Continued.....
At panjar pahadi, maarkaat reaches
Chandrakala- naagmani 💎....kaha hai meri naagmani..
(She suddenly sees a round stone)
Chandrakala-gol patthar! Yehi yehi hai voh jiske neeche meri naagmani hai! Yahi chupai hai uss naagin ne naagmani
(She started to break it, but nothing came out)
Chandrakala- yeh...yeh toh...
Veer- khaali hai!
Jai- bilkul tumhare dimaag ki tarah
Chandrakala-tum tum dono yaha!
Veer- dono nhi...teeno
(Bani enters)Chandrakala- teeno! Yaha! Kya hai yeh sab
Bani- jaal hai jisme tum faas gyi ho! Laalach ka jaal
Chandrakala-dhoka! Dhoka kiya tumne jhoot bola! Veer beta tumne....apni maa ke saath
Veer- ek dum chup! Kyuki tumhare yeh senti dialogue yaha kaam nhi ayenge aaj tera any hoga!Chandrakala-par...mein..toh...(laughs) haha haha ...tum log....muje narogy!? Hahaha....sapne dekhna achi baat hai par aise bhi mat deko jo kabhi poore hi na ho sake
Bani- bilkul...yehi baat tum pe bhi lagu karti hai....
Jai- shayad tume pata nhi hai par tumhari maut ka raaz hume pata chal gaya hai....zara ke zariye...
Chandrakala-(a bit tensed)
Veer- karlo! Apne jeevan mein jo gone chune ache kaam kiye hai unhe yaad karlo! Kyuki ab tumhari marne ka time aa gya hai
(Chandrakala tries to run but Jai goes and stops her, and here at back veer and bani are there to confront her...)Bani- ab bhagne ka koi fayda nahi hai
Chandrakala- muje maaf kardo beta mein maa hu tumhari...
Veer- maa nhi hai tu meri...tu maarkaat hai.... chandrakala meri maa thi..joki mar chuki hai!
YOU ARE READING
Naagin 5
Fantasiits continuation of naagin 5 story from episode 18 when there is sindoor and mangalsutra moment between veer and bani