Chapter 15

1.5K 110 22
                                    

Manan waapas ghar aa jaate hai
But Manik still angery and sad

Manik room main chala jaata hai

Ragini : nandini beta kuch hua tha ka resturant main
Manik itne gusse main kyu tha

Nandini : nahi maa aisa kuch nahi hai bas aise hi

R : nahi beta aise kuch nahi hai bina matalab ke koi gussa kyu hoga sach sach bata kyu hua tha waha par

Nandini tell her everything

Ragini : what? Yeh sab hua.. tu kah rahi thi ki kuch nahi hua

N : relax maa aap jaayda stress mat lo aur rahi baat Manik ki main usko sambal lungi okk

Ragini : thik hai aur tu jaayda stress mat lena in logo ki baato ka thik hai

N : ji maa

Nandini Manik ke room main aati hai

N : kya Manik abhi bhi gussa ho

M : nahi yaar bas aise mood kharab hai

N : ohh.. mood kharab hai acha..
Waise mujhe pata hai mere best friend ka mood kaise acha karna hai

Nandini chocolate nikal leti hai

N : I think ab kisi ka mood acha ho jaaega

M : tum bhi na nandini in 6 months main mujhe ache se jaan gayi ho ki mera mood kaise thik hoga

Both laughing...

After some time

Veer nandini ke ghar aata hai

Ragini door open karti hai

Ragini : ji aap kaun aur aapko kise milna hai

V : ji yeh malhotra house hai right

R : ji hai kyu aapko kuch kaam tha kya

V : woh actually mujhe nandini se milna tha woh meri best friend hai mujhe pata chala ki woh ab aap logo ke saath rahte hai

R : ohh aau beta andher aau main abhi bulati hu nandini ko

Veer : thank you aunty.....

Ragini Manik ke room main jaati hai

Ragini : nandini beta tumse koi milne aaya hai

N : kaun aaya hai maa

R : khud hi chal kar dek le

Manan and ragini teeno neeche aa jaate hai

Nandini see veer

She get happy

N : veer...

Nandini veer ke pass jaati hai aur usko hug karti hai
He also response

Veer : kaisi hai tu nandini tu thik hai naa

N : haa veer main thik hu tu bata tu kaisa hai aur achaank se yaha delhi main

V : ha jaise hi mujhe tere saath jo hua uske baare main pata chala main yaha chala aaya
And I am sorry Nandu jab tujhe meri sabse jaayda zaroorat thi main yaha par nahi tha

N : it's ok yaar aur tujhe mere ghar ka address kaise pata chala

V : tu jaanti hai naa main kaun hu
The veer signhaiya

So mujhe dheer hi nahi lagi tera address pata karne main

N : tu bhi naa bilkul nahi badla self obsessed kahi ka

Both laughing

Manik waha aata hai

Nandini : Manik yeh hai mera childhood best friend veer... Veer signhaiya

Manik : kya kheer ??

M : idiot kheer nahi veer

M : oh sorry veer

N : Aur veer yeh hai mera best friend Manik malhotra jis ne mera saath mere bure waqt main diya tha

Dono handshake karte hai

Veer : thank you so much dude meri besti ka saath dene ke liye uska khayal rakhne ke liye

M : woh ab meri bhi best friend hai

Both laughing

Continue...

Next chapter : Manik get jealous with Veer..

Veer has also feelings for nandini..

I hope you all like it
❤️❤️❤️❤️💖❤️🎉

Will she forgive himWhere stories live. Discover now