Today I'm happy....kuch seconds ke liye hi sahi aaj Naira ke kartik ki jhalak mili...the way he was looking at her 🥺😻 after soo long nd the way he was talking abt her dance.......itne time baad dekha kartik ko aise Naira ko dekhte hue.
So one more shot for all Naira nd kaira fans
.
.
.
.Starts from where sirat maata is trying to become Naira
(My pov is written in italics btw the dialogues )
Swarna was looking at naira's photo
Swarna- Bht yaad aa rhi hai tumhari Naira...bht zaroorat hai mujhe tumhari....saalo pehle tumne iss bhikare pariwaar ko ek kiya tha..unmein khushiyan bhar di thi...lekin tumhare jaane ke baad yeh pariwaar phir pehle jaise ho gya...kaash ek baar phirse iss pariwaar mein khushiyan aa jaaye...Manish ji aur kartik ke beech ki yeh karwahat khtm ho jaye ek baar phirse. Manish ji glt nhi hai lekin sahi bhi nhi hai. Woh sirat se aise baat krte hai kisi ko achha nhi lgta (hume bht achha lgta hai...dil ko sukoon milta hai🥺) Lekin mai yeh bhi jaanti hu woh yeh sb kyu krte hai. Woh tumhari jagah kisi ko nhi dena chahte. Shuru shuru mein toh tumhe bhi kuch khaas pasand nhi krte the na...lekin phir kitna pyaar kiya unhone tumhe....tumhari har baat maante the...kaash iss tarah sirat ko bhi accept krle (kaash na kre) waise yaad toh mujhe bhi aati hai tumhari...kitna special bond tha na humara...abhi bhi hai...tumhari jagah abhi bhi wohi hai joh pehle thi....yeh joh meri sherni beti ki joh jagah hai na woh koi nhi le skta
Sirat was listening this. She then entered the room
Sirat- Maa
Swarna- Aree sirat aao na
Sirat- Kya hua maa aap ro kyu rhi hai??
Swarna- Bs kuch nhi...woh Naira ki bht yaad aa rhi thi
Sirat- Sb log kitna pyaar krte hai na Naira ji se
Swarna- Woh toh jaan hai iss ghar ki....uske aate hi ghar mein khushiyan aayi...pura ghar hi badal gya tha uske aane se..(wiping her tears) Mai bhi na zyada senti ho gyi...tum kuch bol rhi thi na
Sirat- Hn maa..woh dadi bula rhi hai
In the hall
Everyone were there except kartik gayu nd kids
Dadi- Sirat tumhe humare liye kuch krna hoga
Sirat- Mtlb mai smjhi nhi dadi
Dadi- Tumhe humare liye humari Naira bna hoga....humara mtlb Naira jaisa ek kaam krna hoga. Gayu ko dusri shaadi ke liye mannana hoga
Sirat- Dadi mai...
Dadi- Hn sirat usmein problem kya hai?? Gayu tumhe bhi toh apni behen maanti hai...woh Naira ki kisi bhi baat ko mna nhi krti thi...hume pura bharosa hai tumhe bhi nhi kregi
Surekha- Pta chle baat bne se pehle hi khrab krde yeh
Manish - Mujhe toh smjh nhi aa rha maa..ghar mein aap teeno ke hone ke baad bhi sirat ko gayu se baat krne ke liye kyu bheja?? Woh iss ghar ko kbhi nhi smbhal payegi jaise Naira smbhalti thi...sirat aur Naira mein zameen aasman ka farq hai....laakh koshish krle woh Naira nhi bn payegi
Saying this Manish left from there
Manish- Kaash tum hoti yahan Naira...iss ghar ko tumhari kitni zaroorat hai kyu chodhke chli gyi hum sbko?? Sorry beta tumhe apne papa pr bht gussa aa rha hoga na ki woh aise behave krte hai...but kya kru mai..majboor hu. Kaash tum yahan hoti sbko smbhalne ke liye...mujhe daatne ke liye. Ek tum hi toh thi jisse mai darrta tha