Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Garima come to serve the cup of tea 🍵 to everyone
G- papa ye lo Dp- ha Now Garima towards agni G- ye lo A- thank you g ji (while smile) Agni grabs garima hand Like this👇👇
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
And they have an eyelock ❤️
Dp see this and says loudly Dp- (looking agnima) to... kal 3 bhaje upnayan samaro shuru hoga ... Agnima come back to scene and Agni leaves garima hand
Sushi smiles😊🤭in mind
.
.
.
.
In Chautala house
P rings the bell and mini open the door
M- pramod... (And hug him) aa gya beta (while break the hug) P- yes mom M- chal ander P- hmm
Jay hall mein hi hota hai
J- (while standing) areee aa gya P- yes dad😊 J- aa baith baith Trio sits on sofa M- aur teri love story ki gadi aage bhari ki nhi J- ha bhai bol P- kaha... yaar M- 🤨 matlab nahi P- nahi abhi bas unko realise nahi hua but mom feel to vo bhi karti hai J- 😊 M- I have an idea P- kya mom?
.
.
.
.
In ruhail hall
A- (to dp) vaise dp ji ye upnayan samaro mein hone ke hai G- ha papa Dp- to garima susheela ko 5 mardo Ke baal (hair)or dagi(shaved) karni hai S- oh G- par vo 5 mard ho ge kon papa Dp- aree ye shishu Sp- main...main bhai sahab Dp- ha tu Sp- thik hai bhai sahab S- or papa Dp- ye puttu, main or inspector sahab A- hain main....main bhi.... G- (in slow voice to agni) kyun? Koi problem hai kya baal katwane mein A- (in slow voice to g) ha agar koi aur kate ga to problem hai G- 🙄 G- (to dp) par papa ye to chaar (four) hi hai Dp- ha main soch rha hu ki.... S- chota haddi... G- hain?? S- mera matlab hai ki chota haddi thik rhe ga na Dp- ha susheela sahi keh rahi hai to panchva mard honge dr Sahab S- 😃😁 S- papa main chota haddi ko invitation de doon gi Dp- thik hai beta Dp- chal Kusum
Every one is goes to aapna aapna kamra
.
.
.
.
.
.
Back to Chautala house
M- I have an Idea P- kya mom?
Mini p or j ko plan hai batati hai vo abhi nhi bataogi
J- wah mini kya plan hai😀 P- plan to acha hai par mom is plan mein meri haddiyan to nahi tutegi na..... M- beta vo to miss adventure pe depend karta ki teri haddiyan tutegi ki nhi .....🤣
Miay laughs 🤣
P- kya mom aap bhi😕 Then miay shop laughs M- dekh kal na upnayan samaro ke baad g or agni ko yaha ghar bola lena P- kyu? M- aree unko bhi plan pta dege to fir aasani hogi na... P- ok mom👍 M- 😊
Tabhi p ko sushi ka call aata P- areee mom dad main aaya
P pick the call and goes to his room In call P- boliye s ji (while sitting on the bed) S- tum ghar pahunch gye P- lagta hai ki kisi ko meri fikar ho rhi hai (in teasing tone) S- chup karo maine to vaise hi pucha tha P- acha (in naughtily) S- ji ..... P- to.....fir.... yaad aa rhi thi aapko meri S- ssss tum na.... P- ok ok sorry to bataiye S- kal na tum ko upnayan samaro mein aana hai P- main...main kyu? S- vo...(s sab batati hai jo dp ne kaha) P- oh... vaise mere baal to aap hi katogi na... S- ha kyu? Koi problem hai? P- mujhe kya problem hogi vaise aana kitne bhaje hai S- 3 bhaje P- thik hai aajauga aapke liye 😘
They have a pin drop silence🤫 After 5 mins sushi say S- ok bye