Veer's outburst

120 9 15
                                    

2 days later

In the evening

Sandhya: sabko yaad hai ke do din bad kya hai?

All the girls smiled

Janki maa: Sabko dekh ker lagta hai ki sab ko yaad hai ke 2 din bad kerwachauth hai.

All nodded

Sandhya looked at Zara.

Sandhya: Tum bhi vrat rakho gi na?

Zara (happily) ji maa main zaroor rakhun gi.

Veer: Formalities kerne ki zarurat nahi hai Zara.

He leaves from there.

Zara goes behind him.

VeeRa's bedroom

Zara: aisa kyun ker rahe ho Veer? Please mat karo it hurts me.

Veer:  toh kya mujhe hurt Nahin hota? Tumhein mere  itne se behavior ki wajah se hurt ho raha hai. Zara yeh bhi socho ke mujhe kitna hurt hua hoga.

Zara: Veer please forgive me I know I was so wrong.

Veer: Shhhh
He kept a finger on her lips

Veer: Tumhen kya lagta hai? Zara tumne mujhe jo hai bola tha na

Zara: Veer bas karo

Veer: No please let me tell you

Tumne kaha tha I am a cheater tumne mujhe Baki ladkon se compare Kar Diya jo ladkiyon ko use Karke phenk dete hain tumne kaha tha I don't deserve anyone I don't deserve you main kuchh Bhi deserve nahi karta so jo ladka kuch deserve hi nahi karta uss ke liye yeh sab kerne ki zarurat nahi hai.

Zara: Veer please maaf kar do mujhy.

Veer: chup aaj main bolun ga and you will listen.

Tumhen pata hai hai jo kuchh Jo baatein tumne mujhe kahi thi woh Yahan
(Points at his heart) Yahan aa Ker lagi. Aisa lag raha hai jaise koi dil per teer chala raha ho. Tumhein pata hai Raat ko nightmares atte hain mujhy. You know what Zara wounded heart is more hurtful then a wounded body.

Zara: Veer please stop.

please mujhe maaf kar do.

Veer: kya lagta hai tumhen maine Veer ka dil toda maine usko hurt Kiya. Maine Veer se maafi mang li. Veer ne mujhe maaf kar diya main toh gangaa Naha li. chutti baat khatam. Per nahi baat khatm Nahin Hui Hai aur Itni aasani se nahin Hogi.

Hath rakho mere dil pe.

Zara kept her hand on his heart.

Veer: batao kya sunai de raha hai.

Kuch nahi na.

Sunai de ga bhi kaise iss dil ki dhadkan toh kab ki ruk gayi hai.

Zara looked at him.

Veer: Aise kya dekh rahi ho?

Sahi suna. Iss dil ki dhadkan toh chal rahi hai per main zinda nahi hoon. Bilkul hamare rishte ki Tarah. Tumne hamare pyare se rishte ko khatam kar diya hai Zara.

Yeh Dard jo mere dil main hai woh hamesha rahe ga aur iski wajah tum and mr Nanda ho aur raho ge.

Sahi kehte Hain. Shaq main bahot taqat hoti hai ajj dekh bhi liya. Shaq kerne se pehle itna toh soch leti

He moved backwards and letting out all his pain which he has kept inside himself since last 4 years he screamed

KE MAINE TUMSE PYAR KIYA THA ZARA SINGH SHARMA

He falls on his knees and cried.

Zara was shocked.

Veer composed himself and goes from there leaving a Teary eyed Zara behind.

It was night and was raining havily and Veer was walking aimlessly on the road

Dil haste haste ro pada
Dard ansuon main hai bada
Dil haste haste ro pada.
Dard ansuon main hai bada
Tooti sabse hai yaari.
Main toh Zindagi se haari.
Gayi sanson ko dukha ke kahan pe yeh hawa
Kyun rabba iss qadar todya ve 
Ke ek tukda na chodhya.
Dhadkne ke liye dhadkanon main kuch na bacha.
Kyun rabba iss kadar todya ve
Ke ek tukda na chodhya
Dhadkne ke liye dhadkanon main kuch na bacha.

Veer falls on his knees crying.

Veer: Kyun kiya tumne mere Sath aisa Zara Akhir kyun? Kya galti thi meri. Tumse Pyar karna galti thi meri. Mere sath hi yeh sab kyun.

He looked upwards at the sky.

Veer: Kyun Bhagwan Ji mere sath hi aisa kyun? Ek pal ki Khushi de ker dusre hi pal mujhse khushiyan cheen li jati Hain. Meri kismat main khushiyan kyun nahi likhi. Galti kya hai meri kis cheez ki saza de rahe ho mujhy. Main itna bura hoon kya? Ab toh maut ko bhi taras nahi aata mujhe

He screamed

Aaaaaaaaaaahhhhhhhhhh

Coming up next: Veera reunion.

Pakka wala.

Here is the chapter guys do tell me how is it and I am so sorry for being so inactive please forgive me. I promise I will not be innactive from now. Don't forget to vote and comment and tell me how is the story going? Love you all take care stay home and stay safe ❤️

My love my Zara Where stories live. Discover now