Tera Yaar Ho Mai

453 33 19
                                    

HELLO GUYS!!

HERE IS THE NEXT PART.
LET'S START THE STORY

...............................................................................................................................................................................................................................

R: Ab bologe bhi kyu bethe ho yaha

S: jab tujhe pata hai kyu betha ho toh phir kyu puch raha hai

R: mujhe woh wajah pata hai jo duniya janti hai lekin mujhe woh wajah jan ni hai jiski wajah se tu yaha betha hai

S: aisi koi wajah nahi hai

R: abe sale mujhse jhoot bol raha hai....tujhe maloom hai na tu duniya se jhoot bol sakta hai mujhse nahi...chal ab bata kya bat hai

S(let out a sad sigh): Yar mai yeh soch raha ho ke..... maine galti kardi pakhi se shadi karke

R (shockingly): yeh kya bol raha hai tu

S: sahi bol raha ho yar...meri wajah se use kitna sun na parta hai...shadi ka faisla mera shadi maine ki us se toh pucha tak nahi maine sari zimedari meri aur use tana dete hai ke woh mujhse shadi karke agayi aj bhi itna bara tamasha hua itna sunaya kaku ne use mujhe bura lagta hai yar uske liye meri wajah se use itna sab sun na parta hai......mujhe lagta hai maine sabse bari galti kardi us se shadi karke....nahi karni chahey thi mujhe

R: tu pagal hogaya hai kya kuch bhi bole jaraha hai...tune hi mujhe bataya tha ke shadi ke din kya hua tha log kaise ilzam laga rahe the unpar tune is sab se bachane key liye kiya tha aur ab aisi bate kar raha hai

S: yar ilzam hi lag raha tha na thori der aur lagta phir khatam hojata....phir woh chahti toh sheher chor deti ya phir yeh desh hi chor deti lekin zindagi toh sukoon mai hoti yeh roz roz ke tane nahi sune parte...maine uski zindagi barbad kardi hai puri tarha se....isley maine faisla liya hai ke

R: kya faisla liya hai

S: yehi ki mai Pakhi ko divorce dedunga

R(shocked and said loudly): tera dimag toh nahi kharab hogaya hai...tu kya bol raha hai tujhe sunayi deraha hai...tu aisa soch bhi  kaise sakta hai

S: pure hosh mai ho mai uski zindagi aur barbad nahi karna chahta

R: acha khud hi faisla leliya aur bhabhi ka kya unse pucha unke man mai kya hai....unhe bhi lagta hai ke unki zindagi barbad hogayi hai unhe tujhse koi matlab nahi

S: yehi lagta hoga puchna kya hai

R: toh phir mere bhai tumhe ek doctor ki zaroorat hai.... agar bhabhi ko tujhse koi matlab nahi hota na toh mai is waqt yaha na betha hota....tujhe andaza bhi hai unhe teri kitni chinta hai unki awaz se pata chal raha tha aisa lag raha tha mujhse bat karte kisi bhi waqt ro dengi aur tu keh raha hai ke woh tere sath nahi rehna chahti....bekarr ki bat mat kar

S: yar lekin (cuts by ri)

R: mere bhai tu bhool raha hai tu samrat chavan hai jo apne faisle par kabhi shak nahi karta toh aj kyu kar raha hai...sab bhool ja thora waqt lage ga lekin sab theek hojayega samjha ab chal uth ghar chal bhabhi waha pareshan ho rahi hai tere liye....aur khabardar aj toh tune yeh bakwas bat jardi ainda mai yeh na suno samjha

S: hmmm...chal chalte hai

They both went their respective house. When samrat reached home he went towards his room while thinking what to answer pakhi when she will asked him where he was.

As soon as he open the door of his room he saw pakhi sitting on bed restless. On hearing the sound of opening door pakhi look towards there and she saw samrat entering the room. She immediately get up and hugged samrat tightly. Samrat was taken a back by her sudden reaction but didn't said anything. After Sometime pakhi realised and she moved back

Hum Marjayenge Tere BinWhere stories live. Discover now