At Mandi....
All the family members of Chauhan family were sitting in the hall then suddenly they heard a jeep parked in front of their house. They all saw that the jeep was of their Pradhan.
Sudhir- Pradhaan ji aap aaiye na.
Pradhan- Main yahan kisi zaroori kaam se aaya hoon.
Anup- Ji kahiye na.
Pradhan- Main tumhare ghar ki choti beti Siya ka haath apne bete Ramesh ke liye mangne aaya hoon.
All were shocked while both sisters were burning in anger. Then Siya moved her gaze towards Ricky and saw that he was already looking at her lustfully which makes her uncomfortable.
Pradhan- Mera beta Siya se bohot pyaar karta hai aur apne eklaute bete ki yeh iccha main poora karna chahta hoon. Kahiye yeh rishta apko manzoor hai.
Siya- NAHI!! Main isse shaadi kabhi nahi karoongi.
Pradhan- Ae ladki muh band rakh tujhe beech mein bolne ki koi zaroorat nahi hai.
Shruti- Kyu nahi hai usse beech mein bolne ki zaroorat zindagi usse bitani hai apko nahi. Ek baar agar Siya ne keh diya na ki usse apke bete se nahi karni shaadi matlab nahi.
Pradhan- Anup tum batao. Beti tumhari 18 saal ki ho gyi hai. Ab uski shaadi ki umar ho gyi hai.
Anup- Agar meri beti yeh shaadi nahi karna chahti hai to main koi zabardasti nahi karoonga.
Pradhan- Pagal ho gaye ho kya bol rahe ho tum?(Yelled)
Anup- Meri beti aage padhna chahti hai ek doctor banna chahti hai aur main iske sapno ke beech main nahi aa sakta.
Pradhan- Koi zaroorat nahi hai doctor banane ki. Ladkiyon ka kaam sirf rasoi sambhalna hota hai aur koi nahi.
Sudhir- Yeh aap jaise chote logon ki soch hogi par hamari nahi. Hamare ghar ki betiyan aage padhegi bhi aur acchi doctor banegi bhi.
Pradhan- Aise rishte baar baar nahi aate hai.
Siya- Aur hame chahiye bhi nahi. Apko pata bhi hai apka beta kaise mujhe galat tareeke se dekhta hai kaise galat tareeke se choota hai.
Shruti- Dekhiye yeh shaadi nahi hogi Siya ne mana kar diya hai matlab nahi.
Ricky- Wah ab shaadi hogi nahi hogi vo iss ghar ki ladkiya tay karengi. Baba maine to han kar di hai aur ladke hi haan matlab samajh lo rishta pakka.
Siya- Mar jaaongi par tum jaise chichore se bilkul shaadi nahi karoongi.
Saying this she left the hall and Shruti also followed her.
Pradhan- Kaisi ladkiyan hai tumhare ghar ki kuch laaj sharam sikhao inhe.
Sudhir- Hamne ladkiyon ko laaj sharam sikhayi hai par sach bolne par nahi. Ab aap jaa sakte hai hamari beti ne rishte ke liye mana kar diya hai.
Ricky- Tumhe to main haasil karke hi rahoonga Siya bas dekhti jaao main kya karta hoon. (In mind)
Then the Pradhan and his chichora beta went in anger glaring at Chauhan family for last time. While they all sighed and shook their heads.
At Shimla.....
Rudrav- Maa bass!
Janaki- Aree kya bas han abhi to sirf tune aur Ranveer ne 4 hi roti khaayi hai.
Durga- Wahi na! Vo log kya khana nahi dete hai tum dono ko dekho kitne duble patle ho gaye ho tum dono. Lo chalo khaao chup chaap.
Both mothers made their sons eat food with their own hand for which they were longing for a year. Gents were gazing and laughing looking at them.
Ankita- Yeh accha hai bete aa gaye to beti ko bhool gaye sab. (Fake sadness)
Rudrav- Chalo to aaj ham apni behen ko apne hathon se khana khilate hai.
Saying this both Rudrav and Ranveer start feeding Ankita. While she also feed them with her hands.
Next day Rudrav and Ranveer went to meet their childhood bestfriends friends Arjun and Aditya. They all were sitting in the restaurant having chit chats.
Arjun- Yaar main kya soch raha hoon ki ham sab na kahin ghoomne chalte hai.
Ranveer- Han par jaaye kahan?
Rudrav- Kissi jagah jahan bheed-bhaad na ho bilkul shaant.
Aditya- kyu na ham hamari nani ke gaon Dari chalein. Whan nani akeli hai aur vo gaon bohot hi sundar hai.
Arjun- Yeh idea bilkul accha hai bhai wahan par bheed-bhaad bhi nahi hogi aur vo gaon bohot shaant mahol bhi hai.
Aditya- Han aur Disha (his wife) bhi apne mayake gyi hai ek mahine ke liye.
Ranveer- Tum log sahi keh rahe ho. Kya bolta hai Rudrav.
Rudrav- Hmm theek hai to batao kab jana hai.
Arjun- Agle hafte!
All- Done.
They all agreed to go Dari Village of Mandi where Siya and Shruti live. After enjoying the day with eachother they all went to their homes.
At Usmaan's Place.....
Saad- Maalik vo dono officer apne do doston ke sath kahin ghoomne jaa rahe hai.
Usmaan- In dono ko kaho ki unke peeche jaaye. Jahan jahan vo officer jaaye wahan wahan ki khabar dete rehna aur agar aisa nahi hua to tumhe pata hi hai tumhe kya karna hai.
Saad- Ji maalik.
At Mandi....
Siya was laying on the bed helding the pillow tightly and crying while Shruti was consoling her.
Shruti- Siya tu ro matt tujhe pata hai na chachu chachi tera rishta uss Ricky ya uss jaise ladke se kabhi nahi karenge. Aur unhone mana to kar diya na.
Siya- Par di vo Pradhan ka beta hai aur apko pata hai na Pradhan ke paas kitni power hoti hai vo kuch bhi kar sakte hai. (Crying)
"Vo kuch nahi karega"
They heard the voice and turned and find the family elders.
Sudhir- Siya tum ro matt vo kuch nahi karega. Aur han uss jaise ladke ko ham apni phool jaisi bacchi kaise de dein.
Satya- Aur tum na aise chichore ladkon par dhyaan mat do hmmm. Abhi bas apne aage ke career par dhyaan do.
Anup- Aur vaise bhi tum logon ko kuch mahino mein iss Ramesh se chutti mill jaayegi. Abhi bas jab Siya ka result aayega tab ham tum dono ka admission ek acche medical College mein karwaenge. Phir wahan to tum dono hostel mein rahogi.
Adya- Bas tab tak ke liye uss Ramesh ko ignore karo. Ham yeh nahi keh rahe hai ki tum dono ghar se bahar hi mat jaao. Jaao par uss Ramesh aur uske doston ko ignore karo sade hue kachre ke dabbe ki tarah.
Listening her words both sisters chuckled and Siya hugged her mother and father tightly..
To Be Continued
So guys here was the Third chapter.
If you like it then please vote and comment. And Stay tuned for the new chapter. Bye😊.
YOU ARE READING
◇𝕃𝕠𝕧𝕖 𝕆𝕣 𝕃𝕒𝕟𝕕◇
FanfictionThis story you may find cringe and there are grammatical mistakes also as when I was 15yrs old I wrote this story because I felt like I should turn my imagination into a story🙂↕️🙇♀️ _____________________________________________ People say that A...