"accha sorry sorry ham ab aise nahi bolenge lekin hamara sawal ka jawab toh do"
HM- nahi deni hame koi faltu sawalo ka jawab....ham soch bhi nahi sakte iss baare mei...
KS- lekin ham toh seriously puch rahe hai na....agar kisi din ham aise khoon mei pade ho toh aap aap hamko aise hi marne ke liye chod doge?
"tumhe hamesha marne maarne ke alawa aur koi baat nahi soojti kya?" Haseena asked angrily😡
KS- accha yeh sab chodo....aap hamko apni behen ke baare mei batao na
HM- chotu ke baare mei?
"kaun chotu?" Karishma asked confused
HM- woh ham dono Sia ko chotu bulate hai....jaan thi woh hamari...ham se 6 saal choti hai...bohot cute aur maasoom thi bilkul Santosh ki tarah
"ohh toh iss liye aapko Santu ko dekhkar Sia ki yaad aa gayi? waise ab woh kitne saal ki ho gayi hogi?"
HM- ab woh 24 ki hui hogi....agle mahine birthday hai uska....tumhe pata hai uske birthday ke din hi woh hadsa hua tha jab hamne sab kuch kho diya...hamare ammi abbu chotu....pichle 20 sal se ham chotu ko doond rahe hai....(tears emerged out of her eyes.)
Karishma wiped her tears "aap please roya mat keejiye na MS....hamko accha nahi lagta....aur ham aapse wada karte hai....ham aapki behen ko doond layenge"
Haseena smiled through her tears.
KS- ham na aaj aapse 5 wade karte hai
HM- kya?
KS-
1. Ham aapki saari phobias dur karenge
2. Ham aapki Sia ko doondne mei aapki help karenge
3. Ham aapki ammi-abbu ke kaati ko doondke saza zaroor dilwayenge
4. Ham uss Shreya aur Rahul se aapko tadpane ka badla zaroor lenge
5. Ham uss dhokebaaz insaan ko paatal se khoj nikalenge jisne aapko dhoka diyaHaseena's eyes were filled and she was grateful she found a true friend.
"iss mei se ek waade ki zaroorat nahi hai....Rahul aur Sheena apne kiye ki saza kaat rahe hai....uske badle mei tum doosra wada kardo"KS- kya?
HM- kabhi hame chodkar nahi jaogi...kabhi hame dhoka nahi dogi....hamesha saath rahogi
"ham aapse wada karte hai Karishma Singh ki akhri saas tak apni dosti nibhayengi...aapki har mushkil waqt mei aapke saath khade honge....kabhi bhi aapko dhoka nahi denge aur hamesha aapki saath hi rahenge" Karishma said holding her hands🤝🏻
HM- hamne toh hamari poori life ke baare mei tumse kaha ab tum batao kuch apne baare mei.
KS- Hamare papa ek business man the....kuch saal pehle ek accident mei unki death ho gayi....maa ko toh aap jaanti hi hai....aur hamare ek bade bhai hai....woh bhi force mei hi hai....lekin apne duty ke wajah se hamesha ham sab se dur hi rehte hai
HM- nikaah ke baare mei kya khayal hai tumhara?
"shaadi ke baare mei toh ab tak hamne nahi socha hai....aur waise bhi kisi ne kaha hai shaadi matlab musibat...filhal hamare paas ek musibat hai...wahi kaafi hai" Karishma looked at her and winked😉
"hawww....tumne hame musibat kaha?
"aww....aapko aisa laga" smiled sheepishly
"ab batate hai tumko musibat kya hai"Karishma stood up and began to run and Haseena was running behind her. They started to run all around the park.
Dabi dabi si hansi
Honthon pe phansi hai
Gudgudi kar rahi hawa
Oo..
Halla macha rahi haiPagal si khwaishein
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta ye
Buddhu sa mann hai
Haseena caught Karishma from behind and twirled her in the air. Then she kept her down and they hugged each other. Some kids came to them and they all were playing together.
Karne de khwaabon ko badmashiyaan
Chalne de nazron ki manmaniyan
Dhoondhe chalo kuch thikane naye
Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan
Hosh mein rehna hai kyun
Rehne se hoga kya
Behoshiyon mein hai maza
Oo..
Bachkaani harkatein joHoti hain hone de
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta ye
Buddhu sa mann hai
KarEena were dancing together. Haseena twirled her around. Both were enjoying the moment. Suddenly Karishma began to tickle her and Haseena was laughing. Haseena managed to come out of her hold and she again chased Karishma.
Mausam ne bhi ki hai Kuch koshishein
Hone lagi dekho Ye baarishien
Sar pe chadha hai Yeh kaisa asar
Daude raftaar mein Dil ki sab dhadkanein
Dhun koi chal rahi hai
Kaano mein dheeme se
Roshan hai zyada yeh subah
Oo..
Halchal jo ho rahi haiSeene mein hone de
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta ye
Buddhu sa mann hai
Karishma was running away from Haseena looking behind to see whether Haseena is coming. She went out of the park in the process and reached the road. She was still running looking behind and............
"KARISHMAAAAAAA" Haseena screamed😱😱
YOU ARE READING
SOULMATES- KarEena
FanfictionA soulmate doesn't always mean a romantic partner. Best friends can also be soul mates. See how 2 different personalities become each other's soulmates. Join me to know how Haseena Malik, a rude and arrogant cop finds her soulmate in her junior Kari...