sumedh-acchaa
Basant- Aunty mikku kaha ha kahi dekh nahi rahi
Kriti- wahi toh pata nahi
Rahul- Kriti kiya tum bhi beta wo mallika Ka kuch kaam tha isliyaa wo gai ha a jayagi
Sumedh(mind) aisa bhi kiya kaam hai jo tilak ki rasam Mein nahi a pai..
Sumedh was walking while thinking about mallika..
He suddenly bump with someone
Feelinggggggggg
He look at the manSumedh-kon hai ap
The man smile
Man- ham toh woh hai jinhe sab yaad karta hai har din har ghanta par ham kisi se milta nahi haSumedh-matlab
Man- ap nahi samjhaga wesa mara naam ha
"Aradhya Maheshwar"