Chapter 16

258 27 39
                                    

after some days

haseena: haa toh nishant apka plan kaisa chl raha h

nishant: madam abhi tk toh sb thik chl rha ha bs aj me use propose krne vala hun

muskaan glares him

nishant: m...mm....mera mtlb fake propose

haseena: hmm jaldi kariye

santosh: madam thoda time toh lgta h na dekha nhi tha anubhav sir ko itne jhut bolne ke baad bhi apko patane m bada time laga tha

everyone glares her

santosh: sorry madam

 at same cafe

 nishant: ok ab finally mujhe use propose krna h( pichle kuch dinon m vo log thoda close aa gye the mtlb friends bn gaye ab finally propose krne ki bari ayi and as usual sab cafe ke bahar khade ho ke dekh rahe the) 

pr yaha ulta ho gaya ise pehle ki debu use propose krta vo khud akr aone ghutno pe bheth gyi aur smile deke boli

riddhima: i love you dev you are the first person i have ever loved, i don't believe in love at first sight but when i saw you i fall into love i love you from core of my heart, do you love me? 

it was too hard for him because he know that he have to break her heart unwantingly, he was feeling too sad but he says yes with a fake smile 

aur jitne log bahar khare the sab log bhi bahut sad the even anu bhi kyunki ye bahut galat tha ki vo log kisi ke emotions ka use kr rhe the apni manzil pane ke liye but phir bhi sab ne apne emotions ko control kiya

uske bad phir aisa hi chlta raha ek din riddhima boli

riddhima: dev mujhe tumse kuch baat krni thi

dev: haa bolo

riddhima: haa vo tumhe meri behn yaad h diya

dev: haa

riddhima: vo actually sid ko pyar krti h 

dev: kya, 

riddhima: haa kya tum is bare m sid se baat karoge

dev: lekin

riddhima: lekin vekin kuch nhi agar tumne usse baat nhi kri na toh hmara relationship khatre m aa sakta h

dev: abb....bb dekhta hu

are m toh batana hi bhul gyi ki jo toli khri h bahr vo kya kr rhi h chlo dekhte h

are yaha toh toli h hi nhi, chlo flashback m chlte h

flashback:

jb dev vaha riddhima ke sath betha tha tbhi toli bhi vahat hi mtlb ek dusre ke upar chad chad ke dekh rhi thi (bilkul funny lag rhe the kyunki unko kuch sunai nhi de raha tha)ek dam chor jese ek ke upar ek muh ka expression alag alag but piche se ek uncle ne dekh liya unko laga ki vo log chori krne ka plan bana rahe h toh vo piche se danda laye aur jitne bhi piche the un sab ko ek ek danda mara aur mje ki baat ye ki piche sare ladke khade the

uncle: chori krte ho ha

boys: are nhi nhi uncle hm chori nhi kr rhe the hm toh vo nazar rakhne aye the

girls: are pagal ho kya

uncle: hmm mtlb chori ke saath saath jasoosi bhi krte ho are in badmashon jesi shakalon valon ka toh samajh m ata h 

boys: h badmash

girls: hota h hota h

uncle: lekin tum ladkiyon ko kya ho gaya h shakal se itni sundar aur susheel lag rhi ho lekin phir bhi chori

Mysterious love (Completed)Where stories live. Discover now