Sana- kyo tu uska chacha lagta h jo usse tujhe bataya 🤨🤨🤨
Arnav- ni wo 😔😔
Sana- bolega ke pitaga 🤨🤨
Arnav- wo sana i love you
Sana- 😲😳😳😳
Arnav- are yaar sachi 😫😫
Sana- kab ? Kaise ? Or..
Arnav- mujhe ni pata tha tu shadi shuda hai
Sana- acha
Arnav- or jab pata chala to m tot gaya 😓😓
Sana- hh or tu akele m gana gaata hoga " mera dil jis dil pe fida hai shadi shuda hai 🤣🤣 ek bache ki maa hai 😂😂 "
Arnav- yaarr jaa tu m ni bata raha aage ka 😒😒
Sana- acha sorry sorry bata mere majnu ..
Arnav- are kya tu v 🙈🙈
Sana- are o pgl aadmi.. Puri baat to sun le... Main bol rahi bata main apne majnu ko kaise bachahu uss chudail k changul se 😏😏
Arnav- hh to jub usse ye baat pata chali uske baad................................................................................................................................................. And told her everything from starting..
Sana- heeee bhagwaan m to lut gai barbaad ho gai 🙉🙉🙉
Arnav- sana 😡😡
Sana- yaar pr uss chudail ne meri beti ko harm krne ka socha 😠 m uski ankhe noch lungi wo aisa soch v kaise sakti 😤😤😤😤
Arnav- hh iss liye maine ye sab tumhe bata diya kyoki wo kuch v kar sakti h..
Sana- huh hath to laga ke dikaye meri beti ko phir batati hu sana kya chizz hai
Arnav- tu uske hath lagane ka wait karegi ? 🤨🤨
Sana- ni mera matlab chor n yaar plane bata...
Arnav- buss tu uske samne sid k close jaa 😏 jala usse or m v bharkata hu wo pagal si khud sari sachai ugal degi.
Sana- thik but uske baad tujhr fekhungi main 😏😏
Arnav- kaha 😱😱
Sana- chat se..
Gadhe bataya kyo ni tune aise hi mere khilaf plane banane lagaArnav- yaar mujhe laga tu sid se pyar ni krti but ab pata chal gaya k tu karti h to 😔
Sana- hh wo to h 😌😌😌
Flashback end....
Arnav- chal apna plane execute kar
Sana- okk
She go out and see natasha is trying to go close to sid..
She go and keep her hand in sid shoulder
Sana- suniye n
Sid- bolo 😊
Sana- wo n aaj wo main aapko khana khilau 😅😅
Sid- isme puchne wli kya baat hai 😁
Sana sit in his lap
Sana- yaha se confartable hoga..
Natasha- sana chair pr baith jaa
Sana- kyoo ??
Natasha- mtlb beti h tumhari dekhegi to kya asar parega
Sana- beti ghar pr ni h dadi k pass gi h or waise v meri beti ko sibiling chahiye 🙈🙈🙈.
Sid- kya 😳😳 kab ??
Sana- khana khaiye ye baat akele m karne wli h dusro ke samne nahi 😁😁😁
Sid- kya hua h tumhe 🤨
Sana-aam khaiye guthliya mat giniye 😌😌 pyar se bol ri hu acha nahi lag raha 😏😏
Sid- are khilao v gaooe maar ri ho 😣😣
Sana feed him..
And post dinner
All go in there room and intensionaly sana left door open and hug sid
Sid- kya kar ri ho ?
Sana- aapke ni pata m kya karne ki koshish kr ri 🤨🤨🤨
Sid- iss liye puch raha kyo kar ri ??
Sana- kyoki mujhe maan hai 🙈🙈🙈
Sid pick her suddenly
Sid- acha ji aaj aapka man ho raha.
Sana - jii 😉😉😉
Sid- kya baat h. aaj to meri biwi zara sa bhi nahi sharma rahi 😁😁
Sana- hh kyoki aaj sharmaya toooo
Sid- kya ?
Sana- kuch ni sidharth jiii 😉😉
Sid kiss her cheak...
And sana intensinally laugh laude ...
🤣🤣🤣🤣🤣🤣So that Natasha hear her voice 😁😁
.
.
YOU ARE READING
Realisation Of Love
FanfictionSidnaaz got merriad since 8 year and they had a daughter...... 5 year old............ But still they dont realise there love for each other.... How they fall for each other...............