A Friend Or Enemy

311 22 12
                                    

Anirudh:-kya hua waha per mujhe sab batau .....
bondita:- aab aap kyu mujh seh puch rhe hai bharosa ho gya kya mujh per barrister babu....
Anirudh:- mujhe bass jawab chahiye
bondita:- main jawab nhi dungi
Anirudh:- tum chup chap bata doh mujhe majbur mat karo kuch galat kadam uthne per main aab woh Anirudh roy Choudhury nhi raha b batau tumhe yeh kaha seh mila aur tum kaise janti ho ishe aur yeh hain kon....
bondita:- main ishe krishna nagar main mili aur ish neh mujhe yeh aap tak pahunchane keh liye kaha kyonki use mere per bharosa tha joh apko nhi hai...
Anirudh:- mujhe tum per bharosa karne keh liye wajah chahiye hogi joh tumhe khud deni hogi .....
bondita:- bharosa dene seh nhi milta hai ushe khud hasil kiya jata hai aur main bharosha hasil jarur karungi yeh waada hai mera apse ....
Anirudh:- dekhte hai ki kaise jeth thi ho mera bharosa..kyukhi hi Anirudh roy chaudhari ne in 10 saalo main kisi prt bhi bharosha nhi kiya aur nah kabhi bharosa naam ki galti karega kabhi nhi....
bondita:- dekhte hai ki aap kah nah bharosa karne wala record tutata hai yah phir mera bhorsa karwane wali baat ....
Anirudh:- mujhe in baato main koyi bhi Ruchi nhi hai mujhe yeh bataiye ki yeh kisne beja hai ... .
bondita:- ushkha naam nhi bata sakti magar yeh bata sakti hu ki maine waha kya kya sunna ....
Anirudh:- kya sunna....
bondita:- woh....
Flashback:-
At the time when tapur and bondita try to scape from there they heard conversation between kalindi aur chandarchur....
Kalindi:- jamai babu aab humhe kasie bhi kar keh humari natin yaha chahiye kab tak hum use dur nhi reh sakte akhir woh humari Bondita ki beti hai.....
Chandarchur:- sahi kaha apne thakhumaa kaise bhi kar keh aab hum rudhita ko yaha leh kar aayenge unh tulsipur walo seh dur yaha krishn nagar main .....
Kalindi:- humhe kuch aisa karna hoga ki rudhita humare pass bhi aah jaye aur Barrister babu kuch nah kar paye woh apni marzi seh yaha aaye....
Chandar chur:- magar aisa kaise hoga thakhumaa rudhita apne baba ko chodh kar yaha kaise aayegi .....
Kalindi:- jab ushe uski maa milegi ....
Chandar chur Shocked...
Chandar chur:- maa....thakhumaa...
Kalindi:- haa maa ......ek beti jishne bachpan seh bina maa keh sab cheez kiya bina maa keh rhi...maa kah pyaar nhi dekha agar ushe woh sab milega toh woh kyu nhi yaha aayegi aur yaha ushe maa kah pyaar bhi milega aur saari sukh suvidha bhi....
Chandar chur:- magar thakhumaa woh Anirudh Roy Chaudhary ki beti hai itni ashani seh meri baat nhi manne wali hai .....
Kalindi:- agar baat nah manne toh utha lena ushe...
bondita and tapur become shocked
Chandar chur:- thakhumaa
Kalindi:- jitna kaha hai utna karna bakki kah main dekh lungi bass ek baar woh krisna nagar aah jaye main wapas kahi janne nhi dungi ushe .... bondita ki beti mere pass hogi yaha...
Chandar chur:- thik hai thakhumaa main leh aaunga ushe apke pass yaha kal jab ushke vidyalay ki samapti hogi main apne aadmiyon ke sath jaunga aur kisi tarah ushe yaha leh aunga ....
Kalindi:- bass ek baar rudhita humare pass aah jaye phir dekhte hai woh barrister babu humara kya bhighar leta hai.....
Flashback ends:-
bondita:- aur unhone apki beti ko aaghwa karne kah socha hai...
Anirudh eyes become red like blood
Anirudh:- meri beti koh aankh utha kar dekhne ki himat karega toh ushki jaan leh lega yeh Anirudh Roy Chowdhury.....
bondita shocked seeing his behaviour towards his own people...
Trilochan:- Anirudh dekh beta woh kuch nhi kar payenge woh sayad ye bhul gye hai ki rudhita betiya keh sath hum apne admi bhi bejhte hai woh kuch nhi bighar payenge rudhita kah.....
Anirudh:- nhi kaka main janta hu woh itna toh jante hi honge ki rudhita akeli nhi jayegi toh woh kuch aisa karne kah soch rahe honge jishse kisi ko shak bhi nah ho aur woh meri rudhi ko apne sath bhi leh jaye....
Trilochan:- haa ... Anirudh tuh sahi keh raha hai magar hum yeh janne ge kaise ki unki kya yojna hai....
Anirudh:- aise kaka jaise woh yeh jante hi ki rudhita keh sath kitne admi jate hai....
Trilochan:- tere mann main kya chal rha hai anirudh
Anirudh smrik....
Anirudh:- aur tum yeh toh nhi bataougi ki yeh patr kisne bejha hai
bondita noobed in no
Anirudh:- thik hai magar ishka matlab yeh nhi hai ki main tum per bharosa karta hu tum yahi rahogi aur haa tum bina kisi seh izzat liye kahi nhi jah sakti ho samjhi tum jab tak main tumhe yeh nah keh duh ki tum humari dost ho dusman nhi...
bondita:- aap kisi ko kaid nhi rakh sakte Barrister babu
Anirudh:- main kuch bhi kar sakta hu sayad mujhe yeh batane ki jarurat nhi hai tumhe....
bondita:- thik hai mujhe manzur hai magar kya main kal rudhita seh mil sakti hu.....
Anirudh:- tumhe meri beti seh kyu milna hai
bondita:- woh sirf apki beti nhi meri dost ki bhi beti hai Barrister babu
Anirudh:- wahi dost jiske marne peh bhi tum ushe akhri baar milne nhi aayi .....
bondita hurt by anirudh words
bondita:- kabhi kabhi mazburi aisi hoti hai nah Barrister babu ki hum chah kar bhi kuch nhi kar sakte hai aur humko ushe hi apna bhagya manna padta hai....
Anirudh:- aur main woh bhagya kabhi nhi manta joh koyi aur likhta hai main woh bhagya manta hu joh main khud likhta hu woh bhagya joh main humehsa likhunga....
bondita:- aap bhagya nhi likh sakte hai Barrister babu kabhi bhi nhi woh sirf dugga maa hi likhati hai aur kiske bhagya main kab kya hai yeh toh kisi ko bhi nhi pata kisi ko bhi nhi....
Anirudh:- kaka aap ishe ishka kamra dikha dijiye main rudhi keh pass jah raha hu .....
Trilochan:- thik hai Anirudh bihari....
Bihari come running
Bihari:- ji badhe malik..
Trilochan:- jaouu aur ish bacchi ko ushka kamra dikha doh ....
Bihari:- ji malik....chaliye .....
bondita start moving with bihari...
Anirudh:- rukho..
bondita turn....
bondita:- aab koyi talashi baki hai kya Barrister babu.....
Anirudh:- nhi magar naam kya hai yeh mujhe nhi pata tumhara...
bondita smile and said:- shaari jankari nikalwa lih magar mera naam nhi pata kar paye Barrister babu....mera naam woh hai joh ish kar ki khushi hai mera naam woh hai joh ish ghar ki Ronak thi mera naam woh hai joh yaha kisi nah kisi ki kuch thi hi mera naam woh hai joh apki jaan hai barrister babu
Anirudh:- siddhe siddhe nhi bta sakti naam kya hai tumhara .....
bondita turn and started to go ....
bondita:- Bondita... Bondita Mukharji....second female Barrister of India.....
Anirudh trilochan and bihari shocked
And bondita left from there and bihari follow her.....
Trilochan come near anirudh and place his hand on his shoulder....
Trilochan:- anirudh beta kahi tuh..
Anirudh:- kaka naam ek hone seh inshan ek nhi ho jate aur meri bondita jaisa koyi bhi nhi hai ish duniya main koyi bhi nhi .....
Trilochan:- pata hai humhe yeh baat anirudh magar kya tuh sach main ish per bharosha karta hai .....
Anirudh move some step forward
Anirudh:- nhi kaka main itni jaldi ish per bharosha nhi kar sakta kyonki ish neh unh krishna nagar walo keh liye ladayi ladhi thi aur agar ladayi ladhi toh ushki bhi koyi nah koyi wajah hogi hi aur ishe ye bhi pata hai ki woh chiti wali hai kon toh mujhe ish keh bare main jab tak sab pata nhi chal jata main ishe yahi rehne dunga taki main iske baare main sab jann sakhu ...
Trilochan:- Anirudh kya yeh sach main bahu ki mitra hai...
Anirudh:- haa..kaka yeh sahi main bondita ki dost hai .....
Trilochan:- tujhe kaise pata ish keh baare main anirudh....
Anirudh:- bass pata hai kaka aab aap ja kar aaram kariye bahut raat ho gyi hai main bhi chalta hu...
And Anirudh left from there
Trilochan:- pata nhi Anirudh magar hume aise kyu lagta hai ki yeh ladki ish ghar main kuch acha krne aayi hai
Kyukhi ish keh kadam seh hi roy chaudhari haweli main ek alag hi hawwa beh rhi hai kuch toh hai ish ladki main joh tuh abhi dekh nhi pah rha.....
And he also left from there....
At Krishna Nagar.....
Tapur On A Phone Call
Tapur:- accha maine chiti bejh dhi hai unke pass bass woh padh leh aur jaldi seh jaldi unhe baccha leh ....
Another side:- sahi kaha magar tumhe lagta hai ki woh wishwas karege ....
Tapur:- utne saalo seh toh kar rhe hai ish baar bhi jarur karenge...magar yeh bataou aap kab aah rahe ho mujhse milne main kab seh apki rah dekh rahi hu....kitne saal ho gaye...
Another side:- magar chiti seh baat toh karte hai aur uper seh telephone seh bhi .....
Tapur:- woh alag baat hai aap bass jaldi jaldi aah jaiyeh main aur nhi intezar kar sakti apse milne kah...aur aab roj chup chup keh mandir keh bahane apki chiti lane nhi jana....Aur chup chup keh baat bhi nhi karna....
Another side:- accha jaldi aaunga aur sath hi sath kuch acchi kabar bhi launga....
Tapur:- kaisi kabar.....
Another side:- bass mera intezar karo ....
Suddenly A shadow goes from there...
Tapur:- bass aab aisa hoga ki woh anirudh roy chaudhari samjh hi nhi payega ki ushke sath hua kya hai...
Another side:- Sahi kaha .....
And tapur hang up the phone....
And walk from there.....
After tapur lefting, The person come forward....person is tupur....
Tupur:- kya sach main tupur itni nafarat karti hai Barrister babu seh kya ushe bhi nafarat hai unh seh aur woh baat kis seh karti hai aur kya bura kiya hai ishne ish baar .....
And tupur left from there....after her lefting...tapur come and dail a call
Tapur:- ish baar phir unhe laga ki main wahi karungi joh humehsa unhe lagta hai ...
Another side:- main samjh hi gya tha tumhari baato seh bahut jaldi hi baate badal deti ho ...badhi chalak ho gyi ho
Tapur:- apse hi sikha hai accha aab main rakhti hu warna ish baar kisi neh dekh liya toh pareshani ho jayegi
Another side:- thik hai apna khayal rakhna...
Tapur:- ji
And hang up the call......
At dinning table..
Kalindi chandarchur and tupur present there...
Kalindi:- tupur jah aur jah kar ush ladki ko bhula aah utni der seh kamre seh bahar nhi aayi hai pata nhi andar kar kya rahi hai ....
Tupur:- ji thakhumaa...
And started to left from there
Tapur:- ruko didi..
Kalindi:- kya hua kyu rokha ushe ....
Tapur:- kyukhi main unke kamre seh hi aayi hu woh waha nhi thi.....
Kalindi and chandar chur stand up
Kalindi:- kya waha nhi thi kah kya matlab hai ....
Tapur:- mera kehne kah matlab hai ki woh apne kamre main nhi hai aur pure haweli main kahi nhi hai maine har jagah dudh liya hai unhe...
Kalindi:- aisa kaise ho sakta hai jamai babu aap apne aadmiyon ko kahiye ushe dhundhe agar woh Tulsipur pahuch gyi toh mushibat ho jayegi
Chandar chur:- ji thakhumaa aap chinta mat kariye main abhi apne admiyon ko bejhta hu...
Chandar chur left from there
Kalindi:- itne pehre keh bawjud woh bhaag kaise gyi...
Tapur(in mind):- apko kya lagta hai thakhumaa apke pehre mujhe kharid kar payenge mujhe maine ushe yaha seh isliye bejha thaki woh meri kabar pahucha sakhe anirudh jamai babu tak aur aap unka kuch nah bigar paye
Jab tak main hu bondita didi keh pariwar kah koyi kuch nhi bigar sakta koyi nhi...
Kalindi:- mujhe aisa kyu lag rha hai ki tum dono main seh kisi neh ishe yaha seh bhagaya hai ...
Tupur:- nhi thakhumaa meri itni himmat kaha ki main apke khilaf jau
Tapur:- aur thakhumaa maine toh khud apko ye baat batai hai ki woh bhaag gyi hai aur mujhe apse bahut darr lagta hai main toh aisa karne keh baare main soch bhi nhi sakti....
Kalindi:- thik hai magar agar kisi neh bhi ushki madat ki hai toh main ushe chodhungi nhi samjhi tum dono
Tupur and tapur nob....
Kalindi:- main bhi jamai babu ki madat karne jati hu....
And Kalindi also left...
Tupur:- kya tune sach main aisa nhi nah kiya tapur
Tapur:- kya didi
Tupur:- main janti hu aab tuh thakhumaa seh nhi darti hai aur nah kisi aur seh tuh bass dikawa karti hai ki tujhe unh seh dar lagta hai
Tapur:- nhi didi mujhe sach main unh seh dar lagta hai....
Tupur:- accha itna dar lagta hai toh tune ush ladki ko bhagaya kyu....
Tapur:- aap kehna kya chahti ho didi
Tupur:- yahi ki tune use bhagaya tha yeh maine dekha tha jab tuh ushe haweli seh bhaar le jah rhi thi aur ye jante hue bhi ki agar thakhumaa ko ish baare main pata chal gya toh woh tujhe zinda nhi chodhegi tab bhi tune ye kadam kaise uthaya tapur
Tapur:- didi main bass ushe bachna chahti thi jaise humne apna sab kuch ek din main koya hai main nhi chati thi ki ushe bhi kuch aisa sehne ko mile ....
Tupur:- tapur main tujhe samjh nhi pah rhi ki tuh kya karna chahti hai magar bass mujhe itna bata tuh rojh raat main kis seh baat karti hai aur jab bhi dekhu kuch ajeeb hi baat karti hai tuh hai kon woh.....
Tapur:- woh wahi hai jishne ish tapur main aadhi himat dhali hai aur adhi himalay meri bondita didi neh joh chali gyi magar mujh main himaat deh kar gyi aur main aab apke kisi bhi sawal kah jawab nhi dena chahti hu didi....and starting left from there
Tupur:- bass yeh bata deh tapur tuh humari dost hai yah dushman .....
Tapur smile and turn
Tapur:- iska jawab toh mujhe khud nhi pata didi .....and left from there
At Roy Chowdhury Haweli:-
Anirudh sitting on chair and continusly thinking about the letter
Anirudh (in mind):- agar maine jaldi nhi ki toh ish baar chadar chur apni dono chalo main kamyab ho jayega mujhe kuch bhi kar keh ush jagah pahunchna hoga aur unhen bachna hoga ...
At that time rudhita come running there....
Rudhita:- baba baba..baba
Anirudh:- haa rudhi bolo beta...
Rudhita:- aap kaha koye the baba
Anirudh:- kahi nhi bass kuch socha raha tha tum yaha kya kar rhi ho itni raat ko abhi tak soyi nhi...
Rudhita:- apke bina needh kaha aati hai apki rudhi ko apka intezar kar rahi thi aur aap nhi aaye toh main aah gyi apke pass....apko bhulne....
Anirudh smile and said:- accha chalo chalete hai hum....and hold rudhita in his arms and start walking upstairs
But suddenly they hear singing sounds.....
Rudhita:- baba apko kuch sunayi diya kya....
Anirudh:- nhi toh .... tumhe kya sunayi diya....
Rudhita:- baba mujhe laga koyi ganna gah raha hai....
Anirudh:- nhi toh rudhi tumare kaan baajh rahe hai....
Rudhita:- sayad baba .....
Anirudh:- aab chale shone ki aaj shona bhi nhi hai
Rudhita:- nhi baba Shona hai chalo
But this time anirudh also hear some music sound
Anirudh stop
Rudhita:- aab apko kya hua baba aap kyu rukh gye....
Anirudh:- woh aab mujhe bhi ganna sunayi deh raha hai
Rudhita smirk and folded her hands
Rudhita:- jab maine kaha tha tab aap manne ko tyaar nhi ho rahe the aur aab main nhi manugi....
Anirudh:- are rudhi sach main mujhe ush time sunayi nhi diya.....lekin aab deh raha hai sachi baccha
Rudhita:- thik hai baba magar aab yeh pata karna hoga ki yeh ganna chal kaha raha matlab gah kon raha hai
Anirudh:- rudhi ish ghar main ganna toh tum aur tumhari naina chachi hi gati hai nah.....
Rudhita:- haa magar itne raat ko todhi ganna gayegi meri naina Chachi jarur koyi aur hai
Anirudh:- toh phir kon ho sakta hai
Rudhita:- pata nhi....are baba ganne ki awaz uper seh aah rhi hai chalo chal kar dekhte hai ......
Anirudh:- haa chalo ...
Anirudh and Rudhita start following the voice they reach near the guest room, anirudh understand who is singing....
Anirudh:- rudhi chodho kal dekhenge kon hai abhi chalte hai
Rudhita:- kya baba aab itne kareeb aah kar wapas nhi jayenge chaliye dekhte hai kon hai
Anirudh:- magar rudhi....
Rudhita:- nhi baba dekhiye nah awaz kitni acchi hai mujhe dekhna hai ki kon itna accha gah raha hai chaliye
Anirudh:- per rudhi...
Rudhita:- maine bola nah chaliye matlab chaliye
Anirudh:- per woh....
Rudhita show eyes to anirudh
And Anirudh become silent because the great Barrister cannot speak a word in front of her daughter because he become a little cat in front of her
In Room:-
bondita Mukharji holding a photo and singing a song ...
bondita:- Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana.....

Rudhita✨️Where stories live. Discover now