Part 6

1.3K 67 22
                                    

Golu rang the door bell.  Ashwini opened the door. He came inside. Ashwini followed him.

Ashwini  : Waise tu garden me naye dost se milne gya tha?

Golu : Haa .

Ashwini : Tune naam nhi bataya apni friend ka?

Golu : Pihu.

By saying this, he went towards his room.

Ashwini was engrossed in thinking.

Ashwini in mind: ( Pihu kahi ye vahi Pihu to nhi 🤔 aree nhi vo kaise ho sakti hai, Ashwini tu kuch zyada hi soch rhi hai🤦‍♀️ vo yha Nashik me kaise aayegi, shayad koi dusri ladki hogi.)

Golu and Pihu used to go to the park everyday at 4 pm. In garden they both used to play,chat,eat panipuri, tell stories and jokes to each other. Their friendship was growing day by day. They became very close friends.

A week later,

Kamal rang the door bell of his house. He was looking tensed. Usha opened door. He came inside.

Usha : Dada aaj aap itni jldi aagaye.

Kamal : haa voo

Usha : kya hua dada,aap tension me lg rhe hai.

Kamal : Pihu kaha hai?

Usha : kamre me so rhi hai,  kuch kaam tha?

Kamal gave her envelope. She took it and opened it. She shocked to see that.

Usha : Dada aapka to

Kamal : haa , pune me transfer hua hai, aur Kal sham 6 baje nikalna hai.

Usha : jii dada

Kamal : muze to pihu ki chinta ho rhi hai. Aise achanak transfer ki bat sun kr vo kaise react karegi pta nhi, aur uski padhai pr bhi asar pad sakta hai.

Usha : nhi dada,  maine to suna hai Pune me bahut bade aur acche schools hai uski Padhai pr asar nhi padenga.

Kamal : Kal Police station me mera aakhri din hoga. Kuch paper sign karne honge. Phir hum pune ke liye niklenge, tum Pihu aur apna samaan pack kar de na.

Usha : ji dada.

Next day,
In the morning
Pihu came in hall.

Pihu : Mausi, nashtaa do naa.

Usha gave her plate and glass of milk.

Usha : ye le jldi se khaa le. Uske baad tumhe apne jo jo khilone lene hai vo sb nikal ke rakh dena, kapde to mai bhar dungi.

Pihu : kyu kapde bhare? Aur khilone kyu nikaalne hai?

Usha : kyuki dada ka Pune me transfer hua hai, aur aj 6 baje Hume jana hai.

Pihu : kya transfer? Aise achanak kaise aur kyu?

Usha : kyu mtlab, dada police officer hai na to Aise transfer to hote rehte hai.

Pihu : pr mausi

Usha : pr vr kuch nhi, jldi nashta khatam kr.

Pihu in mind  : (aise achanak se transfer, ab mai phir Golu se kaise milungi , Bappa apne ye kyu kiya🥺)

At 4 pm.
After doing all the packing. Usha came in hall. Pihu was sitting on the sofa and engrossed in thinking.

Pihu : mausi, packing ho gyi kya?

Usha : haa, sab ho gyi.

Pihu : abhi jane ke liye kitna samay hai?

Usha : Dada ne 6 baje bataaya tha.

Pihu : mtlab 2 ghante baaki hai.

Usha : haa.

Pihu : Mai apne friend ko bye bolke aati hu, jldi aajaungi.

Usha : accha thik hai,lekin jldi aaja.

Pihu : haa.

Pihu took pen from drawer and went towards garden. There Golu was waiting for her. She reached the garden and came inside.

Golu : Pihu,dekho aj pehli baar tum late aayi ho.

Pihu : vo sab chhodo muze tumhe bahut important baat batani hai.

Golu : haa, bolo na .

Pihu : baba ka Pune me transfer hua hai aur hum aj hi Pune jaa rhe hai.

Golu : tum muze ullu bana rhi ho na. Mazaak kr rhi ho na mere sath.

Pihu : nhi, mai sach bol rhi hu.

Golu : chl zooti.

Pihu : Mai baba ki kasam khake kehti huu mai sach bol rhi huu.

Golu : tum sach me Pune jaa rhi hoo.

She nodded. Tears started flowing from his eyes.

Pihu : are buddhu aise paglo ko tarah ro kyu rahe ho?

Golu : tum muze chhod kr ja rhi ho? Aur agar waha ja kr muze bhul to nhi jaogi naa?

Pihu : tumhe kaise bhul jau, mai tumhe kabhi nhi bhulungi.tum mere best friend ho.

Golu : tum muzse milne aaogi na?

Pihu : haa

Golu : waada?

Pihu : 'Mai tumse milne zaroor aaungi' Ye Vaada Raha.

Golu smiled.

Golu : Mai bhi tumhara intazaar karunga.

 He took out the ring from his hand and put the ring in her hand.

Golu : meri taraf se chhota sa gift.

Pihu : maine to kuch laya hi nhi tumhare liye.

Golu : koi baat nhi.

Pihu : apna haat aage karo.

He put his hand in front, she held his hand and wrote her number on his hand.

Golu : ye tumhara number hai?

Pihu : haa,ab tum jb chaahe muzse baat kar sakte ho.

Golu : Thank you.

Pihu : ab mai chalti hu, Bye.

Golu : Bye.

She was going out. She turned back and saw golu. Again she said bye to him. Her bracelet fell down. She didn't know it. She ran out of the park. Golu took that bracelet.

Golu  : tum na sahi Pihu kam se kam  tumhara bracelet to mere paas rahega.

He kept it in his pocket and went towards home.









❣❤🤞YEH VAADA RAHA🤞❤❣Where stories live. Discover now