Chapter-4 Wish

1.9K 154 10
                                    

In evening Manik come back to his home and see nyonika is sitting in sofa. Manik is go to his room but nyonika stop him .
Nyonika - Manik i want to talk to you.
Manik - But I don't want to talk to you.
Nyonika - Manik don't forget tumhari last deal main maine tumhari help ki thi and .
Manik - And now for this i have to give something to you. Yahi toh relation hai hamara give and take right nyonika.
Nyonika - Oh please Manik i don't have time to listen this shit of you .
Manik - Ya offcourse now what you want.
Nyonika give Manik to some blank cheque and Manik sign .
Manik - Mil gya tumhe jo chahiye tha now leave .
Suddenly nyonika phone rang and see the caller ID nyonika face expression is changed . She cut the call and left for there.
Manik - Kuch toh hai jo nyonika chupa Rahi hai aur koi badi baat hai warna woh itna tense nhi hoti . I have to find that may be that help me to deal with nyonika.
Then Manik go to his room.

Veer come to fairyland and meet rani pari , nandini and ananya.
Rani pari - Veer kaha the aap apko pata hai hum kab se apko bula rhe hai .
Veer - I am sorry pari maa woh ek problem main fas gya tha . Lekin apne mujhe kyun bulaya sab thik hai na .
Ananya - Veer pari tara chori ho gya hai .
Veer - Kya
Nandini - Ha rani pari ka kahna hai ki jisne bhi use churaya hai usne pari tara ko earth par chupaya hai.
Rani Pari - Isliye pari tara ko dhundne nandini aur ananya ko earth par Jana hoga aur hum chahte hai isme aap hamari madad kare .
Veer - Zaroor pari maa . Aap bilkul chinta mat kijiye main Nandini di aur ananya ka pura khyal rakhunga.
Rani pari - Hum jante hai veer ki apke hote hue nandini aur ananya ko.kuch nhi hoga lekin aap sabko khyal rakhna hoga ki kisi ko yeh baat pata na chale ki nandini aur ananya pariyan hai.
Veer - Ji Rani pari .
Rani pari - Nandini ananya aap dono jakar jane taiyari kare humein veer se baat karni hai.
Nandini and ananya nodded his head and leave for there.
Veer - Kya hua Rani pari aap pareshan dikh rahi hai.
Rani pari - Ap hamari pareshani ki wajah jante hai veer . Humein dar hai agar Nandini ya ananya ne insano se koi aisa Rishta jod liya joh unke wapas aane mein samasya khadi kar de toh aap jante hai na kya hoga . Insano ko pariyon ke bare mein kabhi pata nhi chalna chahiye.
Veer - Main apki tension samjhta hoon Rani pari lekin hum jitni bhi koshish karle hoga toh wahi na jo kismat mein likha hai  .
Rani Pari - Hum jante hai ek baar pehle bhi yaha aisa ho chuka hai aur iska anjam kya hua tha yeh hum aaj bhi nhi bhule hai isliye nahi chahte hai ki dobara aisa kuch ho.
Veer - Aap chinta mat kijiye sab acha hoga .

In night Manik and  see the stars .
Manik - Main nhi janta ki pariyan hoti hai ya nhi lekin agar sach main hai toh please aa jao mere paas . Main dikhata nhi hoon lekin main thak gaya hoon akele ladte ladte . Mujhe kisi ki zaroorat hai jo mujhe pyar se gale lagaye . Jiski lap par sir rakhkar main so sakun . Jiski bahon mein mujhe sukoon Mile .
Saying that Manik close his eyes suddenly a shooting star Cross there .

 Saying that Manik close his eyes suddenly a shooting star Cross there

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Here Fairy land nandini see same shooting star and  feel something.
Nandini - Mujhe aisa kyun lag rha hai jaise koi mujhe bula raha hai. Yeh kaun hai jiski awaz main roj sunti hoon . Main nhi janti ki tum kaun ho par mujhe pata hai ki  ek din hum milenge zaroor .

Screen divided in Manik close eyes and nandini smiling face .

Manan FF - Love with a Fairy Where stories live. Discover now