Ps and ss came in MPT And saw billu and cheeta are sleeping
Ps- ye lo ye abhi tak soo rahe hai Ss- cheete uth na madam sir aajegi Uth ja Tabhi billu aapne billu nivas se bahar aata hai B- arey santosh jii ye aise nabi uthega Ss- toh kaise uthega billu ji B- mein abhi aaya Ps- ye kaha gaya Billu came with a bucket And throw on cheetah And cheetah wake up in jerk and said Cc- Jai... JAI HIND MADDAM SIR Ps , ss and billu - maddam sir abhi tak aayi nahi hai
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Revati singh Maa of ks and As sasu maa of Haseena Very possive for karu(karishma)
Baaki aapko pata chal jayega
Maa - chandni haseena ko bata dena mein mandir ja rahi huu
Chandni is maid
Hum bhi chalte hai aapke sath
Maa - aap, chaliye chalte hai
Chaliye revati jii
Jisne bhi guess kar liya uske liye zordar taliyaan 👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Vikraal singh the famous business man Husband of revatim papa of anu , karu, hasseena Love his family
Rs (revati singh ) and vs (vikaraal singh ) Left
In Anussena room
Haseena in uniform Anu came out from bathroom And back hug haseena Haseena little bit scrad and says
Hs- kya kar rahi hai anu aap As - kya kar rahe hai Hs- dekhiye chhodiye hume As - Aise kaise pehle ek kiss uske baad Hs trun to As Hs- Aur kaha chahiye aapko ek kiss As- yaha (pointing towards lips ) Hs- Hmmm Then As moving towards her lips
Suddenly door knock As - Ab kon aagaya Hs- kon hai Chandni - mein hu bhabi Hs goes and open the door Hs- arey chandni aau Chandni came and said wo Dada aur didi Mandir gaye hai bas yahi batana tha mein chalti huu
And she leaves
Hs and As came towards dinning table And sits they finish and move towards headquarter/ MPT
Hs enters in MPT Hs done fake cough
Everyone included billu - JAI HIND MADDAM SIR Hs- JAI HIND Santosh sharma any update case ke bare mein Ss - no maddam sir Hs- good back to work
In evening As Enters MPT
Everyone except HS- JAI HIND SIR As - JAI HIND Santosh sharma Ss - samaj gayi sir MADDAM SIR ko bulau Ss goes and came with HS
Hs- JAI HIND SIR As - JAI HIND HASEENA JI MPT mein 2 hafte baad ek nayi SI aa rahi hai Everyone - kya nayi SI kon hai wo sir Everyone look eachother As - wo toh hume bhi nahi pata Filhaal hum prashan karte hai JAI HIND
Everyone - JAI HIND SIR
As left
In night Hs came in hall Hs- hum ghar ja rahe hai Pj aayi ye aapko ghar chhod dete hai Pj - jii MADDAM SIR
Pj and HS left
Santosh and cheetah ki night duty thi toh wo MPT mein hai
Hs pj ko drop karke aapne ghar pohoch gayi
In parking anu bhi aagaya Toh wo dono ek sath ghar aaye
Door bell rings
Chandni open door and said - Arey bhaiya bhabi aayiye
Wo hall mein aate hai Maa - arey aa gaye beta jaldi se hath mooh dhokar aau mein khana lagati huu
They goes in there there room
In Anuseena room As- HJ (HASEENA JI) Hs- jii kahiye As- hamari shadi ko sirf 4 mahine uhe hai haina Hs- jii bilkul As- (in mind ) hume lagta hai HJ ko behna ke baare mein bata dete hai Nahi agar HJ ne unse milne ki baat ki toh hum kya karenge Hs-Anu kaha kho gye chaliye maa wait karhi hongi As- jii chaliye
On dinning table Maa - aa gaye behtho
Maa served They finished Hs went her room Vs Also went in his room Rs goes in kitchen As also follow her
In kitchen As- maa Rs- Hmm bolo As- hume lagta hai hume HJ ko karu ke bare mein bata chahiye Rs- ek min tumne abhi tak usse bataya nahi As- maa aapko nahi pata agar unko pata hota toh wo aapko unke baare mein Awashya puchti Rs- Arey mujhe laga ki tune usse sab kuch bata diya isliye As- Acha Rs- tu usse bata de theek hai As- jii maa hum chalte hai shubh raatri Rs- theek hai shubh ratri
In Anussena room As Enters and sees HS is sleeping peacefully As to himself - HJ toh soo gayi hum unhee subhah bata denge
---------------------xxx---------------------
Byeee everyone
Today's shayri
माना कि तुम जीते हो ज़माने के लिये, एक बार जी के तो देखो हमारे लिये, दिल की क्या औकात आपके सामने, हम तो जान भी दे देंगे आपको पाने के लिये!
Do votes and comments batana zorror shayri and story kaisi lagi ..........