The Villain

483 73 20
                                    

Hm:- tumm!

Hm shocked to see anchit standing on the door with a evil smile

Hm:- i..iska m...matlab t..tum hi

Ab:- kya baat hai baby badi jaldi pehchan gayi.

He came sat on the table. Hm was going to run but he was fast enough to hold her hand and pull her very close.

Ab:- na na baby bhag kyun rahi ho merese aur bhagke jaogi bhi kahan. (Gliding his finger on her face and with the other hand he has held her both hands)

Ab:- waise kamal ki baat haina jo tum teeno ne yakeen karliya ki meri gang factory mein hai. Are itna to soch lete ki jis gang ko IB RAW tak na dhoondh payi usi gang ke khilaf surag us anubhav ko itni jaldi miljayega.

Hm was shocked

Hm:- iska.. Ma....tlab woh tumhari chaal thi

Ab:- kya baat hai hassena bada ache se jana ne lag gayi ho tum mujhe.

He pulled her and made her sit on the chair and took a out a knife and kept on her chin.

Ab;- aur yeh bhi socho ki jaise hi woh dono factory ke liye gaye tabhi kaise ek call aaya ki market mein danga hogaya hai jabki udhar to poori shanti hai.

Hm was more shocked

Hm:- t...tumne u.. Unhe bhi

Ab:- sirf unhe hi kya billu iqbal badnam ko bhi uthwa liya bas fark itna ki unhe uthana zyada mushkil nahi tha😈

He took out his phone did something and then faced it towards her. And what se saw made her shivered. Mpt members, As, billu, iqbal, badnam all were tired with ropes to chairs and were unconscious.

Slight tears formed in her eyes on seeing their condition

Ab:- ab kya karogi tum hassena koi nhi hai ab tumhare paas, koi nahi

Hm(slight tears) :- kya chahiye tumhe

Ab:- yeh bhi koi puchne waali baat hai mujhe tum chahiye. Apne aap ko mujhe saunp do aur main inhe chod doonga. 24 ghante ka samay diya jis address pe aana hai message mein mil jayega aur koi chalaki nahi.

He held her hairs in his fist and pulled them.

Ab(angrily):- samjhi?

Hm;- haan

Ab:- good.

He left her and left from there.

Hm was shocked, she was lonely and helpless. Tears were streaming down her eyes as her family was in trouble and she couldn't do anything. Weakly she stood up and went out. A set of fresh tears streamed down her eyes seeing the thana empty and on the thought that the mastermind was in her own team and she was not able to recognize him. 

With much difficulty she went her home as she entered her room a message popped up on her phone in which address was given by anchit that where she has to come.

She just sat on the floor with her back rested on the bed's edge. 

She looked at the wall where her pics with mpt and anubhav were hanged. She stood up and went near them and started looking at them. But now she was no more feeling helpless instead was filled with strength and determination to save her family from the devil just by looking at their pictures.

Here at a gowdown, all of them were unconscious suddenly few people threw water at them and they gained their consciousness.

Ps:- yeh hum kidhar hai

Ss:- pushpa ji dekhne se to lag raha hai ki hum kidnap hogaye hai baki kuch aur hua to keh nahi sakte.

Cc:- santu ji santu ji kahan se lati hai aap itna masumiyat

Ks:- aae bhak idhar hum sab bandhe hue hain aur tumhe masumiyat ka ratta lagana hai ama pehle yeh socho ki nikalein kaise idhar se

As:- usese pehle aap sab yeh batayie aap kaise fas gaye

Cc:- sir oh na ek call aaya tha ki market mein dange ho rahe hain

Ps:- Aur jab wahan gaye to wahan to shanti thi phir pata nahi kidhar se gunde mushtande aaye aur utha liya humein.

As:- aur aap shreeman aur paltan

I:- sir is chamgadar ko aaya tha kisika call ki ek jagah aao paise milenge yeh pishach khud to fasa humein bhi lae dooba

Ss:- lekin sir aur karishma maddam aao kaise yahan aaye.

Ks:- ama hum ek case ke investigation ke liye aaye the aur fas gaye

As:- lekin hassena ji haseena ji kidhar hai

PS:- woh aur anchit sir to thane mein hi the

As:- anchit! Ek minute kahin is sabke peeche anchit hi to nahi

Some voice came

Voice:- kya baat hai DSP sahab man gaye

All:- anchit!

Ab:- haan main jhatka laga na😈

Ss:- tum yeh sab kyun kar rahe ho

Ab:- yeh karishma aur DSP ko pata hoga haina

Ks:- ama tum hi ho woh nar kankaal

As:- ek baar hath khulne do aaisa haal karenge ki bed se uth nahi paoge

Ab:- philhal to itna yaad rakho ko tum dono mere kabze mein ho aur zabaan sambhalke.

As:- zubaan to tum sambhaloge anchit

Ab:- mujhe zubaan sambhalne ki kya zarurat jo mujhe chahiye bohot jalad mujhe milne waali hai

Badnam:- kya

Ab:- haseena😈

All except anushma:- kyaaa

Ab:- haan jo kaam saalon pehle pura nahi hua aaj hoga 😈

As:- sharam aani chahiye tujhe apne aap ko mard kehte hue niraljh insaan

Ab;- teri to

Ab stepped forward and was going to punch As....... 

Chalo end karte hai is adhyay ko

Aur sorry for updating late I am just packed up with lots of work

Aitraz-e-mohabbatWhere stories live. Discover now