HELLO GUYS!!
HERE I CAME WITH ANOTHER UPDATE.
LET'S START THE STORY.
.......................................................................................................................................................................................................................................
In Gadchiroli......
Sairat marriage begin. Virat make Sai wear mangulsutra and the fill her hairline with sindoor.
Then they stand up for taking pheres. When they were taking phere their family was fuming in anger like how could he do this.
Finally Sairat got married and came to take blessing but everyone denied to give them blessing except ashwini shivani and devi
And virat with his family came out of the mandir and was ready to face everything.
Virat: ab mai aplogo ko sab kuch bata deta hu
Bk: mast ha mast ab reh kya gaya hai batane ko jo tu bataye ga tune hume yaha hamari bezati karne ke liye bulaya tha
V: nahi kaku aisa nahi hai
N: agar aisa nahi hai toh jab vahini ne kaha ke shadi nahi hogi toh tu unki bat ko ignore karke chala gaya.....yeh sab kya tha
V: Phele meri puri bat sunle aplog maine yeh shadi ki iski wajah yeh thi ke(and explain them everything)
A: tu theek hai na virat tujhe kuch hua toh nahi na
V: Ho aai mai theek ho mujhe kuch nahi hua agar kamal sir mujhe na bachate toh shayad zaroor kuch hojata
Bk: woh sab jo bhi ho tujhe shadi karne ki kya zarorat thi.... Sahi kehte hai log ek kharab aam puri peti kharab karta hai sab par is mohit ka asar hogaya hai phele isne apni marzi se shadi ki phir samrat ne aur ab tune
V: Jeeva ne shadi karli kab aur kis se
A: Patralekha se..... jis din tumhari shadi honi thi usi din tum shadi chor kar chale gaye vahini ne use bheja shadi tootne ki khabar dene ke liye magar waha halat aise hogaye ke uske pas siwaye patralekha se shadi karne ke aur koi rasta nahi bacha isle usne shadi karli
V: Toh jeeva hai kaha
D: woh dono NY gaye hai kyu gaye hai woh ek lambi kahani hai
N: mudda yeh nahi hai ke woh kaha gaye hai use se toh waise bhi koi umeed nahi hai woh hamesha se wahi karta aya hai jo uska jee chata hai apni zindagi apni marzi chalata hai lekin virat tum se yeh umeed nahi thi
Bk: mai is larki ko apni ghar ki bahu nahi manogi kabhi bhi nahi maine shahanpura martha khandan ki larki ko nahi apnaya toh is gao ki larki ko toh kabhi bhii nahi apnane wali
V: Kaku shadi hochuki hai aur sai ab meri patni hai mai uska sath nahi choru ga maine kamal sir ko wada kiya hai ke mai sai ka khayal rakhonga uski zimedari uthaonga
Bk: are zimedari ka matlab shadi karna thori hota hai kuch paise de dete use aur khatam karte bat ko shadi karne ki kya zarorat thi woh bhi tab jab maine mana kardiya tha
V: Kaku maine vada kiya tha kamal sir ko aur mai apne vade se peche nahi hat ta aur sai ki zimedari mai ek hi surat mai leskat ho ke mai us se shadi karo kyu ke uski jan ko bhi kahtra hai mujhe use jald hi yaha se lekar niklana hai woh jitna yaha rahegi uski jan utne khatre mai paregi
BK: tu kuch bhi bol mai is shadi ko nahi manti
N(sarcastically): are vahini apke man ne na mane se kya hota hai kuch log hai yaha jo apke mana karne ke bad bhi is shadi ko man lege jaise samrat ki shadi ko mana hai(said whike looking towards ashwini)
Ashwini(gets it and said): sahi kaha apne ninad mai toh is shadi ko manti ho jab maine samrat ki shadi jo mere samne nahi hui use man liya toh virat ki shadi toh phir meri ankho ke samne hui hai ise kyu nahi manogi mai maa hone ke nate is shadi ko bhi accept kart ho chal godu mujhe meri bahu se milwa
Bk: mast ha mast dekh raha hai ninad apni biwi ko kis taraha zaban chal rahi hai iski
N: Ha vahini ajkal kuch zyada hawa mai urh rahi hai bahu agayi hai is liye
A: Are kitna naraz honge aplog muskura dijye apke bete ki shadi hui hai apke Virat ki Samrat mai kuch nahi bola maine Virat mai toh khush hojate apna farz nibhaya hai isne apse hi toh sikha hai isne yeh sab
N: tum mujhe mat sikhao mujhe kya karna hai aur kya nahi
A: theek hai jaisi apki marzi...chal godu mujhe use ke pas lekar chal
V(having tears that his aai undrerstand him): ho aai chale
Ashwini Shivani Devi went to meet Sai while others stand their in anger
............................................................................................................................................................................................................................................
THAT'S ALL FOR TODAY. HOPE YOU LIKE IT.
VOTE AND COMMENT.
WILL MEET YOU ALL SOON
TAKE CARE AND BYE!!
YOU ARE READING
Hum Marjayenge Tere Bin
FanfictionIt will be a Samrakhi story. How they met how destiny bind them in a relation which they have never thought that it will happen like this how they fall in love. You will see their journey from Samrat and Pakhi to SAMRAKHI There will be Sairat scen...