Part 7

1.3K 64 49
                                    





Pihu came home. She went towards her room and started crying. Usha came there.

Usha : kya hua meri bacchi? Kyu ro rhi hai?

Pihu : Mausi, muze pune nhi jana🥺😭

Usha wiped her tears.

Usha : aisa nhi bolte meri bacchi. Dada ka vaha transfer hua hai.  To Hume jana hi padega na. Tu aise roegi to dada ko accha lagega kya? Khushi khushi chl.

Pihu : pr mausi mere sare friends to yhi hai naa.

Usha : to Pune me bhi to tuze naye dost milenge na.

Pihu in mind : ( Chahe kitne bhi dost mil jaye, lekin Golu jaisa dost muze kbhi nhi milenga.)

Usha : accha ab rona band karde. Aur chl niche dada ate hi honge.

And after sometime, when Kamal came, they all left for Pune.

Here,

When Golu came home, he saw shital and Samrat was also present in the house. Shital and Ashwini was gossiping.  And Samrat was watching cartoon. Golu directly went towards room. Samrat saw him and followed him.

Samrat : kya yarr Golu kaha gaya tha tu? Mai tera kitna intezar kar rha tha, pr tu hai ki kahi dikha hi nhi.

He was silent. Samrat came near him. And put his hand on his shoulder.

Samrat : kya hua Golu?

Golu : vo chli gyi yaarr🥺

Samrat : kon?

Golu : pihu, meri dost.

Then he told everything about Pihu to him.

Samrat : to itna kya soch rha hai? Usne tuze number diya hai na to phone karle.

Golu : haa.

Samrat : waise dikha uska number.

Golu showed him his hand ,he saw his hand, the number was erased.

Samrat : number to mita hua hai.

Golu : kya mazak kr rha hai?

Golu saw his hand and shocked the number was erased.

Golu : Samrat ye akhri ummid thi usse baat karne ki, lekin ab mere paas kuch bhi nhi hai. Ab mai kaise usse baat karunga.

Samrat : itna kya soch rha hai yrr, jane de.

Golu : kaise jane du. Vo meri best friend hai, aur usne muzse vaada kiya hai ki vo muzse milne zaroor aayegi.

Samrat : tere vaade tu hi janee. Chl niche kuch khate hai.

Golu : nhi muze bhuk nhi hai.

Samrat : offo kitna boring hai yrr tuu. Mai to chla niche .

Samrat went out of his room and came downstairs.

Shital : kya hua Samrat? Tuze bhuk lagi hai?

Samrat : haa , Ashwini kaku apne vo bundi ke laddu banaye the vo khane ko do na.

Ashwini : thik hai, abhi laati hu.

Shital : rehne de Ashwini, abhi mai ghar hi jane ka soch rhi thi.  Aur ab to isse bhuk bhi lagi hai. Toh hum chalte hai.

Ashwini : Accha thik hai.

Samrat in his mind : ( kitni khadoos hai aai, apne bacche ki khushi dekhi hi nhi jati inse, ek laddu to khane diya hota😒🙄)

Ashwini went towards kitchen and brought the tiffin for Samu. She gave that to Shital.

Ashwini : ye le. Samu ke liya laddu.

Shital : aree iski kya zaroorat thi.

Samrat : laddu😍😍 Kaku ap duniya ki best kaku ho.

Ashwini smiled. And Shital and Samrat went towards their home. Ashwini went towards Golu's room. He was sitting on the bed. He was looking disturbed.

Ashwini came near him and sat beside him. He kept his head on her lap.

Ashwini : Golu beta, kya hua tuze?

Golu : kuch nhi.

Ashwini : apni aai se zoot bolega, kya hua bala? Pihu se zagda hua kya?

Golu : nahi.

Ashwini : to phir?

Golu : vo chali gayi aai. Pihu pune chali gayi.

Ashwini : pr kyu?

Golu : uske baba ka Pune me transfer hua hai. Lekin usne muzse vaada kiya hai vo zaroor milne aayegi muzse.aayegi na aai?

Ashwini : tuze kya lagta hai?

Golu : vo zaroor aayegi.

Ashwini : To phir apne Bappa pr bharosa rakh agar unhone chaha to tum dono phir zaroor milonge.
Ab ye sb chhod aur chl khana khane.







After few days.
There, Kamal brought new home for them, he was doing his job deligently.  Pihu also got the admission in one of the best schools of Pune. She always waiting for his call. But he never called her. She didn't know that he didn't have her number. But still always wait for his call. The days were passing and




After 15 years,

She is Samrat's cousin sister,Divya

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


She is Samrat's cousin sister,Divya.

At Chavan Nivaas,

Ninad was reading newspaper.  Ashwini was sitting on the sofa.

Ashwini : areee bahuu, zara mere liye chai to laa de.

Divya : abhi laai mummyji.

She came with the cups of tea. She gave them cup of tea.

Ninad : waah 😍  bahu tere haat ki chaai pikr to maja hi aajata hai.

Ashwini : sahi kaha, tumhare haato me jaadu hai. Hum bahut nasib vale hai jo Hume tumhari jaisi bahu mili.

Divya : Nasibvali to mai hu, jo muze aapke jaisi itni pyaar karne waali saas mili hai, jo saas kam aai zyada hai. Aur sasur ji bhi muzse baba ki tarah pyar karte hai.

Ninad : aree nhi, hamara beta bada kismat vala hai, jo ise itni acchi biwi mili hai.

Ashwini : eklauti ek bahu hai hamari,  vo bhi laakho me ek .

Ninad : sahi kha aur vo.....








Aap jo story padh rahe hai vo 100%true hai kripaya isse koi sapna na samajhe, aur aapke prashno ka javaab next part me mil jaye
Tab tak ke liye Byee😁😁














❣❤🤞YEH VAADA RAHA🤞❤❣Where stories live. Discover now