PART 26

233 27 12
                                    

Let's Start

continue karte hai

So guys hum thoda aage badh jate hain

1 mahina ho jata hain veyoshma ko delhi
Mein

Ks- Veyom aapne tickets book ki
Vs- jii bass kar raha hu

In night
Ks and vs are siting on dining table
Vs- karu
Ks- haan
Vs- kya soch rahi hain aap
Ks- khuch nahi
Vs keep his hand on her hand
Vs- pakka
Ks nodded in yes
Ks- chaliye hamara ho gaya hum sone ja rahe hain kal subah nikalna hain na
Vs- haan mein bhi thodi der mein aata hu
Ks nodded and move towards her room

A few moments later

Vs also slept in his room
.
.
.
.
.
.

In morning 🌅🌅

Ks and vs came with their luggage
Ks lock the door
Vs book the cab upto airport

After 15 min
Cab came and
They .
.
.
.
.
Landed lucknow.
.
.

In Kareenav house

Hs - maa karu kab aayegi

Maa- hume nahi lagta wo aayegi areyy pure 4 saal wo waha reh rahi hain itni jaldi wo nahi aayegi pata nahii kyu bulaya hoga uske sir ne usse 1 mahina hogaya 1 call nahi kiya usne aur jaab hum kare toh kehti hain kaam mein vyast hain thodi der baad baat karege ...

As - wo  sab toh thik hain haseena ji lekin aap ye kyu puch rahi hain

Hs- wo kya haina hume karu ki yaad aa rahi hain jab aayi thi tab pure ghar mein aisa lag raha tha jaise

Vs- jaise kya beta bolo

Hs- jaise ghar mein jaan aa gayi hoo

Maa- haan ye toh hain hamari karu hain hii aisi kbhi ziddi..kabhi gussa ...aur kabhi kabhi toh sidha dil mein utar ti hain ....meri bachii

As - toh kab aayegi karu

Hs- kab aayegi karu

Vs- kab aayegi karu

Revati - kab aayegi karu

Aa gayi karuuu

Everyone trun towards door
Ks- aa gayi karu

Hs run and hug ks...

🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳

Today's shayri

“तुटलेल्या काचा कितीही ही चिटकवण्याचा प्रयत्न केला तरीही त्यात तडा राहतोच, तशीच नाती असतात, एकदा तुटली की पुन्हा जोडताना तडा तसाच राहतो म्हणून जोडलेली नाती आणि ठेवलेला विश्वास नेहमी जपवा शेवटी तुटलेल्या गोष्टी गोड करताना जखमा होताच..”

Jin logo ko marathi nahi aati un logo
ke liye doosri shayri

दोस्त बन बन के मिले मुझको मिटाने वाले,
मैंने देखे हैं कई कई रंग बदलने वाले,
तुमने चुप रहकर सितम और भी ढाया मुझ पर,
तुमसे अच्छे हैं मेरे हाल पे हँसने वाले।

Do votes and comments ...

Veyoshma LOVE जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें