Chapter 31

254 39 142
                                    

After 1 year...

In udaipur..

Naira : kaka abhi tak tayaari nahi hua kya .. please jaldi kijiye aaj hi engagement hai kal nahi

Kaka : naira bitiya hum kar rahe hai aap chinta mat karo ho jaaega

Akshra : bhaiya yeh phool kyu nahi lage abhi tak jaldi kijiye

Sab log kaam main lagye hue the ...

In kairav room

Kairav see Trisha photo

Kairav : sab log kehte hai Trisha ki tum iss duniya main nahi ho lekin main jaanta hu tum ho aur tum zaroor aaogi mere pass .. please jaldi aana kahi dheer naa ho jaaye
...

Mere liye naa sahi atleast kiara ke liye aa jaana woh tumhe har roz yaad karti hain aur puchti hai ki mamma kab aayegi .. jab bhi woh call karti hai sabse phele yahi puchti hai

Mujhe samajh nahi aata ki main kya jawab du .. please come back soon (crying)

(Note : kiara now in hostel )

Kairav : I miss you so much Trisha .. I really miss you

Main yeh engagement toh kar raha hu sirf aur sirf apni family ke liye lekin aaj bhi mere dil main sirf tum ho aur hamesha rahogi .. tumhari jagah main kisi ko nahi de sakta aur naa kabhi dunga ...

I'm only yours and will be yours

He kissed her photo

In other side

One girl ready for her engagement

Mother : beta tu aur kitna time legi

Girl : mamma thodi dheer aur please

M : pooja beta .. aaj teri aur kairav ki engagement hai jaldi se tayaar ho jaa warna muhurat nikal jaaega

Pooja : bas 10 minutes aur

Shalini : thik hai ..

Shalini leave from their

Pooja : jaanti hu kairav aaj bhi tum Trisha se pyar karte ho aur karte rahoge ... Aur jo jagah tumhare dil main hai Trisha ke liye woh shayad tum kabhi kisi ko nahi doge kairav .. maine phir bhi tumse shaadi karne ke liye haa ki.

Kyuki I love you .. I love you so much.. main tumse collage ke time se pyar karti hu lekin tumne kabhi mujhe aur mere pyar ko samajha hi nahi kairav . But koi baat nahi tum Trisha se pyar karte raho kairav mujhe koi problem nahi hai lekin main tumse pyar karungi wahi bahut hain mere liye

Lekin mujhe tum par ek biwi hone ka huq toh mil jaaega akele main naa sahi lekin sabke saamne toh hum ek Happy couple ki tarah rahenge iss main hi mujhe bahut khushi mil jaaegi ...

Aaj hamari engagement hai aur uske do din baad hamari shaadi ...
I am so happy kairav ...

In kaira room

Karthik : yeh hum sahi kar rahe hai naa naira .... Kairav ki dusri shaadi karwa kar

N : ha Karthik aur waise bhi kairav puri zindagi akele thodi rahega kabhi na kabhi usko apni life main move on to karna padega na

K : haa par naira..

N : par kya Karthik... Main jaanti hu usko move on karne main time lagega but usko karna padega hamare liye naa sahi atleast kiara ke liye .. ab kiara hamari uski responsibility hai naa .. waise bhi uss bachchi ko naa papa ka pyar mila .. jab maa ka mil raha tha toh god ji ne usse uski maa bhi cheen li aur tumne dekha na pooja kaise kiara ko apni beti ki tarah pyar karti hai usko har hafte hostel main milne jaati hai uske liye khaana lekar jaati hai yeh jaante hue bhi ki kiara kairav ki beti nahi hai kisi aur ki hai ...

K : haa naira .. main samajh raha hu tumhari baat but hum ek baar aur nahi soch sakte aur thoda time nahi le sakte

Naira : nahi hum aur time nahi le sake 1 saal le toh liya hai

At last Karthik also gets agree with Naira.

(Ranbir prachi .. akshra samar get married )

Vatsal come their

Vatsal : masi bro .. sab log aap logo ka wait kar rahe hai please aa jaaye

Kaira nodes in yes and leave from their

After some time

Pooja and her family also come their

Kaira welcome them

Kairav also come

Prachi come to near him

Prachi : bhaiya pakka naa aap yeh shaadi karna chahte hai

K : tujhe kya lagta hai prachi .. aur waise bhi maine yeh shaadi mamma papa ki khushi ke liye kar raha hu kiara ke liye kar raha hu apne liye nahi main bas Trisha ke yaado ke shahare bhi jee Sakta Hu lekin kiara ko ek maa ki jarurat hai aur pooja usko apni beti ki tarah pyar karti hai

Prachi : I am so happy for you I hope aapko bhi aapki khushi jaldi hi mil jaaye

Kairav (in mind) : main bhi yahi chahta hu prachi mujhe meri khushi mil jaaye meri Trisha mujhe mil jaaye

They start engagement ceremony

Pooja and kairav exchange rings and all clapping for them

They takes blessings from the elders

Naira (in mind) : ae ganga maiya please mere bachche ko har khushi dena jo usko aaj tak nahi mili.... please uske upper apni kirpa banaye rakhna
Kairav and pooja ko hamesha khush rakhna

Karthik (in mind) : please krishna ji ab mere bete ki life main koi problem yaa koi dukh naa aaye usne bahut kuch sah liya hai ab please usko uske hisse ki khushiyan deto yaha tak ki mere hisse ki bhi but ab please uska dil mat todna usko khush rakhna



Pooja (in mind) : finally hamari engagement ho gayi kairav ab bas shaadi rahti hai woh bhi do din main ho jaaegi phir main tum aur kiara ek saath rahenge woh bhi khushi khushi

I promise Trisha tum jaha bhi main tumhari beti ko apni beti ki tarah pyar karungi usko kabhi bhi tumhari kami mashoos nahi hone dungi woh pyar dungi jo woh deserve karti hai

Ab mujhe kuch nahi chaiye mujhe mera kairav mil gaya aur ek kiara jaisi pyari si bachchi bhi chahe woh mujhse pyar kare na kare Lekin main usse hamesha karti rahungi aur hum dono dost bana kar toh rakhenge hi naa yahi bahut hai mere liye

Continue....

Next chapter : Pooja and kairav get married...


I hope you enjoy it
❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

yrkkh _ ek nayi shuraatजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें