11

252 55 6
                                    

Next morning bela wakes up and stretched her hands she sees mahir sleeping beside her holding her hand.

Bela-Mein kal raat couch par so rahi thi aur mahir ji bed par mein bed par kese aagayi nahi mein nind mein nahi lekin mujhe nind mein chalne ki aadat nahi hain mahir ji mujhe yaha lekar aaye mahir ji mahir ji uthiye mahir ji mahir ji mahir j....

Mahir-Kya hua maa kyu utha rahi hon mujhe aur ji kyu bula rahi hon and its still night aur mera sarr bhi dukh raha hain pls let me sleep aaj app vyom ko

He heard someone crying after some minutes he opens his eyes a little and sees bela crying keeping a hand on her mouth he wakes up and looks at at her he sits properly and wears his spectacles.

Mahir-Kya hua aur kon ho tum

Bela-Apko bhulne ki bimari hain kya humesha app mujhe bhul jate hon aaj mujhe bul rahe hon app kal maa ko bhul jaoge kal kuhu ko bhi bhi bhul jayenge ghar mein sabko bhul jayenge apne bacho ko bhi bhul jayenge itne kese bhul jate hain ap aapne bachpan mein badam nahi khaye

Mahir-Uske pehle tumne kya bola

Bela-Kya

Mahir-Badam wale sentence ke pehle tumne kya bola bela

Bela-Woh woh sorry

Mahir holds her chin tightly tears start falling from bela's eyes.

Bela-Mujhe dard ho raha hain

Mahir-Jab tumne woh sentence bola na tab mujhe bhi kuch esa hi laga tha kyu kaha tumne woh sentence isi ke liye aayi ho na tum yeh hi maksad hain na tumara iske liye aaye hon na tum bela

Bela-Sacha pyar kiya tha meine vyom se mein koi vese aurat nahi hun mein han kam suna tha apke vaare mein lekin jitna suna tha utna acha suna tha lekin ap toh

She wipes her tears and leaves from there.

Mahir gets up and took a bath after some time bela comes to a room with a cup of coffee.

Mahir was wiping his hairs bela keeps the tray on the table she takes a glass and fills it with water she holds mahir 's hand and made him sit she gives the glass and tablets to him he takes it and sips water she hands him the cup of coffee she wasn't looking at him and nor talking with him.

Mahir-Kya hua baat kyu nahi kar rahi hon

Bela was about to go mahir keeps that cup and pulls bela towards him he holds her waist and pulls her more closer bela was not able to handle the closeness which was growing between them.

He sides her hair which was on her face.

Bela-Aap apne hi shabd bhul gaye mahir ji subah apne kaha tha na ki ap humare bich vesa rishta nahi chahte toh kyu aarahe hain ap mere kareeb mein bhi yeh rista nibhana nahi chahti hun. App jesa samjh rahe hain vesa kuch nahi hain

Mahir-Mein tumhare kareeb nahi aaraha hun bela

Bela-Toh yeh sab kya hain kya naam dun mein iss rishte ko shadi ki hain apne mujhe mein koi

She wipes her tears and leaves from there.

Vote and comment
Ignore grammatical errors

Tu Aur Mein 2 ✔️Where stories live. Discover now