SHAILPUTRI

627 58 6
                                    

□□ HIMALAYAS □□

The friends of Parvati were looking for her everywhere and finally found her where she always is, at the temple of Mahadev.

"Parvati, humne tumhe kaha nahi dhundha." Jaya complained as Parvati turned around to look at her

" Jaya complained as Parvati turned around to look at her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Kyu ? Mai toh wahi rehti hu jaha mujhe hona chahiye. Mahadev ke paas." Parvati said.

"Ha janti hu ki jabse tumhe sansaar ka both huya hai tumne Mahadev ko hi toh apna pati mana hai." Jaya said.

"Jabse iss shrishti mei janm liya hai tabse." Parvati corrected.

"Kintu aaj tak tumne unhe dekha nahi, kya tum dono ka milan sambhav hai ?" Jaya asked.

"Nahi janti kintu Parvati ka janm keval Mahadev ke liye huya hai Yeh avashya janti hu." Parvati said.

"Kintu Mahadev hai kaha ? Kaise milogi unse ?" Jaya asked.

"Mera man kehta hai ki woh yahi kahi Himalaya ki kisi choti mei hai. Mai unhe dhundhungi aur avashya prapt karungi." Parvati said.

"Yadi tumne unhe dhundh liya toh kaise prapt karogi ?" Jaya asked.

"Nahi pata." Parvati said.

"Tapasya se." Someone said.

They turned around and saw a Amarsri appear in front of them.

They turned around and saw a Amarsri appear in front of them

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Aap kaun hai Devi ?" Jaya asked.

"Harihareshwari." She said.

"Devi Amarsri ? Pranam." They all joined their hands.

"Devi aap yaha ?" Parvati asked.

"Mai toh yaha aapko Mahadev tak pahuchne ka maarg dikhane aayi hu." Amarsri said.

"Aho bhagya humare !" Jaya said.

"Devi Parvati, mere saath aaye." Amarsri said leaving as Parvati followed her.

"Toh bataye Mahadev ko kaise prapt kare ?" Parvati asked.

"Mahadev Parameshwar hai, paramsatya hai aur paramaatma se ek hone hetu paramanand ki anubhuti avashyak hai. Aur yeh tabhi sambhav hai ki jab aap kasht bhav se mukt hongi." Amarsri said.

"Kasht bhav se mukti kaise milegi ?" Parvati asked.

"Sharir aur indriyo ko dukh dekar vyakti kasht bhaav se mukt ho sakta hai. Paramanad hetu man aur indriyo ko apne vash mei karna hota hai. Bhukh, pyaas aur kamnao ka tyag karna padta hai." Amarsri said.

"Arthat iss sharir ke liye jo kuch bhi avashyak hai unn sab ka tyag karna padta hai ?" Parvati asked.

"Uchit kaha. Bhojan ke sthan par keval patto ko grahan karna padta hai, fir patto ka tyag kar keval jal ke sahare jeena padta haiaur uske paschat jal ka tyag kar keval vayu par jeena padta hai. Tab Jaake paach tatvo se bana sharir paramaatma ko prapt karne yogya banta hai." Amarsri said.

"Mahadev ko paane hetu mai sab kuch karne ko sajj hu." Parvati said.

Amarsri stopped mid in the snowy forest and smiled at her.

"Uttam, aap yaha apni tapasya kar sakti hai." Amarsri said pointing at a cave.

" Amarsri said pointing at a cave

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Om Devi Shailaputryai Namah !

THE FIRST FORM OF NAV DURGA IS CALLED SHAILPUTRI.

Devi Shailputri is depicted with two hands and has a crescent moon on her forehead. She holds a trident in her right hand and a lotus flower in the left. She rides on the mount Nandi.

Devi Shailputri reprsents awakening and self-realization

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Devi Shailputri reprsents awakening and self-realization.

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now