03: pain

456 17 11
                                    

It's a request please imagine yourself

Amdheer slept peacefully in that position while veer didn't got the chance to sleep due to mogar's jamaalgota magic.

Next morning
Veer's favorite khatam singh came running to sahanis house after hearing about his love, veer's health
Kh- "in a concerned tone" veer sahab humne bhaanu ji se suna aapki tabyat kharab hai.. Hum jaldi se doctor saab se apke liye dawai le aaye aap ise lete hi pehle ki tarah thik ho jaenge
V- "affectionately" agar tum nahi hote toh humara kya hota khatam singh
Kh- "shying away" veer sahab aapka khyal rakhna humara farz hai
V- tumhare isi andaaz ki wajah se hi toh tum humare sabse aziz naukar ho
Kh- "shy" ji shukriya veer sahab
Veer ate the medicines and got fit n fine.... He immediately went to the castle to confront amrit for not coming to the sahanis house. He didn't found her in his room then his doubt of her being with randheer increased and he ran upstairs to randheer's room, he got shocked seeing them sleeping in each other's embrace and the thing which irritated him the most was the serene smile playing on their lips.....He was going to wake them up and create a scene when someone hit him hard on the back of his head
M- "to an unconscious veer" oye tune ki socha tu itni aasaani se yaha aa jayega humara plan bigaadne aur hum haath pe haath dhare dekhte reh jaenge.. Kbhi nhi
K- par mogar behnji hume in dono ko alag karna hoga kisine dekh liya toh aafat aa jayegi
M- thik keh rahe ho tussi par usse pehle iss bevde ko thikaane lagana hoga hume issi mahal mai
K- haa!! Thik keh rhe ho tussi......maine dekha hai yaha ek  khaali kamra hai koi nhi jaata hai inke parivaar mai se waha.....usi main baandh kr rakhte hai ise taaki randheer amrit se pure hosho hawas m baat kr sake ek baar
M- ji thik keh rahe ho tussi aur vaise bhi iss naalayak ko koi dhundhne bhi nhi aane wala din bhar toh apni dawa daru pikar nashe mai ghumta rehta hai aur gaane sunta rehta hai.
K- ji thik keh rahe ho tussi par ab chlo ji ab der nhi karni chaiye hume
M- hmm
They lifted veer together and tied him up in a deserted but beautiful room.
They again went to randheer's room to shift amrit in veer's room .....the moment they got near to them they were shocked as the odour of liquor was coming from both of them.
M-"shocked" ae ki hogya randheer ne sharaab kaise pili aapne toh amrit ko hi pilayi thi na sirf
K- "guiltily" oji mainu lagta hai ki randheer ne uss jug se paani pi liya jisme maine sharaab milayi thi
M- "yelling" haii ap itne laparwah kaise ho skte hai
K- "guiltily" Ji maine sach mai jaan ke nhi kiya maine toh uss jug main uss bevde ki dawa daru isiliye milayi taaki agar amrit ne sharbat pine se inkaar kiya toh mere paas ek raasta bacha ho
M-"shocked" O ji sharbat!! "Mocked" Aise socha tha ise nasha chadhane ka kitna bewakoofaana hai
K- "taumting her" Ab maine aapki tarah phd toh ki nhi hai chaalein Chalne mai jaisa aata tha kar diya
M- "got angry on him but controlled herself" Ab jo hua usse chodiye amrit ko veer ke kamre tak leke jaana padega agar kisi ki nazar pad gyi na toh hungama ho jaana hai
K- Sahi kaha aapne
They lifted her and shifted her to veer's room
Outside veer's room
K- "in a tensed tone" o ji ab kya kare mainu toh nhi lagta hai ki randheer ko kuch bhi yaad hoga.. Sabse nashili sharab utha ke laaya tha mai uss bevde k kamre se
M- o ji ab toh ek hi raasta bacha hai "determined" hume iss veer ke muh se hi sach ugalwana padega aur woh bhi randheer ke saamne
Just then veer's laadla came towards them
Kh- veer sahab kaha gaye aur aap dono yaha?
M- o veer sahab woh toh mere ghar wapas gaye hai.. Main unhe bulane hi aayi thi.. Amrit ne bataya pher mainu ki woh aaj naashta mere ghar mmai hi karenge
Kh- "interrogatively" par unki toh tabyat kharab thi n
M- "with crooked eyebrows" tujhe aisa nhi lag raha ki tu humse kuch zyada hi puch taach kar raha hai yeh baat jaake tere veer sahab ko batau kya
Kh- nahi main toh bas aise hi pooch raha tha main toh bas yaha rani maa ka sandesh dene aaya tha ke unhe yaha wapas aate aate dopahar ho jayegi
M- thik hai mai wahi jaa rahi hu bata dungi
Kh- thik hai
Khatam singh left from there
K- "happily"o ji yeh toh badi changi gal hui ab humare paas pure dopahar tk ka samay hai uss bevde ke muh se sach ugalwane ka
M- ji thik keh rahe hai aap....ab chaliye mainu toh lagta hai ab tak hosh aa gya hoga use
K- hmm
They entered in that room where they've tied veer
M- "admiring the room" bada hi sohna kamra hai har chiz kitni acchi tarah se rakhi hai iss kamre vich lagta hai koi rehta hi nhi iss kamre mai
K- ji!! pata nhi kiska hai
M- shayad iske chote bhai ka hoga jo khaai m gir gaya tha
K- "shocked hearing the term khaai" haa khai se aapko aur...
They were interrupted by the yells of veer
V- "trying to free himself forcefully" kholo hume kisne baandha hai hume aise tumhe pata nahi hai ki hum veer pratap singh hai
K- "loudly" oye acche se pata hai ki tu ek ghatiya, lootera aadmi veer pratap singh hai jiski jindagi mai koi khushiyaan nhi hai toh dusron ki khushiyaan chin ne chala hai
V- "shocked seeing karamchand all ok" aap.. Aapki toh yaddasht chali gayi thi na... Humare hi ghar mai humare hi nazaron ke saamne itna bada dhokha kr rahe the aap
M- "mocking"oye dhokhe aur jhuth ki baat tere muh se acchi nhi lagdi puttar
V- " Shocked" aap bhi mili huyi hai inke saath mtlb kal jo kuch bhi hua humare saath aapne jaan bujh ke kiya sab
M- ha kiya jaan bujh ke par koi galti nhi kitti ek ghatiya aadmi ke saath ghatiya harkatein karna koi galat kaam nhi hota samjha
V- hum aap dono ko chodenge nhi
M- Tu hume tab kuch karega na jb yaha se baahar jaa paaega
V- "trying to free himself" hum yaha se thodi der m hi nikal jaenge humare parivaar wale aate hi honge

Amdheer: Family binds them togetherWhere stories live. Discover now