SATI LEAVES

454 52 4
                                    

Prajapati Daksh was personally visiting Chaitanya Lok to invite Amarsri and Srinav to a grand yagya, he was organizing.

"Mai nahi aa sakti Daksh." Amarsri denied his invitation.

"Kyu Devi ?" Daksh asked.

"Kisi bhi sthan par mera agman tab hi ho sakta hai jab waha Narayan aur Mahadev dono ki upasthiti ho." Amarsri said.

"Maine Narayan ko amantrit kiya hai kintu mai Mahadev ko nahi kar sakta." Daksh said.

"Toh mera agman bhi nahi ho sakta." Amarsri said.

"Kintu aap Harihareshwari hai, Hari pehle aur Har baad mai." Daksh said.

"Kuch log toh Shankar-Narayana bhi kehte hai, Shankar pehle aur Narayan baad mai. Baat woh nahi hai, baat yeh hai ki Harihareshwari waha nahi jaa sakti jaha Mahadev ka samman na ho." Amarsri said.

Daksh looked at Srinav and he shook his head a No.

"Jaha Harihareshwari nahi, waha Shreeshaktishwar bhi nahi." He said.

"Prajapati Daksh Devi Harihareshwari ko nahi apetu ek bhai apni behen ko nimantran dene aaya hai. Aap toh meri behen jaisi hai, parivaar ka hissa samjha hai maine aapko. Aapko toh aana hi padega anyatha yeh yagya nahi hoga. Aur waise bhi iss yagya ka punya toh manushya jati ko hi milega." Daksh tried to convince them.

Both of them fell in deep thinking.

"Agar yeh yagya manushya jaati ke Kalyan hetu ho raha hai toh hum awashya aayenge." Amarsri said.

"Uttam, bas yeh vachan dijiye ki aap yagya ke poorn hone tak kahi nahi jayengi. Aur jo bhi iss yagya mai vighna lane ka prayas kare, usse meri raksha karengi, taki yagya safal ho sake." Daksh said.

"Hum vachan dete hai." They promised.

□□ KAILASH □□

Mata Sati was walking across Mansarovar sadly as Mahadev took the status of Vamangi from her.

"Narayan ! Narayan !" Narayan muni appeared.

"Munivar aap ?" Sati asked.

"Prajapati ke yagya mei jaa raha tha, yaha dekha ki aap Jane hetu sajj nahi ?" Narad muni asked.

"Yagya ? Kaisa yagya ?" Sati asked frowning.

"Aapko pata nahi ? Prajapati ne ek bhavya yagya ka aayojan kiya hai. Sabhi Devi-devta, Yaksh-yakshini, Gandharv-apsara sab amantrit hai." Narad muni said.

'Itna bada yagya aur hume amantrit nahi kiya ?' Sati thought.

"Narayan-Narayan ! Vilambh ho raha hai, mujhe jane ki aagya de." Narad muni said and disappeared.

"Itne bade yagya mei humara jana awashyak hai." Sati muttered and went to Mahadev.

There she told him about the yagya and her wanting to gi their. But Mahadev knew that this trip would he eventful.

"Nahi Sati, bina nimantran ke humara jana uchit nahi." Mahadev said.

"Woh mere pita hai, unke ghar jaane hetu mujhe nimantran ki awashyakta nahi." Sati said.

"Maine kaha na Sati waha Jane se keval tumhara ahit hoga." Mahadev said sternly.

"Mere pitashree mera ahit kar hi nahi sakte." Sati said.

"Samjhne ka prayas karo Sati." Mahadev shook his head.

"Nahi ! Mujhe kuch nahi samajhna ! Yadi aap mujhse prem karte hai toh avashya mere saath chalenge ! Anyatha keh de ki aap mujhse prem nahi karte." Sati said.

"Sati ! Maine kaha na ki hum waha nahi jayenge !" Mahadev exclaimed.

"Yadi aapko nahi jana toh mat jaye kintu mai uss yagya mei jayungi." Sati said.

"Tum mere bina uss yagya mei kada bhi nahi jaogi !" Mahadev said.

"Mai avashya jayungi aur aap mujhe nahi rokenge. Yadi mera ahit hoga toh mere ahit hone ke baad aayiyega, aapko meri saugandh hai." Sati said.

"Sati ! Yeh Kaisi saugandh de di mujhe ?" Mahadev asked.

"Ab yadi aaj mera ahit hoga ya toh pitashree ke prati aapke dur-bhavnaye tutengi." Sati said.

"Nandi, Sati ko uss yagya mei le jayo. Iski suraksha ka uttardaitwa tumhara." Mahadev gave up with a heavy heart.

Sati sadly looked at him and walked away with nandi following her as a tear escaped Mahadev's eyes.

Sati sadly looked at him and walked away with nandi following her as a tear escaped Mahadev's eyes

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

SO THE NEXT FEW CHAPTERS WILL BE COPY-PASTE WITH LITTLE CHANGES FROM WHAT IF BOOK.

CAUSE I'M NOT THAT FREE TO WRITE ALL OF THEM AGAIN.

AND IN THE LAST CHAPTER MANY OF YOU WEREN'T ABLE TO GUESS WHO MAHARAJ RATNAKAR SAGAR AND SAMRIDDHI DEVI WERE...

WELL THEY ARE THE PARENTS OF VAISHNO DEVI, MAKING MRUNMAYE HER YOUNGER BROTHER.

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now