In other side
Kairav walks on road
Lost in thoughtKairav : jise main aaj tak bhaagta aaya jiska saamna nahi karna chahta tha usse hi saamna ho gaya
Kyu god kyu
Jis insaan ne mujhe kabhi nahi accept kiya balki usne mujhe naajayaz kaha usse hi saamna ho gaya
In karthik room
K : yeh kya kar diya maine apne hi bachche ko naajayaz kaha diya aisa kaise kar sakta hu main (angery + sad + crying)
Nafrat ho rahi hai mujhe apne aap se
Kaisa baap hu main apne hi bachche ko
Chee karthik Chee tujhe toh baap kahalwane ka bhi huq nahi hai
Sahi hai kairav tujhse hate karta hai
Karni bhi chaiye tu iske laayak iske laayak
He crying....
Other side
One car come to near kairav but he didn't notice
Car hit karne hi wali thi ki
One girl come and save him
Girl : pagal ho gaye ho kya marna hai kya tumhe
Kairav : iss life se toh marna hi acha hai
Acha hota ki main mar hi jaataGirl : apni family ke baare main socha hai kabhi agar tumhe kuch ho jaata toh unka kya hota tumhare dad unka kya hota
Kairav : meri koi family nahi hai haa bas ek maa hai aur koi nahi
Girl see his pain in his eyes
G : atleast unke baare main toh socho
K : unke baare main toh soch ke aaj tak zinda hu main
Warna mere pass koi reason hi nahi hai jeene kaG : jeene ke liye agar koi reason na ho dhoond naa padta hai atleast apne liye naa sahi apne maa ke liye jeeo jiske liye tum puri duniya jo jinhone bachapan se paala hai jo sirf aur sirf tumhare liye jee hai
Chalo mere saath
K : kaha
Girl take his hand
G : chalo toh sahi
After some time they reach a orphanage
Kairav : yeh toh ek orphanage hai
Girl : haa .. woh dekho
There are many children playing some are on wheelchair some are blind
Girl : pata hai kuch bachche blind hai kuch wheel chair par
Woh sab orphanage hai unke pass jeene ki wajah nahi hai
But woh log har roj jeene ki wajah dhoondte hai kyuki woh jeena chahte hai
Apni life ko apne hisaab se jeena chahte hai
Ajeeb baat hai naa
Jinke pass waqt hi waqt hai woh jeena nahi chahte
Lekin jo jeena chahte hai unke pass waqt hi nahi hai
With tears
Kairav see her
K : matlab ...
After some time
They seat a bench
Girl : mujhe blood cancer woh bhi last stage par
Kairav get shocked
Kairav : what?
Girl : woh chodo
Friends now
Kairav smile
K : okk friends
Both handshake
K : mera naam kairav hai tumhara
Girl : Angel
K : beautiful name kis ne rakha yeh naam
Angel : maine khud ne actually main bhi ek orphan hu toh khud ka naam rakhne ka mauka mil gaya rakh liya
She smile with pain
Kairav see her pain on her face
She is angel
She is 21 years oldKairav : oh god mujhe jaana hoga phir milte hai okk
Aur yeh mera phone number jab bhi zaroort pade you call me any time I am always free for you
Both smile
Continue...
Next : kaira meet
Please complete target
50+ votes
20+ commentsI hope you all like it
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
आप पढ़ रहे हैं
naajayaz (Discontinue)
Mystery / ThrillerThe story is sequal of Bandha tha dilo ko Rishton ki dors se with different title and different story line I hope you all like it so story is kaira and their son kairav due to some reasons kaira get separate naira is pregnant (second time) she le...