Please show your love and read
Sidharth ke parents nhi he wo sana yani shehenZ ke family ke sath reheta he bachpan se kyonki jo sana ke papa he unke best friend ka beta he jab sid 3 sal ka tha to uske parents ki dath ho gai thi
Or sana sidharth bes...
Next day reception sana redy hokar rashmi ke room me jati he pr use bahar sid milta he Sid suna he kal shadi or bidai me kai liter asu bahadiye tumne itni mohobbat he rashmi se....Mujhse bhi siyad mohobbat karti ho rashmi se Sana jii Sid common yrr me tumhara bachpan ka dost hu ye to badi jiasti he wese Sana h...Han magar wo meri behen he or aap...Aap sirf mere dost Sid chalo tum mujhse bohot karo ya apni behen se kiya farq pdta he baar to ek hi he...Hello kaha kho gai Sana me..Me andar jau Sid han jao wese bhi rashmi tumhara hi wati kr rhi he
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Sana look R mil gai fursat behen se milne ki Sana bohot achi lg rhi ho R tum roi thi kiya Sana pagal ho kiya me..Me kiun rou gi R pagal mt banao..Me kahi nhi ja rhi hu Or ye haato pr cut kiun lage he Sana han wo kal chudiya utarte waqt lg gaya hoga R to itni jaldi kiya thi dikho mujhe kahi kaach to nhi lga Sana apna haat khich leti he Sana kuch nhi he thik ho jaye ge R oil ment lagao abhi Sana acha baba abhi jati hu or kuch R😊 After 4 5 days sid sana hanymon ke liye jate he Dadi sana ko apne room me bilwati he Sana ji dadi aapne bulaya Dadi beta kitni buri baat he tumne kal bhi rashmi se baat nhi ki or aaj bhi nhi or wo tumhare mobile pr call karti he to tum uthati nhi ho Sana please dadi me koi yaha hanimon nhi mana rhi mere exam he kar lungi baat ab ye zaruri to nhi jb uska call aye me baat karu..Ab me jaun Dadi jao Sana🙄 Pm ati he gill mation or dadi se bate karti he Dadi ghr boht suna ho gaya ab bs sana he ise hi ronk he Pm ab use bhi me ziyada yaha rehene nhi dungi ...Me yahi baat krne aai hu me chahti hu sana ko apni beti bana lu me jb bhi sana ko dekhti thi to sochti thi yahi mere ghr ki bahu bane gi Dadi ha ha bilkul lekin abhi sana pd rhi he Pm to aap mana kar rhi he Dadi mana nhi kar rhi bss time mag rhi hu Pm thik he After 4 week Sid to sd uncal me america shift hona chahta hu Sd achanak Sid wo besness explore karna he Sd ok chale jao Sid room rashmi sana ko apni or sid ke hanimoon ki pics dikhati he R ye dekho pehele to mujhe water pol pr jane me dar lag raha ta fir sid mujhe lekar gaye or Sana wo mama ne seled banane ko kaha tha me to bhul hi gai me abhi ati hu Sana kichan me ja kar selid kaat ti he or rashmi ki bate sana ke kaan me gunjti he Made are sana tume salid ke sath sath apni ungli tk kaat li Other said pras house paras wapiss america jata he Pm yaad rakhna apna promise jo tumne P jii Gill motion Sid kaha thi sana tum Sana apne dost ke ghr Sid tumhare dost hamse ziyada zaruri he Sid hamne baahar jane ka plen kiya he chalo redy ho jao Sana nhi mera kal exam he to me Sid t chal thi ho Sana sid please R please chalo Sid tum mujhse to jit gai ab rashmi se jit ke dikhao Sana rashmi se to me kabhi jit jo nhi sakti me aati hu Sid or rashmi enjoy karte he pr sana chup beti hoti he Sid sana aao na Sana nhi mera man nhi he Sid sana ka hath pakad kar lekar jata he or tino bohot enjoy karte he