Chapter 28

291 42 107
                                    

In hotel room

Trisha talking on phone with kiara

Trisha : ha bachcha main jaldi aa jaaungi pakka

Kiara : mamma please promise karo aap jaldi aaoge

T : pakka wala promise mamma zaroor aaengi

Trisha cut the call

Kairav come in room

K : kis ka phone tha Trisha

T : kiara ka .. jaldi aane ko kah rahi thi

K : bechari bachchi ... Maine tumse kaha tha ki kiara ko saath le chalte hai but tumne manna kar diya

T : tum pagal ho kya uske school the kiara woh kaise miss kar sakti hai

K : typical mom (in low voice)

T : kya kuch kaha tumne

K : nah.. nahi maine kuch nahi kaha

Trisha kairav ke pass aane lag jaati hai but uska pair kisi cheez se takkra jaata hai

T : ouch...

K : kya kar rahi ho Trisha dekh chalo naa .. abhi lag jaati toh

T : nahi main thik hu kairav ..

K : are you sure naa ..

T : haa... Main kuch notice kiya hai kairav.. aaj subh se tum thode sad ho kya hua kuch baat hai kya

K : nahi aisa kuch nahi hai bas thoda sa ajeeb lag raha hai jaise ki kuch bura hone wala ho

T : aisa kuch nahi hoga kairav .. hum hamesha saath rahenge ..

K : promise Trisha

T : haa kairav .. hamesha .. main tumhare saath rahungi aur kahi chali bhi gayi naa toh waapas jaroor aaungi main

T : aur itni aashani se tumhara peecha nahi chodne wali iss janam main toh bilkul bhi nahi..

Maut bhi mujhe tumse alag nahi kar sakti

Kairav ​​puts his palm on his mouth

Kairav : Trisha don't say this word again okk ... Warna.. (in angery tone)

T : okk nahi bolte I promise

Both hug each other

In udaipur....

Prachi : mamma papa main bahar jaa rahi hu kuch time ke liye

Naira : ek minute beta hume tujhse aur akshra se baat karni hain kuch jaroori....

Prachi : haa bolo mamma kya baat karni hai

Akshara also comes

Akshra : mamma aap ne mujhe bulaya kuch kaam tha kya

Karthik : haa beta ... Hume tum dono se zaroori baat karni hai

Akshra and prachi see each other face and get confused

Akshra and prachi : kya baat karni hai

They start their conversation....

In Shimla

yrkkh _ ek nayi shuraatजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें