🙈

1K 37 1
                                        

At night 🌃
Bondita ghar k saab kaam karke chaad pe chal rahithi fir sone k liye kamre mein ati hain... Ghar k saab  sogaye hain.. Raat bohot ho chuka hain karibaan 12:00am... Bondita k kamre ka light off the so woh light on karte hain aur chauk jate hain....
Pura kamra phool se sajaya hua hain..
Ani to his wife: Happiest married anniversary my dear wife❤️❤️❤️
Bondu:🥺🥺🥺🥺 Patibabu
Ani:Aaj woh din hain jiss din tumhare dugga maa ne mujhe tumhe gift diyatha...
Bondu:isshhh patibabu gift to mujhe milithi dugga maa se .. iss samaj mein kaha eise patibabu milte... I'm the luckiest wife 🙈
Mujhe yeh surprise bohot acchi lagi Patibabu....
Ani: Bondita mein tumhe kuch kehena chahti hoon..
Bondu:Haan boliye na.. paar pehele aap ruko ....
Ani:yeh kya kar reheho tum
Bondu:Aaj hum dono ki anniversary hain.. Aap ko pranam nehi karungi kya?? Hum saab bhagwan ko pranam karte hain aur mere jiwaan mein aap hi bhagwan ho.. bhalehi aapke paas char haat na ho,nahi koyi astra hain🤣
Aab aap bataiye kya kehena tha aapko??
Ani:Bondita pehele tum bistar pe to beitho,batata hoon...Suno jaab hum dono ke Shaadi huyi taab tum bohot choti thi..Maa ne tumhari zimmedari diyethe unhe Biswas tha ki mein tumhara khayal rakhunga... Taab to tum Pati patni k rishte k baade mein jante bhi nehi the....kitne prasna puchtethi... Paar jaise saab tumhare pransa mein naraaz hote the paar mein tumhare maan k saab prasno ko jagale rakha aur tumhare haar prasno ka uttar diya.... Tumhare London janeke pehele mein samjha nehi tha ki tum kya ho mere liye... Hum dono k bich dooriya baad gaya... Tum London aur mein Tulsipur... Yeh dooriyan mere dil mein tumhare liye pyaar jagaya.....
Bondu to pura blush kar rahi hain yeh saab sunkar🙈
Bondu:patibabu
Ani: Bondita chalo mere saath....
Bondu:kaha??
Bondu dekhtihain ki haweli ki balcony k jhula aur balcony phool se sajaya hua hain... Yeh saab Ani ne apne patnidevi k liye kya hain❤️❤️
Ani: Bondita Shayad tumhe yaad nehi jaab tum shaadi k baad ghar ayi thi fir tum yaha ayi thi... Woh din bhi yeh jagah sajaya hua tha...paar
Bondu:paar kya Patibabu?
Ani: kuch nehi mere pyare patni devi.. tum yeh jhula pe bhetho...
I love you my sweetheart ❤️❤️ please you will be mine
darling
Bondu:No.......................
Barristera babu please make me yours🙈
Ani hugged his wife 🙈🙈🙈🙈🙈🙈
(Socho Anidita fans ka kya haal hain)
Bondu: patibabu I love you to..... Paar aap kya kar rahe ho choro...
Ani:kyu?? Patni ho na mera?? Ya mein tumhari Pati nehi??
Bondu: patibabu kya questions puch rahe hain aap issshhhh
Wese patibabu Raat bohot huye hain... Sone jaye ...
Ani:ha chalo..
Ani bhi Bondu k saath Anidita k room mein jate hain... Bondu soch te he ki woh room mein pohochane k liye jate hain...paar kamre mein bondu k saath Ani bhi ghuss jata hain aur room lock kar deta hain
Bondu: Patibabu aap yaha?
Ani:kyu?? Tumhe sharam ati hain kya Bondita?😆 Aise bhi tum purane ho gaye ho to sharam kis baat ki??
Bondu: Patibabu aap bhi na....
Bondu aur Ani eksaath soti hain...
Next morning,
Batuk darwaza knock karta hain Bondita k kamre ki.... Boudi boudi uth gaye hain kya aap??
Bondu: Good morning Batuk... Paar itne subha subha chote zamindar kya hua??
Batuk:Boudi very very good morning.. saach mein aaj apke good morning hain ... Dada aapke kamre mein😆😆😆
Aap dono eksaath the😆😆😆

Bondu:ek marungi na.. to kyun haas rahe ho tum?? Tumhare dada k kamra hain woh so sakta hain... Bohot paak gaye ho tum.. itne subha subha kya baat hain??
Batuk:kuch cheez kharidna tha to aap jaynge mere saath??
Bondu:Ha accha hi hua mujhe bhi mandir jaana hain...tumhare  Nasta karneke baad jayenge thik hain..

Bondu nahake ready ho jati hain.
Ani: Good morning Bondita...
Bondu: Very good morning
Ani:Batuk aye the kya???
Bondu:ha,usse baazar jana hain aur mujhe mandir mein.. to hum dono eksaath chale jaungi.. Aap jaynge??
Ani:Nehi tum dono jao..
[Accha hi hua dono ja rahe hain Batuk ko bol dunga der se ane k liye(in his mind)]
Ani & Bondu niche eksaath jate hain aur Durga maa k aarti karte hain.. Phir baado k ashirbaad leta hain kyoki aaj Anidita k married anniversary hain...
Batuk ,Ani aur saab break fast karte hain Bondita k siwa kyounki usse puja dena hain....
(Picture abhi baki hai mere dost)

Barrister BabuWhere stories live. Discover now