Chapter 17

377 39 134
                                    

Next day....

Ranbir and prachi meet in a restaurant....

Ranbir : hi prachi kaisi ho

P : main achi hu tum kaise ho ranbir aur tumhare dad ab thik hai naa

R : main bhi thik hu aur dad bhi ache hai
Tumhara bhai ab thik hai naa

P : yaa he is absolutely fine now

R : acha laga sun ke

P : sab tumhari wajah se ranbir tumne agar uss din bhaiya ko blood nahi diya hota toh shayad aaj woh...

R : it's okk prachi .... Kuch nahi hota unko maine sirf aur sirf inshaanitay ke naate khoon diya tha tumhare bhai ko

Prachi smile and Ranbir also smile

Ranbir take his hand on prachi hand
Both feel something lost in each other eyes


Ranbir : mujhe laga  nahi tha prachi uss din ke baad hum itne ache dost ban jaaenge

P : mujhe bhi ranbir

R : shayad destiny main yahi likha tha

P : may bhi

Both laughing....

Both continue their conversation

In other side

Kaira room

Naira : Karthik mujhe naa ek baat karni thi tumse

K : haa bolo naira

N : kyu naa hum kairav ki shaadi karte

K : acha idea hai naira but phele ladki dekhni padegi naa

N : tum uski tension mat lo maine ladki dhoond li hai aaj shayam tak woh aa jaaegi

K : wow naira phele se planning kar rakhi hai mujhe bataya tak nahi

N : woh jaldi jaldi main ho gaya time hi nahi mila tumhe pata ne ka

K : it's ok naira but phele bata toh do ladki kaun hai kaha se kaisi hai

N : ladki naa meri dost anjali Khanna ki beti hai woh bahut hi achi ladki hai Karthik but modern hai

K : koi nahi but naam kya hai uska

N : Sonakshi khanna ...

K : phele hume kairav se baat karne hogi naira kya pata tumhare ladle ne phele se hi koi pasand karke rakh rakhi ho

N : nahi Karthik mera beta aisa nahin hai uski life main koi aur hai hi nahi ...
Haa hum baat karenge thoda ruke ek baar Sonakshi aa jaaye but mujhe pakka pata hai kairav haa hi karega woh apni mamma ki baat ko taal nahi sakta kabhi bhi

K : dekhte hai naira

N : haa dekh lena

In kairav room

Kairav : vansh bhaiya ...

V : haa bol naa

K : kuch nahi

yrkkh _ ek nayi shuraatजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें