chapter 11

50 1 0
                                    

Assalamualaikum people! I'm back ! Ik I'm very very late but honestly I could give you guys many reasons but they won't justify my laziness TwT

Anyways I feel like my story is too cliche and cheesy and cringe but ig this is just my beginner writer phase ( I hope I will get better )

Anyways enjoy ~

The rest of the day passes as the students complete their classes and have fun together

Y/N aur Feroze unke dosto ke sath gossip kar rahe thay ki tabhi ghanti baaj jati Hain indicating ki college is over

Y/N : Guys we are leaving....see you tomorrow Allah hafiz

Feroze: areh itni jaldi ?? Chalona hum sab cafe chalte Hain

Y/N : nahi nahi ammi abbu tension kar rahe honge

Asal mein Y/N janti thi ki Feroze uske Saath time spend Karne ke bahane dhund Raha tha so she deliberately tried to tease him

Feroze: koi baat nahi ....main uncle aunty ko call karta hu phone do tum Mujhe

Y/N : oye chaparganju ! Thele Bhar ki akal Hain tum mein ?! Mere ammi abbu ka BP high ho Jayega agar kisi unknown ladke ne mere phone se unhe phone kia

Feroze : main unknown hu tumhare liye ?? He says while pouting

Y/N : duffer kahi ke ! Main ammi abbu ki baat kar Rahi hu naki khudki

Feroze: please ruk Jao na thodi der ke liye

Y/N : aweee how cute ~ she says while pulling his cheeks and Feroze assumes that she has agreed

But then Y/N pulls his cheeks hardly and says .....

Y/N : chal haat gadhe ! Buddha hokar bhi baccho ki Tarah harkat karta Hain

Feroze : Tumne Mujhe gadha kaha ?! Wait - Buddha bhi kaha?!

Y/N: bilkul Janab! Firse bolu agar Aapke kaan kharab ho toh ??

Feroze : Teri toh - he says while attempting to reach out for her

Y/N just runs away from there while saying bye to her and Feroze's friends

She runs out of the campus and goes to the parking lot

Jese hi Y/N car ka door kholti Hain Feroze uska haath pakad leta Hain

Feroze: you can't escape from me jaan

Y/N : aap kon Hain Janab?? Hum aapko nahi pehchante Hain

Feroze gets shocked and says

Feroze: Heh ? 5 minute mein memory loss hogaya Kya tera

Y/N: maaf ki je ga hum paray mardo par nazar nahi dete aur yeh hamare maryada ke bahar Hain

Feroze : oh hello! Maryada se tera dur dur tak koi rishta nahi Hain

(lo Bhai chep dia ek movie ka dialogue)

Y/N : accha ji ! Tujhe bada pata Hain mere baare mein

Feroze: agar pata nahi toh pata kar lete Hain ....isliye hi toh keh Raha tha ki chal cafe chal kar gappe shappe marte Hain

Y/N : bhad mein ja tu aur tere gappe shappe ...aur koi kaam dhanda nahi Hain Kya tere paas ?

Feroze : kaam dhanda baad mein ....sabse pehle tu Hain mere liye .he says with a genuine smile

Y/N (while stuttering): de-dekh tu zyada filmy dialogue mat mar

(Aur yaha ladki pighal gayi but dikhaigi nahi )

"ISHQ SUFIYANA "Where stories live. Discover now