In shop
Garima Puttu is busy in phone📱and sushi say
S- baas....karo tum dono....
G-key hua susheela rani
S- yaar....tum dono kabse phone mein hi gusse hue ho
G- acha to bata key kare(while phone keep a side)
Gp- didi golgappe khae
(Note- puttu ko bhi plan ke bare mein pata hai)
S- ha😃 garima kitne din ho gaye humne golgappe nahi khae chal chalte hai
G- ha chal
Garima get up from chair🪑 but suddenly....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Suddenly her leg twist
G- ahh
S- aree aree aaram se (while holding her)
Gp- Garima didi are u ok ?
G- ha
S- kya ha thik se khade bhi nahi hua ja raha aur tu keh rahi hai ha....baith
Garima sit on chair🪑
Gp- didi...
Garima winks😉 puttu
Or puttu samjh gaya ki ye natak hai
S- thik hai na?
G- ha....par mera golgappe khane ka maan ho gya hai tu ja na lekar aa na.....
S- tujhe lagi hui hai or tu keh rahi hai ki golgappe khane ka maan hai ja le aa na.....
G- please 🥺
S- acha acha ja rahi hu.....puttu tu chal mere sath
Gp- nahi nahi main garima didi ke sath rehta hu....
S- ha ye bhi sahi hai.....chal main aati hu by
Pugarima- by
Sushi goes
Gp- didi ab maza aayega
G- ha😃
In golgappe wala stall
Pravya vahi hai
Pramod is in tentionKav- bhai aap itne tention mein kyu hoo?
P- tention to hogi na....
Kav- bhai chill karo bhabhi aati hi hogi
After sometime
Sushi come but don't notice pravya
Kav- bhai acting shuru karo....bhabhi aa gyi
P- kaha hai?
Kav- vo dekho (while pointing towards sushi)
P- ha ha....
Pravya start acting
Vo golgappe ek dusre ko khilate hai ye dekh leti hai humari sushi
S- (in mind) Ye......chota haddi or kavya yaha ek dusre ko golgappe kyu khila rahe hai😣....or dekho kese has has ke baate kar rhe hai....😠
P- kavya s ji to gusse mein lag rahi hai
Kav- acha hai fir....
P- is mein acha kya hai meri haddiyan tut gyi to...😰
Kav- bhai chill karo bhabhi aapki haddiyan ko kuch nahi kare ge agar kare to aap aapni haddiyan khud jod lena.....(and laughs🤣)
Pramod also laughs😂
Areeee ha ye dekh sushi or gussa chada😡 and goes from their
P- main aaya....
Kav- bhai bhai kaha ja rahe ho....?
P- susheela ji ke paas....
Kav- no way bhai....
P- kyu???
Kav- bhai ab jo karna hai garima didi par chod do....ok
P- ok yaar....
Pravya also goes for home 🏡
On the other hand
Sushi enter in shop with anger and sit on chair 🪑
Gp- (in low voice to g) didi lagta hai kaam ban gaya....
G- (low voice to p) ha....
Gp- didi ab aap shuru karo.....
G- hmmm
G- areee susheela dekh pramod ji ne aapni or kavya ki social media pe photos dali hai
Gp- dekhao dekhao
G- ye dekh
Gp- wow superb photo....ye vali kitni achi hai......
G- ha....dono ek sath ache lagte hai
S- kisne kaha tuhje ki vo dono ek sath ache lagte hai (in angrily)
G- aree main keh rahi hu....tujhe kya....
S- (in mind) ha... mujhe kya....chota haddi kisi ladki ke sath hota hai to ye baat mujhe hurt kyu hoti hai.....kahi mujhe pyaar to nahi ho gaya....shayad ha....nahi....ha.....matlab pata nahi......😖
.
..
.
.
.
.
.
.
.
Part kesa laga comments mein jaror batana or ha ye bhi batao ki pehla confession kiska chaiye agnima ka ya fir sumod ka...
Target
Vote- 40+
Comments- 18+Next part raat ko
Precape: leap....🤫
By💖💖

YOU ARE READING
Connection✨ft.Sumod❤️
FanficHey guys 👋 This is my first story. This story is based on sumod❤️ Some agnima scene are come. Please support