Continued....
Bani- uss balwant Singhania ko zinda nhi chodungi mein! Uss se uska sab kuch cheen lungi...aisi maut dungi ki uski rooh kaano jayegi...
Jai- ( in mind, bas ab aise hi mein tumse veer ko bhi marva dunga...)(Suddenly they see daksh coming out of the house....he was going somewhere)
Bani- aur shayad mere badle ki shuruat ho chuki hai....
Jai- matlab?
Bani- aaj hi marega inke parivar ka ek hissah !
Jai- bani par tum usse kaise marogi voh cheel hai aur tum ab naagin nhi rahi
Bani- meri shaktiyan bhale hi mere paas na ho par badle ki aag aur junoon koot koot ke bhara hai! Muje pata hai usse kaise marna hai....(Daksh was going to his car as he opens the car door bani hits him with a steel rod on his head)
Daksh- aaa! Kon hai!
Bani- muje nhi jante?
Daksh- tum! Ae naagin! Yeh kya naya natak hai!
Bani- naya kaha...purana 20 saal purana natak...jiska ant karungi mein! Aur uske anti ki shuruat hogi tere ant ke saath!
Daksh- kya! Pagal hai kya! Shayad tu janti nhi hai ki mein ek cheel hu koi aam insaan nhi
Bani- janti hu isliye tuje kaise marna hai yeh tareeka bhi ata hai muje.....dikahu?
(She takes out red chilli powder and throws in his eyes... meanwhile Jai ties his hands and legs)
Daksh- aaaa! Mirchi! Meri anhke....
Bani- cheelon ki pehchan...unki ankho se....marne se phele mein voh bhi tujse cheen lungi!
Daksh- chahti kya ho! Kya bigada meine tumhara kyu marna chahti ho muje
Bani- tere khaandaan se badla lene ke liye! Jo mein leke rahungi!
Jai- (gives him a sword) yeh lo bani... Aur shuru karo apna inteqam
Bani- (takes sword in her hands) jahnum mein jane ke liye taiyaar ho ja dusht cheel!
(As she says this she take she sword with full power in air and cuts his head not to her suprise but veer sees all this )Veer- bani!
(Bani and jai look at veer)
Veer- bani! Wth! Yeh kya kiya tumne! Pagal ho kya! Kyu mara mere bhai ko!
Bani- kyuki yehi deserve karta hai yeh aur sirf yehi nhi tumhare parivaar ka har ek sadasya yehi deserve karta hai!
Veer- what! Are you out of your sense! Yeh kya hai yeh sab! Aur tu...tu yaha kya kar raha hai.....ek min...kahi tune toh nhi mara mere bahi ko
Bani- Jai ne nhi meine mara hai!
Veer- aur yeh kehte hue bilkul bhi sharam nhi aa rahi tume!
Bani- nhi...aur ayegi bhi nhi(Till the time balwant and other family members come)
Balwant- yeh...kya hai yeh sab
Pawan- daksh! Mera beta....kya hua isse
Kisne mara isse!
Balwant- kisne kya...yeh naagin yahi hai voh iske haath mein talvaar hai ishi ne mara hai!
Pawan- zinda nhi bachegi jaan se mardo iss naagin ko!
Veer- nhi! Ek min! Koi bani ko haath nhi lagayega
Balwant- pagal hai tu! Khooni ko bacah raha hai!
Veer- janga hu...par bani ne jo kiya hai uske peeche zaroor koi vajah hogi
Bani- haina vajah hai...bohot badi vajah hai!
Veer- kya
Bani- meine mara usse...apna badla lene ke liye.... Balwant Singhania se apna badla lene ke liye!
Veer- what! Kya keh rahi ho tume khud ko pata hai
Bani- pehel nhi pata tha par ab sab pata hai....
Veer- kya pata chal gaya hai!
Bani- ki....mere maa baba ka hatiyaara hai tumhara baap! Balwant Singhania!
(Balwant and pawan wondering how come bani knows the truth)
Veer- kya! Yeh kya bakwaas kar rahi ho bani!
Bani- bakwaas nhi sach hai (teary) mujse mera sab kuch cheen liya...muje akela kar diya....aur yehi nhi...unke saath najane kitne masoom logon ki jaane bhi ki.... tumhare BAAP ne! Voh jo plane crash hua tha....voh Isis ne karvaya tha!
Balwant- veer yeh ladki jhoot bol rahi hai jhooti hai yeh....mujpe jhoota ilzaam laga rahi hai!
Veer- tume koi galat fehmi hui hai
Bani- NHI! koi galat fehmi nhi hai!
Veer- acha...koi saboot hai tumhare paas kisne bataya tume yeh sab
Bani- Jai ne...
Veer- ohhh...toh yeh baat hai...iss cheepad ne aake tume badkaya humare khilaaf mere khilaaf aur tum bhadak gyi....uspe itna vishvaas!
Bani- bhadkau nhi hai! Yeh sach hai! Tum jhoot lag raha hai kyuki tum manna nhi chahte.....par mein aisa nhi karungi mein insaaf karungi aur saza dungi har ek jane ko jo usme shaamil tha!
Veer- insaaf....! Really? Bina suboot ke?
(Bani goes near Balwant)
Bani- in sab ko teri sachai nhi pata hai par muje pata hai aur tu bhi janta hai ki mein galat nhi hu...toh taiyaar rehna kyuki mein khud nhi janti ki mein aage kya karungi tere saath....kitna tadpa tadpa ke marungi SUNA TUNE!
(she grabs his collar in anger... seeing this veer pulls bani and shows him cheel eyes)
Veer- bani! Tameez se! Dad hai voh mere!
Bani- tume kya laga mein tum cheelon se darti hu! NHI!
veer- mein dara nhi raha hu tume
Bani- toh dhamka rahe ho? Ki agar meine tumhare parivaar ke saath kuch kiya toh......par yaad rakhna saza dene ke liye saboot ki zaroorat tume hai... Muje nhi.....
(She walks off...veer follows bani)
Veer- bani!In veer's room
Veer- bani stop!( Holds her hand)
Bani- don't touch me!
Veer- really? Really bani? Kal kal tum muje keh rahi thi ki veer touch me... Tumhare alava koi aur muje chuega nhi and today you are saying don't touch me!
Bani- yes...ab hum saboot milne par hi baat karenge...
Veer- bani tum galat kar rahi ho!
Bani- yehi agar mein tumse pochti agar tumhare maa baba ke sath aisa hua hota toh!....par nhi tum ab kyu mujpe vishvaas karoge......tum ab mere veeranshu nhi....mr. balwant Singhania ke bete veer ho.....
Veer- jab tak mere samne Jai mathur ki dost bani Sharma hogi tab tak tumhare samne balwant Singhania ka beta veer hoga
Bani- Jai mathur ki dost nhi.....apne maa baba ki beti....
Apne bhai ke liye taaboot taiyaar kar liya ya fir sabke liye saath mein hi karoge...
Veer- bani tum pachtaogi
Bani- apne maa baba ki maut ka badla lene ke liye?....nhi! Pachta rahi hu ki meien tumhare saath raat kyu guzaari kyu apni shaktiyan dav oar lagai tumhare liye!....chee!....ya ek min kahi yeh tumahra palm toh nhi tha ki yeh sab karke tum apne parivaar ko mujse bacha sako
Veer- bani just shut up! Enough!
Bani- I will not.....jab tak muje insaaf nhi Milta tab tak....To be continued.....
YOU ARE READING
Naagin 5
Fantasyits continuation of naagin 5 story from episode 18 when there is sindoor and mangalsutra moment between veer and bani