Please show your love and read
Sidharth ke parents nhi he wo sana yani shehenZ ke family ke sath reheta he bachpan se kyonki jo sana ke papa he unke best friend ka beta he jab sid 3 sal ka tha to uske parents ki dath ho gai thi
Or sana sidharth bes...
After one year india Sd sid aa rha he wo sidhant ka 1st birthday yahi banana chaha te he or sana ki engagement bhi Sm kushal se ...Mami ji se paras ke rishte ki bhi to baat hui he hmm Dadi pr sana mana kr chuki he ise abhi shadi nhi krni Sd sid ko call krte he or sari baat btate he Sid to kare PHD wo to shadi ke baad bhi ho skti he na thik he agar dadu chati he to me mana kr deta hu Sid rashmi india jate he Sana or sidhant barish enjoy karte he s rashmi dekhti he use purani baate yaad ati he sana ki or use ehesas hota he ki sana sid se piyar krti he
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
R apne room me hoti he sid ata he Sid kiya soch rhi thi R kuch bhi nhi ...Kbhi socha he mere alawa bhi aap ko koi ldki psand krti ho to Sid 😄 ye se sawal kr rhi ho R your so heandsom koi bhi ladki ap ko pasad kr sakti he Sid 😄 tum insecure ho rhi ho Next night sidhant ka 1 birthday sid sana rashmi or sidhant gift lene jate he Market sid gift lene jata he rashmi sana or siddhant car me bethe hote he Sidhant ko bol chahiye hoti he rashMi car se utar kar lene jati he itne me ek car aakar use takrmaar deti he or rashmi ka acsidant go jata he Sana bhag kar rashmi ke pass jati he sid bhi aata he use ambulance me hospital lekar ja rahe hote he tabhi rashmi sana ke kaam me kheti he R aaj se mera sidhant or tumhara sidharth tumhare he sana muje..m..Ma..Maaf kardo un...Unka ..d.di.haan rkhna and she is dadth Next morning rshmi ko le kar shale jate he pr sana wahi ghar ke hall me bethi hoti he jaha rashmi ki body rakhi thi sham ho jati he asim use uske room me le kar jata he sana ko wo sari baduae yaad ati he jo usne rashmi ko kahi thi sana ki aankh se ek asu nhi baha jese hi wo apni aakhe band karti he use rashmi ka ascendant wala flash ata he ese hi 1 week guzar jate he Sana dadi ke room me hoti he Dadi sana ro lo ji bhar ke ro lo Sana mujhe rona nhi ata or aakho me asu nhi ate or jb aakhe nhi roti na dadi to ..Dil bohot rota he or bohot dukh dete he Night me sana dadi ke pass so rhi hoti he or wo zor se chikh kar uthi he Dadi kiya hua sana Sana dadi rashmi rashmi kaha Dadi sabar karo sana sabar karo Sana kese sbr karu use meri nazar lagi he me apni hi behen ki khushiyo ki nazar lag gai usdin jo mene badha di😢😭😭 wo puri ho gai meri badua ne mar diya rashmi ko 😭😭 Dadi usdin jo kuch tumne kash ghuse me kaha ta itna mt soch Sana mene dekha he dadi uska khun beh raha rha or apne akhri waqt me mujhse maafi maag rahi thi😭😭😭 Us raat sana roti rhi dusri raat jb sid wapas ghar aaya to sana ghar ke bahar beti hoti he sid car me se utar kar sana ke pass jata he Sana rashmi mere pass aai thi wo kehe rahi thi sana mere pass aajo Sid rashmi chali gai he hame uske bina rehem hoga sidhant ko hamari zarurat he