chapter 23

4K 523 126
                                    

Sid- usse sab kuch sach bata do

Baaz- bata diya
Ab aap apni iss jangali billi ko samjhaiye

Sid- samjha to main du par pata nahi kyo dar sa lag raha hai

Baaz- natak mt kariye ni to college chali jayegi

Sid ran toward room and lock the door

Sid- shehnaaz
In low voice

Sana look at him and again start arranging books

Sid- sana

This time shehnaaz pick pillow and through on him

Sana- don't u dare mujhe sana kaha to. M aapka sar phor dungi

Sid- acha acha biwi ji

Sana- kya hai ?

Sid- shehnaaz realx karo itna hyper kyo ho rahi ho batao mujhe

Sana- kya karu main boliye? kya karu ?

Sid- kya ho gaya ? Itni jyada insecure kyo ho rahi ho tum ?

Sana- sidharth kl natasha ne kaha ke aap mujse pyar nahi karte or aaj saniya bol rahi hai ke aap usse pyar karte hai . mujhe kuch smjh nahi aa raha dar lag raha hai agar aap

She cut by sid hug her

Sid- shehnaaz main nahi karta saniya se pyar wo buss ek attraction tha or Natasha i just hate her . main buss tumhara hu or kisi ka ni ho sakta main agle 7 janam tak tum meri ho or main tumhara hu

Sana- sach m n

Sid- hh

Sana- aap mujhse pyar kare na kare kisi or se ni karne chahiye yaad rakhiyega. Kyoki main itni mahan nahi hu ki aapki khushi ke liye tyag karu but itni pagal jarur hu ki kisi ka sar phor du main

Sid- are meri jaan hai tu pata hai n

Sana- hh ab aap mujhe jaan hi boliye acha lagta hai ..
Or sorry aaj bahut batamizi se baat ki n aapse

Sid- jaan tumne mujhse kaise v baat ki usse farak nahi parta but tumne saniya se jaise baat ki kya wo glt nahi tha

Sana- hh bahut galat tha

Sid- to mafi kon mangega

Sana- aap
Aapke karan hi to gussa aaya ab chaliye or maafi magiye

Sid- hh h chalo

They both came out

Sana- sorry maa maine itna gussa kiya

Rita- koi ni beta main smjh sakti hu

Sid- ab chalo

Sana- baat kr ri hu n main
And glare at him

Then they go in room and see saniya is crying

Sana- dii

Saniya look at them

Saniya- i m sorry shehnaaz mujhe pata nahi tha

Sid- are tm kyo sorry bol rahi ho tumhari koi galati nahi hai

Sana- hh dii aap janti hai n mujhe faltu m bahut gussa aata h or meri galati ni h wo sidharth ki harate kharab ho gai j aaj kal to gussa aa gaya

Sid- excus me madam meri kon si harkat kharab

Sana tottaly ignore karte huye

Sana- i m really sorry di itni batamizi se baat ki n maine

Saniya- koi baat nahi maine v tujhe mara n or sidharth ji m so sorry but sach m main aaj v aapse pyar karti hu

Sana- dí par sidharth nahi karte pyar

Saniya look at sid with tears eyes....









.









.

Realisation Of LoveWhere stories live. Discover now