Chapter 22

4K 541 112
                                    

Sana- hh main to aapka alarm hu n

Sid- ji ni aap humari sab kuch hai
Ab chale

Sana- hh hh or kiara tu uth gi thi to aa nahi sakti thi jub dekho masti

Saniya- shehnaaz tu usse kyo daat rahi hai

Kia- don't warry aunty ab to aadat si ho gai hai

Saniya- acha jiii
Mere pass aao

All go in sid house..

Rita- mujhe tumsab se kuch baat karni hai

Saniya- kyaa ??

Rita- aao baitho

Sid- kya hua maa ?

Rita- kl saniya ne mujhe kaha ke wo jaha se chor kr gi waha se shuru karna chahti hai

Sana- matlab ??

Saniya- main aaj bhi sidharth ji se hi pyar karti hu or unse shadi karna chahti hu

Shehbaaz- dii ye kya bol rahi hai aap ?

Sana- ye nahi ho sakta ab .
Main maanti hu aap inse pyar karti hongi but ab aap inhe bhool jaiye dii

Saniya- ye kya bol rahi ho tum wo bhi mujhse pyar karte hai

Sana- nahi karte wo ab aapse  pyar smjhi aap
She yelled on her

Sid- shehnaaz ye kya tarika hai

Sana- aap chup rahiye

Saniya- kya hua hai tujhe.

Rita- sana beta dimag shant rakh

Sana- kya shant rakhu maa kya shant rakhu
In crying tone...

Sid- shehnaaz kya hua hai tumhe ?

Sana- aapko nahi pata kya hua hai ? Boliye ? Kl raat ki hi baat hai itni juldi bhool gaye aap waah sidharth
boliyeeeee
She yelled on him

Ttttcccccchhhhhhhhhhhhhh

Saniya slap sana verg hard

Saniya- ye kya tarika hai baat karne ka

All become shock

Sana- dii aap

Saniya- tamiz kaha hai teri kabse dekh ri hu tu sidharth ji se jyada hi batamizi se baat kr ri hai

Sana- aap hoti kon h ye bolne wali mera maan main sidharth se kaise bhi baat karu

She again going to slap but arnav hold her hand

All look at him iN shock  but 2 nazre gusse se dekh rahi thi
Aapko to pata hi h kiski

Arnav- kon ho tum or aise hath kaise utha sakti ho or aapsab kuch bol kyo nahi rahe

Sid- ye humare pariwaar ki baat hai tu ja yaha se

Sana- wo nahi jayega

Sid- shehnaaz

Sana- wo kahi nahi jayega main jaungi yaha se

Rita- sana beta tum

Sana- maa i m so sorry but abhi yahi sahi hai

She was about to go but sid hold her hand

Sid- pagal ho kya ?
Dimag kharab ho gaya hai kahi nahi jaa rahi ho tum

Sana- plezz sidharth

Sid- shehnaaz ye tumhara ghar hai

Saniya- shehnaaz tu aise kyo react kr ri h samjh ni aa raha ye to hona hi tha maine bola tha n ke main wapas aaungi or itna kya ho gaya tujhe to khush hona chahiye

Sid- shehnaaz meri biwi hai saniya

Saniya become shock

Sid- or agar tm uske samne uske pati se shadi ki baat karogi to usse gussa aayega hi na to plezzz ab chup ho jao

Rita- hh saniya beta aise baat se kisi ko bhi gussa aa jayega

Saniya- pr maine bola tha n mera wait karne

Just then kiara start crying

Sid ran toward her and pick her in his arm

Sid- kya ho gaya bacha

Kia- mujhe mamu ne room main band kr diya tha main bahar aai to gir gai or lag gai
While crying

Sid- kahi lagi aapko baby

Kia- hh

Saniya- kaha Lagi ? Aao main dawa laga du

Kia- no no aapse nahi karaungi

Saniya- kyo aao main ache se laga dungi

Kia- noooo mummaaaaaa
And start crying more

Rita- saniya beta hat jaa nahi to natak karegi
Apni maa ki chamchi hai ye

Sana- bacha mera aa ja mere pass

Kiara go in her lap

Kia- puri duniya ke baad aati ho aap sahi bolte hai papa

Sid- hai n baby aapki mumma hai n late

Kia- yes papa

Sana- kya

Kia- no papa my mumma is best

Saniya is just watching this

Shehbaaz pull saniya in room

Saniya- kya kr raha hai tu

Shehbaaz- dii aapko kuch nahi pata

Saniya- kya nahi pata? Or nahi pata to batao n

Shehbaaz- dii jis din aap gai ussi din mumma papa ki death ho gai or uske agle din sabke pressure m shehnaaz ne jiju se shadi kar li or uske 1 saal baad unki beti v hui kiara shehnaaz or sid jiju ki beti hai dii

Saniya- kyaa
Aise kaise mtlb itna sab kuch

Baaz- hh dii yahi sach hai

Saniya- jaa yaha se

Shehbaaz go from there

Sid- saniya kaha hai ??

Sana look at sid and then

Sana- arnav tu ruk main kuch saman le kr aati hu or shehbaaz tu kiara ko school chor de...

And go from there...

Sid- shehbaaz maine kuch bola

Baaz- room main

Sid- usse sab kuch sach bata do

Baaz- bata diya
Ab aap apni iss jangali billi ko samjhaiye














.




.

Realisation Of LoveWhere stories live. Discover now