Manik see nandini condition
Ravi manik ko sab kuch bata deta hai aur doctor ne jo kaha hai woh bhi
M : doc.. doc.. doctor kaha hai mujh.. mujhe milna hai unse
R : apne cabin main hai aage se right
M : thank you so much
Aap please yahi rahna main aata huManik doctor ke pass aata hai
D : ji aap kaun
M : main Manik malhotra husband of nandini
Jiske upper acid daala gaya hai naa uska husband
D : aap hai uske husband
Please baithiye mujhe aap se baat karni haiM : bahar jo log unhone mujhe sab kuch samjha diya hai kaise hua kaha hua
D : dekhiye mr malhotra yeh case bahut hi sensitive hai hume specially aapko mrs malhotra ke har pal saath rahna hoga iss waqt sabse jaayda unko aapki zaroorat hai hum unko surgeries karke thik toh kar denge but..
M : bu... Bu.. but kya doctor
D : unke chehre par woh daad hamesha ke liye rah jaaega jab jab woh mirror main dekegi khud ko toh shayad unka apne aap par se trust uth jaaye shayad woh kisi ke saamne naa aana naa chahe iss main aapko help karni hogi ...
M : ji doctor jo mujhse hoga woh main karunga
Manik bahar aa jaata hai
Ravi : actually ab hume ghar jaana hai kuch kaam aa gaya hai but hum phir aaenge inko dekhne tab tak take care her
M : thank you so much ...
R : yeh toh hamara farz tha humne sirf inshaanitay nibhayi aur kuch nahi
Ravi and sargun waha se chale jaate hai
Manik nandini ko dekhta hai
Jo ek bed par machine se lagi hui thi aur uska chehra bhi nahi dik raha tha
M : yeh sab meri wajah se hua hai sab meri wajah se main kaise saamna karunga nandini ka
Kyu maine usko ghar se bahar nikala
Kya galti thi uski is main
Khass yeh baat main phele samajh jaata toh aaj yeh haalat naa hoteMaine meri nafrat main pata nahi kya kar diya iss masoom ke saath
Main hoon idiot gadha donkey monkey sab hu main
Mom dad unko kya jawab dunga main woh mujhe iski responsibility dekher gaye the main nahi nibhaya paaya
I hate my self
Will she forgive me...
Main soch bhi nahi sakta ki nandini par kya gujjar rahi hogi yaa gujjregi jab usko hosh aaega woh kya baat samajh paaegi ki uske saath kya hua hai
Un logo se jaayda main zimmedaar hu nandini ki iss haalat ke liye
Kya woh yeh dard sah paaegi ....
Manik apne aashu puchte hue andher jaata hai
Dheere dheere nandini ki taraf jaata hai
YOU ARE READING
Will she forgive him
RomanceThe story about Maanik and Nandini (Manan) Nandini is a immature girl behave like a Five years old child she lost her memory in a car accident and also she lost her parents and her younger brother Maanik parents take her with them and married with...