Next day
Veer reach Delhi..
Veer : main aa gaya hu nandini
Tujhe surprise deneIn malhotra house
Raj : Manik tumhe yaad hai naa aaj office main ek bahut important meeting hai
M : haa dad yaad hai mujhe
Manik (in mind) : yaar aaj toh nandini se promise kiya tha ki uske saath lunch par jaaunga but ...
Nahi manik tujhe kaise bhi karke nandini ke saath lunch par jaana hogaRagini : Manik kya hua beta breakfast kar naa
M : ji mom
Nandini (in mind) : iss idiot ne bataya nahi ki aaj iski ek important meeting hai lunch phir kabhi kar lete koi baat nahi meeting important hai isko jaana padega
After some time
Manik : papa woh main aaj meeting ke liye nahi aa sakta
Raj : kyu nahi aa sakta
M : woh mujhe kuch zaroori kaam yaad aa gaya toh wahi karna hai
Nandini : arre aise kaise tumhe jaana chahiye aisa kya zaroori kaam yaad aa gaya ki tumhe meeting cancel karni pad rahi hai
M : yaar nandini please ...
Dad please try to understandRaj : okk but this is last time okk
M : okk
Manik get excited and hug raj
He also hug backRaj waha se chala jaata hai aur Ragini bhi kuch kaam karne main lag jaati hai
Manik : tayaar rahna afternoon main
N : yeh tumne sahi nahi kiya Manik tumhe mere liye aise meeting cancel nahi karni chahiye thi woh meeting important thi naa
M : haa thi but tumse jaayda nahi
Both lost in each other eyes.
In afternoon
Nandini and Manik go to restaurant for lunch
Nandini : wow Manik kitna acha restaurant hai naa main pheli baar dekha hai
M : kya ... Tumhare family wale yaa phir tum kabhi nahi gayi nandini
N : actually nahi mere papa mujhe kabhi aise jagah lekar hi nahi gaye maine bahut baar kaha but kabhi nahi maane hamesha daadte rahte the
Manik sad feel for her
M : don't warry ... Ab jabhi tumhara mann kare mujhe bata dena main le aaunga
Nandini : sachchi (excited hote hue like a child)
She look like that
Manik also smile to see her childish behaviour
But all restaurants see nandini specially her face
They talk about her
One boy : yaar iss ladki ka half face jala hua hai lagta hai kisi ke acid daala hai aur yeh ladka aisi ladki ke saath aaya hai jiska face jala hua hai
Second boy : haa yaar aisi ladki ko toh main apni dost kya dusman bhi naa banyu pagal kahi ka
Kitna handsome hai isko toh koi bhi ladki mil jaaegi but yeh toh iske saath....Both laughing..
Nandini and Manik hear their conversation
Manik get angery
But nandini stop him
Manik : please nandini mujhe mat roko
N : please manik inko kehne do jo kehna hai mujhe usse fark nahi padta
M : but mujhe fark padta hai woh ek ladki ke baare main aisa kaise kah sakte hai
Manik waha jaata hai nandini try to stop him but he can't stop
He slap both boys
All restaurants are shocked
Manik : kya.. aise kya dekh rahe ho mujhe tum sab log jo in dono ne bakwas ki jab kuch nahi kaha ek ladki ke baare main aisa kaha ... Haa hai woh meri best friend tum logo ko usse kya tum log ek ladki ki respect nahi kar sakte toh kam se kam usko disrespect toh mat karo rahi baat uske face ki toh mujhe koi fark nahi padta aur aage se aisa kuch bhi kaha naa toh doctor ko bhi samajh nahi aaega ki tum logo ke saath kya hua hai
Do you understand or notBoth are scared and they leave for their
Nandini : please manik shaant ho jaau
M : but nandini..
Nandini try to clam down him
One hand on his cheakLike that
N : unhone ja kaha woh galat bhi toh nahi kaha tumhe mere saath nahi hona chahiye main tumhari dosti ke layak nahi hu
M : shut up nandini ... Aaj bol di hai yeh baat aage se mat bolna okk..
N : okk (like a cute face)
Continue....
Next chapter : nandini meet Veer
Manik insecure with veerIf you want to update tomorrow
Please complete target before afternoonTarget : 55+ votes
30+ commentsI hope you all like it
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
YOU ARE READING
Will she forgive him
RomanceThe story about Maanik and Nandini (Manan) Nandini is a immature girl behave like a Five years old child she lost her memory in a car accident and also she lost her parents and her younger brother Maanik parents take her with them and married with...