21b~Prank

50 6 1
                                    

Av: dekha toh tha, sab toh kiya tha na (she turned away from him) lagta hai tum hi mujh se mil kar khush nahi ho Neil, shayad ab tumhe mujh se pyaar nahi hai, na vo chahat hai, na vo sapnay hain, na vo rangrailiyaan hain, bas hai toh sirf humara jism, sirf main or tum, jo kabhi hum hua kartay thay

Neela came and held Avni's arm turning her towards her.

Nl: ye tum kya keh rahi ho Avni? Neil wapis aya hai toh kis k liye aya hai? Uska koi parivaar toh hai nahi, parivaar toh sirf tum ho, tum ko samajhna chahiye, sab toh theek tha na tum log k beech? Ab ye naya drama kya hai?

Av: maa aap nahi samjhengi

Nl: q nh samjhoon gi? Main kya koi bewaqoof hoon?

Ne: nahi Neela maa, bewaqoof sirf or sirf ye Avni hai, jo kabhi mujh se pagalo'n ki tarha pyaar karti thi, aaj vo mujh se munh morr kar khari hai

Av: munh morrna hota toh kabhi tum ko insaaf na dilaati

Av: munh morrna hota toh kabhi tum ko insaaf na dilaati

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Neil approached her and held her arms firmly.

Ne: toh phir kiun khush nahi ho tum mere aane se?

Av: Neil main bohat khush hoon, lekin main khud ko saabit karne ke liye kya kar sakti hoon?

Ne: ye khush ho tum? Aisay? Aray tumhara munh latka hua hai yaar

Av: vo toh tumhara bhi latka hua hai

Av: vo toh tumhara bhi latka hua hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Avni suppressed her laughter.

Ne: toh theek raho na yaar, pehle jaisi ho jao na

Av: main wohi Avni hoon Neil, pehle jaisi hi hoon

Ne: prove it

Av: mujhe khud ko prove karne ki koi zaroorat nahi hai Neil

Ne: toh mujhe bhi wapis aane ki koi zaroorat nahi thi

After this, they ended up faking a big fight by which Neela got fed up and finally shouted for them to stop

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

After this, they ended up faking a big fight by which Neela got fed up and finally shouted for them to stop.

Nl: mera kya sarr dukhaane aaye ho ghar mein? Jhagra bahar hi kar ke aatay na, ye kya tareeka hai? Ghar nahi hua machhi market hogaya ye, aray main ja rahi hoon yaar, ab jitna dil karay na larro, jee bhar ke larro

Nl: mera kya sarr dukhaane aaye ho ghar mein? Jhagra bahar hi kar ke aatay na, ye kya tareeka hai? Ghar nahi hua machhi market hogaya ye, aray main ja rahi hoon yaar, ab jitna dil karay na larro, jee bhar ke larro

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

She began to walk away. Avni and Neil burst out laughing and she turned to them.

Nl: ajeeb log ho, pehle khoob larrtay ho phir achanak hasnay lag jaatay ho?

Av: you got pranked so easily, aray Neela maa, prank tha prank, hum mazak kar rahay thay

Nl: mazak?

Ne: haan, ye mazak tha, but guess who was the prankster? Avni, ye saara uska idea tha

Neela too laughed and approached Avni and took some kajal from her eyelid and applied it behind her ear and Neil's ear as well.

Nl: tum dono ko kabhi kisi ki nazar na lagay, tum log ki jodi yoon hi bani rahay

Nl: tum dono ko kabhi kisi ki nazar na lagay, tum log ki jodi yoon hi bani rahay

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

They both hugged her.

AvNeil Horror Ff: Tere Naamजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें