Please listen to" Ek ladki ko dekha toh aisa laga " song while reading this chapter. It describes feroze 's feelings and emotions towards y/n.
So let's start ...
Sab students classroom mein baate kar rahe thay...tabhi
Y/n classroom ke aandar aati hain aur as always boys usse dekhi rahe thay .
(Y/n class president hain )
Y/n:sab students aapni jagah pe baith jao. Ms. Braganza aati hi hongi.
Tabhi...
Ms. Braganza:hello my lovely kids .good morning .Students:good morning Ms. Braganza .
Ms. Braganza :so pehli baat tum log kaise ho?
Students:ham acche hain .aap kaisi hain?
Ms.Braganza :I am also good .so students..main kaisi lag rahi hoon aaj ?she says while flipping her hair and she speaks in her weird yet unique voice and accent .
Students:aap bohot acchi lag rahi hain.
Ms .Braganza:thank you so much .she says while proudly smiling .
Students:welcome.
Ms .Braganza:tum sab baith jao aur aaj haam pyaar ke baare mein padhenge .
All students except y/n :wohooooo!
Tabhi ..
Speaker sein principal ki awaaz aati hain..
Principal:Ms.Braganza there is a new student named Feroze Khan who is transferred from Korea but he is from India. Please aap apni class ki president ko bejhiye usse college dikhane ke liye aur classroom lejane ke liye.
Y/n ko feroze ka naam sunte hi goosebumps aate hain.aur woh dua karti hain ki usse jana na pare .par phir..
Ms .Braganza:y/n beta aap jao aur feroze ko college dikhao aur phir classroom mein leke ao.
Y/n :par mein-
Tabhi..
Ek college is worker aata hain aur kehta hain ..
Worker boy :Ms .braganza jaldi class president ko bejhiye. Woh ladka wait kar raha hain.
Ms .braganza:ha .jao y/n jaldi .
Y/n dekhti hain ki uske paas koi aur chaara nahi hain toh woh Allah ka naam leke chali jati hain.
Meanwhile ,
In principal's room .Feroze aapne hi khayal mein khoya tha .woh sirf aur sirf y/n ke baare mein hi soche jaraha tha .
Feroze's mind:kyun sirf tum hi tum mere khayal mein aarahi ho.kyun tumhe dekhte hi mere dil mein shanti milti hain. Kyun tumhe hamesha aapne paas rakhneka maan karta hain. Kyun koi aur ladka tumhe dekhta hain toh mera khoon khaul uthta hain.kyun tumhe aur sirf tumhe hi pyaar karneka maan karta hain. Kyun!!
Woh kyun kuch zyada zor sein keh deta hain..
Principal shocked hojata hain aur kehta hai.
Principal:kya Hua bete?tum thik hona?
Feroze:ha ha .main thik hoon .baas aise hi kuch yaad agaya tha .
Principal:thik hain.
Feroze:sir woh class president aati kyun nahi .kon hain woh?
Principal:tum dekhna woh kon hain. Woh hamari college ki one of the best student hain aur college ki princess hain.
Feroze's mind :main bhi toh dekhu kon hain yeh .
Tabhi.
Darwaaza khulneki awaaz aati hain aur principal smile karte hain.
Aur kehte hain.Principal :woh dekho hamari princess ko .
Yeh sunkar feroze ki nazar darwaaze pe jaati hain aur woh bilkul shocked hojata hain.
Aur uski dil ki dhadkan bohot tez hone lagti hain...So that's it for today everyone. Aaj thodasa suspension create karneka socha hain.
Please do vote and comment.
Love you all
Signing off -author Saba
YOU ARE READING
"ISHQ SUFIYANA "
FanfictionThis is a romantic , funny and emotional love story between a Muslim boy named feroze Khan and a Muslim girl named y/n Rahman.... but their love story will have difficulties and hardships..will they be able to overcome the problems and be inseparabl...