One week has been pased since Anchit's entry and he has bonded very well with others. Everyone enjoys his company A lot. In afternoon a girl came in the thana and she was looking hell scared.
Ss:- ji aayie mahila police thane mein aapka swaagat hai kahiye kya sewa kar sakte hai hum aapki
Girl- ji woh mujhe report likhwani hai
Ps:- aayie baithiye....ji batayie aapki samasya
Girl:- woh darsal
Meanwhile hm came from her cabin.
Girl:- ji mera naam payal hai aur mujhe apne mangetar ke khilaaf report likhwani hai
Ss:- kyun woh aapko chod ke chala gaya
Payal(emotionally) :- chod ke chala jaata to zyada behtar hota
Hm:- ek minute aap shant hojayei calm down aur ab batayie
Payal:- meri aur rohan ki sagaai ke agle din usne mujhe apne ghar bulaya milne ke liye sagaai ke pehle woh bohot sweet tha isliye main chali bhi gayi lekin wahaan jaake usne(started crying)
Ks:- usne aage usne kya kiya
Payal:- usne mujhe molest karne ki koshish zabardasti ki main jaise taise bhagi udhar se😭(crying)
Ps rubbed her back to calm her.
AB:- us ghatiya insaan ko to narak mein jaana chahiye ek baar hath to aaye aaisa haal karunga ki phir kabhi khade hon de layak na rahu oh
Ss:- anchit sir shant hojayie
Ab:- kaise shant ho jaun main santosh sharma aurat koi khilona nahi hai ki jo marzi woh kare aur yahan to sirf sagaai hui hai use to shaadi ke baad bhi inki manzoori ke baad chune ka haq nhi
Everyone was impressed with his kind nature towards women.
Hm:- karishma singh aur anchit brar aap dono jayie us rohan ke pass aur lekar aayie idhar aur haan maar mat dena use
Ab/Ks:- ji maddam sir, Jai hind
Hm:- Jai Hind.
As they went hm went in her cabin and took deap breaths
Hm:- hassena calm down mat socho uske baare me itna kuch nahi hua hai(calming herself )
She was lost in her thoughts when Anubhav's call came.
Hm:- Jai hind sir
As;- Jai hind hassena ji lekin aaj humari chutti hai
Hm:- oh to aapne humein kaise call kiya
As:- kyun appointment leni thi kya
Hm(chuckling):- nahi nahi sir aaisi baat nahi hai sir woh darasal aap mostly official work ke liye call karte hai isiliye pucha
As:- oh to yeh baat hai woh to aaj man kiya aapse baat karne ka to call karliya
Agar aap free hai to baat kar sakte haiHm:- bilkul waise kya kar rahe the aap
As:- kuch nhi bas ek rasala padh rahe the waise ek baat kehni hai aapse keh sakte hai?
Hm:- sure sir
As:- itna hi kahenge ki zindagi me kuch log na humari kamzori ka humare dar ka fayda uthake humein aur darate hain apne maksad ke liye lekin woh ek pariksha hoti hai aur us samay humein usese darna nahi balki ladna chahiye aur dikha dena chahiye ki koi bhi humein jhuka nahi sakta. Aapka kya kehna ispe hassena ji
Hm:- bilkul sahi kaha aapne sir waise aaj achanak yeh baat
As:- bas man kiya to bol diya
Hm:- oh thank you
As:- ab yeh kyun bhala
Hm:- kuch nhi bas waise hi
As(chuckling) :- oh
Hm heard some noices from outside
Hm:- sorry sir kya hum baad mein baat kar sakte hai shayad karishma singh aagayi hai
As:- koi baat nhi hassena ji duty pehle hum baad me baat karleinge
Hm:- ji
They cut the call
Hm(in mind) :- thank you to Isiliye bola kyuki jo humara ashant man tha us reason se use aapne shant kardiya sahi me aap humari bina kahi baaton ko bhi samjh jaate hain
She went out and saw ks and ab beating rohan very badly
Hm:- rukiye aap dono maarna nahi hai use
Both stopped
Hm:- kuch bolna hai tumhe
Rohan:- haan maddam mujhe kardijiye mujhe samjh aagaya hai ki jo maine kiya woh bohot galat tha aurtein khelne ki cheez nahi aur payal to meri to-be-wife thi. I am very sorry
Hm:- Mr. Rohan aapko sorry humse nahi kisi aur se kehna chahiye
He turned to payal
Rohan- payal i am very sorry maine tumhare sath jo kiya woh maafi ke kabil nahi par please ho sake to mujhe maaf kar dena aur main waada karta hoon ki aage se tumhari permission ke bina kabhi tumhare pass nahi aunga
Payal;- it's ok rohan maine tumhe maaf kiya
So the case solved. Hm was sitting in her cabin when ab came
Ab:- jai hind maddam sir
Hm:- jai hind anchit batao kaise aana hua
Ab:- woh maddam yeh koi aapke liye letter bahar chod gaya tha hum chai peene gaye to udhar neeche pada mila
Hm:- acha ok hum dekhte hai
She opened the page and was shocked on reading it.. . .
To isi tarah samapti hota hai meri pustak ka teesra adhyay. Bhool chuk ke liye shamay prapti. Main leti hoon aapse vida bhent hogi agle adhyay mein
Jai hind
YOU ARE READING
Aitraz-e-mohabbat
FanficKya hoga jab hassena se milega ek ehsas ek aaisa ehsaas jisese wohi rahi hai humesha anjaan kya hoga jab pyaar dega dil pe dastak kya woh andar aane degi ya phir nahi de payegi entry aur agar nahi de payegi to uski vajah kya hogi aur kya hoga agar w...