shergill mention

402 53 35
                                    

Rakshit:- me sirf ek baar mere pyar ko dekhna chahta hu...

Rakshit start his work on labtop.. he sit on couch in hall...




Drishti came in anger..

Drishti:- mr shergill... kya samajte he aap khud ko... aapki himmat kaise hui doctor ko 5 lac rs dene ki.. Kya hum bhikhari he.. jo aap hamari help kar rahe ho..

Rakshit:- drishti calm down... tum kyo itna gussa kar rahi ho... agar mene de bhi diye to kya problem he..

Drishti - nai chahiye aapka koi ehsaan. koi nai lagte aap hamare..

Rakshit:- mera our tumhara chahe kuch bhi rishta na ho.. but mera.. mom dad se rishta he our rahega.. jise tum tod nai sakti..

Drishti:- me aapke paise vapas kar dungi.. mujhe nai chahiye aapke paise..

Rakshit:- finee kar dena.. but ghar bech kar nai..

Drishti shocked...

Drishti:- aap meri information nikaal rahe he..

Rakshit:- wo tum jo bhi samjho.. mom dad ko is age me ghar chod kar nai jana chahiye..

Drishti:- aap kyo hamari itni care kar rahe he..

Rakshit:- har baat ka jawaab nai he mere pas... ab tum ja sakti ho..

Drishti:- mujhe yaha rukna bhi nai he.. ja  rahi hu me.. our bahut jaldi aapke paise vapas kar dungi...

Drishti about to go when she heard Rakshit's phone ring but rakshit did not pick because phone  was on dining table and rakshit not able to take it..

Drishti:- aapka phone ring ho raha he..

Rakshit:- to tumhe kya..

Drishti:- uthaiye..

Rakshit:- me baad me dekh lunga tum jao..

Drishti:- ego ki to koi kami nai he aap me...

Rakshit:- i take it as compliment...

Drikshit look each other with teary eyes... rakshit turn his face...





Drishti again about to go.. but she notice something...

Drishti in mind:- rakshit kuch alag lag rahe he... kya baat he mujhe pata  karna hi hoga..

Drishti turn back and came near him..

Rakshit:- kya hua tum vapas kyo aa gayi..



Drishti:- aaj aapka birthday he na... happy birthday mr shergill...

Rakshit:- thanks.. tumhe yaad tha..

Drishti:- yaad aa gaya...

Rakshit:- okk then bye...

Drishti:- wo...wo.. paani pina he.. leke aaiye na..

Rakshit:- tumhe nai pata kitchen kaha he?

Drishti:- me guest hu na.. aapke kitchen me nai jaungi...

Rakshit:- me ek meeting me hu uth nai sakta..

Drishti in mind:- ye apni jagah se uth kyo nai rahe he .. aisa nature nai he mr shergill ka... ab kya karu... kuch to ajeeb he.. jo me samaj nai pa rahi hu..



Drishti:- wo.. aapke room me mere kuch imp papers reh gaye he.. wo le aaiye..

Rakshit:- tum kyo zid kar rahi ho.. lena he.. le aao.. me nai dene wala..

Drishti:- thik he me hi le aati hu..

Drishti about to when rakshit memorise that many paintings hang  in his room which made by drishti.. if she will go in room she know truth..





Rakshit:- drishti ruk jao..mere room me mat jao..

Drishti:- kyo..

Rakshit:- wo.. umm..  koi he mere room me.. meri special guest...pl don't go in room..

Drishti's eyes moist...

Drishti:- aap itni jaldi  aage badh gaye mr shergill...

Rakshit:- ab hum alag  ho gaye he drishti...tum jao me baad me bhej dunga...

Drishti:- me mil kar hi jaungi us ladki se.. jo aapko itni pasand aa gayi.. ki aap mujhe bhul gaye...




Rakshit shout..

Rakshit:- drishti ruko...

Drishti went in their bedroom... and shocked...

Drishti:- itni sari paintings... ye to mene jogi aroro ko sale ki thi.. mr shergill k pas kaise .. our ye file kaisi..he......

DRISHTI READ RAKSHIT'S TREATMENT FILE....SHE SHOCKED... HER EYES GET TEARY.... AND SHE THUD ON FLOOR....





In hall..

Rakshit:- drishti ko sab paya chal jayega ki mene hi uski paintings kharidi he.. ab wo ye paise bhi vapas karne ki zid karegi.. kaise arrange karegi wo itne paise...





Drishti came out...and sit on floor in front of him and start beating him..

Drishti:- kyo.. kyo chupaya.. aapne mujhse..boliye.. kyoo....



Rakshit shocked with her behaviour..








Precap:- truth....

Tanhaai (drikshit)✔Where stories live. Discover now