Chapter 30

1K 34 0
                                    

K *teasingly*: Waise uss din bhi mene tumse pucha tha par tumne jawab nai diya tha
N *confused*: Kya?
K: Lagg nai raha tha ki tumhari pehli kiss thi. Aisa kyu?
N *irritated*: Chup raho tum nai toh uss din ke jaise firse punch milega..
K: Agar kiss ke baad mil raha he toh mujhe manzoor he *Kartik winks*
N *comes closer*: Acha bachu! Idhar aao!
K: Nai nai koi zaroorat nai he..
N: Kya he Kartik, aise budho jaise kyu behave kar rahe ho!
K: Kyuki tum bimaro jaise behave nai kar rahi ho!
N*irritated*: Kyuki nai hu me bimar! Tum baar baar yaad kyu karate rehte ho..
K *hands holding his ears*: Acha baba sorry!

Kartik comes closer & gives a peck on her lips. Naira smiles. Kartik holds Naira in his arms.

K: Aaj issi se kaam chala lo. Ek baar bas tum theek ho jao fir hum ye saare din ka bhi cover up kar lenge. Don't worry *Kartik winks*

Naira *smirks 😏*: Goodnight!

Naira slips out of his arms & lies down. Kartik kisses her forehead.

K: Goodnight jaan!

Lamps go off & Naira dozes off.
Kartik lies down & thinks to himself: Krishna ji kal Naira ka checkup he, please sab kuch acha ho! Aap dekh lena...

Day 9

9:30 am
In the car, on their way to the hospital for her check-up.

N: Kartikkk, aaj Doctor Aakash ke sath hi appointment he na?
K: Haa, aur kiske sath hogi?
N *smiles*: Nai vo mujhe abhi se jaalne ki smell aa rahi he..
K *smirks*: Acha aisa kyu? Nurse Pinky toh humare sath nai aayi! *Kartik raises his eyebrows & gives a victory smile*
N *smirks & looks outside the window*

After a while, Kartik notices Naira constantly staring outside the window.

K: Naira?
N: Hmm
K: Kya hua?
N: Kya?
K: Kya soch rahi ho?
N: Kuch nai

At a signal when the car stops, Kartik turns Naira's face towards him.

K: Batao?
N: Kya?
K: Tum jo soch rahi ho?
N: Kartik, hum aaj doctor se puchenge na ki kya me school join kar sakti hu?
K: Par Nair..
N interupts: I know ki abhi 2 weeks nai hue par I swear me better feel kar rahi hu! Aur agar me wapas join kar lungi toh fir aur jaldi theek ho jaugi.

The signal turns green & Kartik starts driving again.

N: Kartik kuch bolo na?
K: Me kya bolu?
N: Hum doctor se puchenge na?
K: Haa puchenge but fir vo jo bolenge vo final, tum bilkul argue nai karogi aur vo jo bhi bolenge vo chup chap maan logi. Promise?
N: Pehle puchne toh do!
N: Acha waise tumhe pata he, school me annual day aa raha he. Harr saal me sab bacho ko dance sikhati hu! Iss saal...
K interupts: Ye saal tum nai sikhaogi!
N: Par Kartik! Sunn toh..
K again interupts: Naira ispe toh koi argument nai hogi! Me tumhe dance nahi karne dene wala tum apne..
N interupts: Chup! Bilkul chup! Pehle sun toh lo me kya bol rahi hu?
K: Bolo
N: Me bol rahi thi ki iss baar mujhse side pe baithke hi bacho ko guide karna padega...
K *embarrassed*: Ohh acha. Toh pehle bolna chahiye na!
N taunts: Tumne mujhe complete hi nai karne diya...
K: Acha sorry na!

10 am, Hospital

Post checkup, Naira & Doc come out of the checkup room & enter the doctor's cabin where Kartik was waiting for them. Naira while entering flexes her hand after the hand movements during the checkup.

Doc *while entering*: Miss Naira are you okay?
N: Yes doctor
K impatiently: Doc how is Naira?
Doc: Relax Kartik! Naira is better
K: Better matlab?
N *stares at Kartik*: Kartik! shushhh
Doc: Mera matlab unka leg ka fracture toh theek ho gyaa he & she can move around but not too much!
N excitedly: Aur dance?

Kartik gives a death stare to Naira.

Doc: Miss Naira relax! Usko abhi thoda time he, par if you take care of yourself, jaldi hi you can dance also...
K: Naira suna na tumne, abhi no dancing. Aur no bhagna daudna..
N *smirks*: Haa sunai de raha he mujhe bhi...
Doc: Naira ka hath bhi better he, in a week or so it should be perfectly fine..

Both Naira & Kartik look at each other & smile ear to ear.

K&N in unison: Thank you so much Doctor!

Doctor smiles back.

N *hesitantly*: Toh doctor kya me apna office join kar sakti hu?

Naira crosses her fingers under the table.

Doc: Kar toh sakti he, but I'd advise aap ek week aur rest kare. Kyuki abhi aapke hath ko stress dena will not be good!
N impatiently: Par me apne hath ko bilkul bhi stress nai dun..
K interupts & gives her a stare: Naiiira!
K to Doc: Okay doctor vo ek week aur rest karegi
Doc: Good!

After discussing a few things with the doctor, both of them come out of the cabin & hug each other tightly.

K *while hugging*: Naira me bohot bohot bohot khush hu aaj
N *while hugging*: Me bhi, par vo school..

Kartik leaves Naira's embrace.

K: Naira humne decide kiya tha doctor jo kahenge vo final. No arguments.
N *disappointed*: Hmm
K: Bas ek hi toh week he na!
N: Hmm, ab vo chodo chalo hum celebrate karne jaate he kahipe..
K: Bilkul nai! Doctor ne kaha he na abhi ek week aur dhyaan rakhna he. Sab theek he iska matlab ye nai he ki ab careless ho jao.
N: Par..
K interupts: Par var kuch nai ! Hum seedha ghar pe jaa rahe. Aur celebrate karna hi he toh hum ghar pe bhi kar sakte he! Aaj meri treat, chinese order karenge ghar pe.
N: Theek he!

Skipping a day (Day 10)

Day 11

7pm, Kaira room

Kartik had just returned from his set & was freshning up in the washroom. Naira knocks on the washroom door.

N: Kartik suno na, aaj dinner ke liye bahar chale?
K *shouts from the washroom*: Naira bas 2 mins ruko, me aa raha hu bahar.

Kartik comes out of the washroom in his PJs while Naira was pacing up & down waiting for him.

K *while combing his hair*: Haa Naira bolo kya bol rahi thi?
N: Me soch rahi thi hum aaj dinner pe chale? Kitne din se hum date pe bhi nai gaye!

Kartik comes closer to Naira & cups her face with his hands.

K: Date ka idea toh acha he, par aaj nai please, next week chalenge!
N *annoyed*: Next week kyu? aaj kyu nai ?
K: Arre tumhe pata nai aaj kya he?
N *thinks*: Kya?
K *excited*: Aaj match he India ka!

Crash & CareWhere stories live. Discover now